Pewasta reh shajar se umeed e bahaar rakh...
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #46 Collapse

    great ggg, kya khoob bat ki ap ne, kch log forex ka proper ilm nah hne ki vaja se loss krte rehte hian r aik din is ko chor dete hain, m kaho gi k ap mehnat karo r sekho. aik dain ap zaror kamyab hngy is kam ma,
     
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #47 Collapse

      Na umid kabi b nehi hona chaheye ager aap mehant ker rahay hain tou iss baat ka poora yakin rakhein k kabi b kisi ke mehnat zaya nehi jati aap apni skills per focus rakhein tou aap ko forex mein success m,il he jati hai aur aap iss se bohat achi earning kernay lagtay hain.
      • #48 Collapse

        Jub tak humein apne py confidence nhi ho ga tab tak hum chahey jitni mrzi mehnat kr lein lakin hum successful nhi ho skty agr insaan ko apne ap py itna yaqeen ho k wo sub kuch kr skta hai to wo mushkil sy mushkil kaam bhi easily kr skta hai self confidence plays a vital role in your success.
        • #49 Collapse

          dear brother ap ki baat theek hai ap ne kha hai k umeed per duniya hai hum ko is main umeed say kaam karna chahiye k hum ko is main success hasil ho gi aik din zaroor is umeed say kaam karna chahiye
          • #50 Collapse

            dost me apki bat se agree karta hu ke apne hame achi bat samjayi hai or me bhi esa hi karta hu q ke esa karne se hame kafi kuch malum hota hai or jab ap esa kare ge to apko trading me kafi madad mile gi or wo khete hai na ke agar ap sabar kere ge to apko sabar ka phal mile ga or achi pir acha profit gain kare ge ..
            • #51 Collapse

              yes there is no doubt my dear that every one should make the world hard to earn more and more profit aand bonus my dear there are the rea th efiex advantufe my dear brottre my dear you have to stuck with the business adn then you can earn more and more dear
              • #52 Collapse

                Salam Friends, :rolleyes: Forex trading is a great profitable business where you can earn a lot of profit, you should have good exceptions from forex trading. you have to work hard to learn it properly, have to gain enough experience and have to make strong decisions..
                • #53 Collapse

                  ji haan apne theek kaha hai hamen umeed ka daman nahi chorna chahye qk aksar ham kahte hain k umeed pe duniya qaim hai or agr ham himmat hi har jayenge to kamiyabi ham se or door chali jayegi
                   
                  • #54 Collapse

                    g buhat hi achi baat ki ap ne. umeed per hi dunya qaim hae. insan ko apni taraf se pori koshish karni chahiye har kaam emaandari se karna chahiye baqi sab Allah per chor dena chahiye. or na umeedi or mayosi tau wese b gunah hae.hamesha mehnat krni chahiye or Allah se ache result ki umeed rakhni chahiye..
                    • #55 Collapse

                      yes dear u right hum koe be work krte hia ya business or job to hum os me meant krte hia to he hum os me successful hote hia warna nahi ya forex be same to hota hia as me hum jatne zaida menat kre ge to hum ko as me zaida faida hu ga.
                      • #56 Collapse

                        right dear brother agar learning karo gay our information ho gi ap k pas trading may tu koi nahi ho gay success dear brother our agar ap only gambling or luck ki mind say hi trading may enter ho rahay ho tu yar yeh apnay ap k sath zulam ho ga dear brother who is liyeh dear brother k forex may koi gambling allowed nahi hai
                        • #57 Collapse

                          yes dear ap ne bahat achhi batain ki hain keh hamain himat nhi harni chahy aur himat mardan maddd khida jo kahawat he yeh bilkul drust he jo himat har gia woh sub kuchh har gia .koshi aur himat donoo sath sath rehni chahy aur mehnat bhi krni chahy.
                          • #58 Collapse

                            ye bat bulkul darust hy k umeed par dunia qaim hy, humein umeed ka daman nahi chorna chaheay, kabhi na kabhi hum zaror successful ho jaty hein or forex trading ek easa plat form hy jis par na umeedi waly ki koi jaga nahi
                            • #59 Collapse

                              ap bilkul thek farma rahy hain ap kisi b kaam main tab tak kamyabi hasil nai kar sakty jab tak ap poory dil or dimagh or lagan or mehnat sy kaam na karein is k sath sath imandari b bohat hi zaruri chez hoti hai ap tab tak kamyab nai hongy jab tak ap poori imandari k sath forex trading k liye mukhtis kiya hua waqt isy na dein
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #60 Collapse

                                ji ha bilkul sahi kaha ap ne ke har kam mein kamiyabi jo hai wo mehnat se milti hai aur mehnat mein hi asmat hai aur jis kam mein agr umeed bhi na ho ap ko ke ye kam ho nahi skta tu ap us mein bhi umeed rakhe kyu ke wo kamm bhi ho skta hai kyu k duniya umeed p hi qaim hai

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X