Forex Me Bump And Run Kia hoty Hain ??

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Forex Me Bump And Run Kia hoty Hain ??
    Assalamualikumm dosto aj ham bat karein ga bump and run ka bare mai , isko samjhna ka bad apka trend reversal pa grip boaht achi hojei gi .Bump and Run thomasbulko waski na (Technical analysis of stock commodities) ki book ma bataya ha inka mutbik kisi bi chart pattern ka banana ma 3 zaruri steps hota hain lead-in, bump, run .Bump and run do tarah ka hota ha bullish reversal bump and run , bearish reversal bump and run. Bullish reversal bump and run downtrend ko khatam kar ka uptrend ki direction deta ha .Or bearish reversal bump and uptrend ko khatam kar ka downtrend ka signal deta ha .

    Formation !

    Dosto chart ma ham dekhta hain price higher support higher resistance banata hue market ma uptrend dikhata ha or bearish bump and run ka banana ma yha zaruri ha ka shuruwati trend uptrend ho jab price uptrend ma chata hue do support bana da uska bad dono support ka low ko touch kar k ek trend angel line khenchni ha, ab yaha ham man leta hain ka yahan trend angel line 30 degree ka angel bana rahi ha matlab ka tezi ka trend 30 degree ka angel sa chal rha ha,is pahla part ko lead-in kahta ha isma price line ko respect karta hue upar ki taraf barhta ha ,iska bad disra part shuru hota ha usa kahta hain bump ,isma hota ya ha keh price achanak sa bohat zyada pump hona lagta ha ,jab market ma itna zyada pump ata ha to asa lagta hai bazar ma speculative hua ha or iska sath volume bhi barhna lagata ha lakin yha tezi zyada dair nahi chalti ha or price necha ana lagti ha .Ab yaha par ek bat ha jo apko dihan rakhna ha ka ya jo tezi ka trend aya ha wo wakae ma bump ha ,iska lie apko or trend angel line khenchna para gi ya line apko jaha sa bump shuru hua ha or iska owest low sa khenchna ha,or dusri line ka angel pahli linek ka angel sa 1/2 guna to hona hi chahie ,matlab jasa pahli line ka angel 30 degree tha to dusri line ka angel 45 degree ka to hona hi chahiye is sa zyada ho to achi bat hogi .To dosto is tarah sa ham bump ka tajzia kar sakta hain .Iska abd price pahli trend line ka necha closing da da tab bump pura hota ha or isa valid kah sakta hain .Ab akhir ma hota ha run, jab candle pahli trend line ko tor kar necha closing da deta hain .Trend line tutna ka bad bazar ma resistance line ban jati ha is tarah sa price necha ana lagta ha or volume bi increase hona lagta ha .To dosto is tarah sa bearish bump and run ki formation hoti ha .


    Bearish Bump And Run !

    Dosto agar apko chart ma bearish bump and run ka formation dikhaye da rha ha or dono trend angel line ka angel bi sahe ha to apko isma selling karna ka lie yaha dekhna ha ka price bump pura hona par pahli trend line ka necha closing da deta hai to uska bad wali candle ma apko selling karna ha ,or kahridari karna ka foran bad jis candle na trend angel line ka necha closing di ha uska low ka necha ka stopploss lagana ha ,trade lana ka bad apko trailing stopploss lagana ha ab isma akhri point yha ha hamein profit book kahan karna ha ,profit book karna k lie apko yaha dekhna ha jaha sa bump shuru hua ha isa ham name deta ha point A or jaha pa bump ka lowest low bana ha usa ham name deta a point B, ab point A or pint B ka jo difference hoga wo hamara target hoga ,jasa kah point A or point B ka difference 20 point ka ha to hamara target point ka hoga ,or jab price 20 tak ponch jaye hama foran profit book karna ha.

    Click image for larger version

Name:	download.png
Views:	5
Size:	6.3 کلوبائٹ
ID:	12532953
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Forex Me Bump And Run Kia hoty Hain ??

    Bump and Run Reversal Pattern

    trade mein complementary to yah purchasing stock hota hai company ka jiske upar hath hota hai aapko predict karna market per apne order ko place karna aap market mein apni aurat ko place ka kar lete hain lekin unke sath apne ek achcha trigger karna hai apna point apne market mein najar aana hai predict karna hai purchasing price ko stock price ko les tomorrow aapane superpower dekhni hai jo kapda ki jaati stock price ke upar yahan se ham power bomb karen karen reversal pattern ko to ham is pattern may appear karte hain fast aur large price joki hai kutiya due to exclusive calculation per speculation se mujhe pattern delete karta hai faces ko aur price ko advance normally without ki thi sign ke ham speculation kar sakte hain ham lete karte face ko ham flipkart ham maut ke upar ke film different face ke upar market pump karti hai unhen face ke mutabik ham trade karte hain humne a market ke viewer market ke bare mein analyse karne ko milta rahata hai

    Click image for larger version

Name:	download.jpg
Views:	1
Size:	6.5 کلوبائٹ
ID:	12397102

    Lead-in Phase:

    read karen iske faces ko to ham iske upar different point ke sath sticker karte hain market ke har step ko yahan se jo market point karti hai iske first part mein ham dekhti elite karti hai isliye last first month hota hai vah longer hota hai jo ki basic draw karta hai trendline ko during face ham price ke advance ko orderly manner mein dekhte hain jo exercise karte speculation ko murder 3 steps ko follow kiya jata hai

    Bump Phase:

    ismein shop advice dekhe to yah private ko mor fal deta hai isase private hoti hai kafi leti hai mein aur unhen movement per ham trading ke point kota kar karte hain aur yah trading ke jo bhi hote hain ya market main aapko tabhi najar aate aap angle dekhte ho trendline ko dekhti ho jo ok follow kiye jaate hain sab angle se in sab trendline ko follow karke ham trading ko samajh jaate hain lekin jab bhi ham great karte hain to hamen kuchh point kuchh chijon ko validate karna padta hai hi

    Click image for larger version

Name:	barr-intl.png
Views:	3
Size:	15.3 کلوبائٹ
ID:	12397103

    اب آن لائن

    Working...
    X