Pivot Point Kiya Hain? Pivot Points Calculate Karney Ka Tareeka Kia Hai?
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Pivot Point Kiya Hain? Pivot Points Calculate Karney Ka Tareeka Kia Hai?
    Pivot Points

    Support aurr resistance levels kaa pataa laganey key lieey pivot points technique kaa tareekaa kaar istemaal kiyaa jataa hay. Yeh amoomoi torr per day traders ess tareekay koo istemaal kartey hein. Pivot point technique kaa isteemaal kar kaa day traders daily market price ki range kaa andazaa lagatey hein. Yeh technique ess lieay bhee use kee jaatee hae key ess sey breakout confirmation ka bhe pata chalta hae.

    Pivot point uss levels ke numaaendge kartaa hay jahaan market kee direction ya simmt tabdeel hoti hay ya change ho rahi hoti hai. Aek simple see calculations jesay High, Low aur pichlee din kee close price sey aap chand points nikaal saktey hein. Aurr joo points aap nikaaltey hein wo points mumkinaa torr per crucial support aur resistance levels bann saktey haiin. Aur jo points hum calculate karte hein enko ko pivot point levels bhe kehty hain.

    Koi bhe trading key din trader apni marzi key din select kar key us din key market ke price key high, low, open aur close price ke ko select karta hei phir es data ko pivot points ko calculate karney key liey istemaal kiya jaata hai. Kun key pivot points easily calculate ho jaaty hein essi liey es liey ye kafi zaida traders main maqbool hua hae. Abb main aap key sath pivot points ko calculate kafny ka formula share karta hun.

    Click image for larger version

Name:	12345.jpg
Views:	2
Size:	78.7 کلوبائٹ
ID:	12532810

    Pivot Points Ko Calculate Karney Ka Tareeka

    Bahut saary traders pivot points per kaam karte hein jo ess baat ka saboot hein key market pivot points ko follow karti hai. Pivot Points sy traders ko market main enter hony key liey bhetar mawaky milty hain. Agar koi trader khud sy pivot points nikaalnaa chahy to eska formula mandarja zail hai

    Pivot Point = (High + Low + Close) / 3
    Resistance no 3 = High + 2×(Pivot - Low)
    Resistance no 2 = Pivot + (R1 - S1)
    Resistance no 1 = 2 × (Pivot - Low)
    Support no 1 = 2 × (Pivot - High)
    Support no 2 = Pivot - (R1 - S1)
    Support no 3 = Low - 2 × (High - Pivot)
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Pivot Point Kiya Hain? Pivot Points Calculate Karney Ka Tareeka Kia Hai?

    Pivot Point


    Pivot point mukhtalif timeframes ka istemal karte howe price points par mabni qeematon ki agli movement batata (prediction) karta hai. Pivot point intehaye ziada ya kam (extreme high or low) qeemat hoti hai, jo trend k leye aik nehayat aham mor (turning point) sabit hoti hai. Pivot point k leye qeematon ka wazih hona aur chart pe numaya pe numaya dekhna chaheye. Kisi bhi timeframe me qeematon ki agli mutawaqa (projected) sab se kam ya sab se ziada qeematen pivot point hoti hai. Pivot point trading system ko as a indicator hum short aur long term ki dono trading me istemal kar sakte hen.

    Click image for larger version

Name:	images (77).jpeg
Views:	9
Size:	48.0 کلوبائٹ
ID:	12397015

    Pivot Point ki Mutawaqa Qeemat Malom karna


    Pivot point k mutawaqa qeematon ko malom karne k leye panch (5) marahel (steps) hen;
    1. Pehle aaj ki average price malom karen (A), pehle, aaj ki sab se ziada qeemat, aaj ki sab se kam qeemat aur aaj ki close qeemat ko jama (+ or pkus) karen, pher is ko teen pe taqseem (÷ or divided) karen
      A = (H + L + C) / 3
    2. Agli mutawaqa High qeemat jo "A" (aaj ki average price) k dugne se aaj ki low qeemat ko mnafi kia jayega,
      2A - L
    3. Agli mutawaqa Low qeemat jo "A" (aaj ki average price) k dugne se aaj aaj ki high qeemat ko manfi kia jayega,
      2A - H
    4. Agli aaj ki mutawaqa sab se intehaye ziada (high) average price (A) plus aaj ki actual price range,
      A + (H - L)
    5. Agli aaj ki mutawaqa sab se intehaye kam (low) average price (A) minus aaj ki actual price range,
      A - (H - L)


    Pivot Point aur Reverse Trading


    Pivot point trading system ka istemal minor trend semat ko malom karne k leye bohut asaan hai. Top Pivot point us waqat high hoga jab qeematen pechle high point aur agli mutawaqa high point se ziada hon. Isi tarah Bottom Pivot point us waqat low tasawar hoga, jab market ki qeematen pechli low point aur agli mutawaqa low point se kam hongi. In pivot points me se koi aik mamoli trend semat me reverse jane ka signals deta hai. Market ki closing price trend reverse ki confirmation k system ko behtar banati hai.

    Pivot Point pe Trading


    Pivot point market me qeematon k agli mumkina high aur low positions batati hai, is waja se traders na sirf pivot point ko as a trend identify indicator (trend continuation & reversal) istemal karte hen, bulke ye humen qeematon k support aur resistance levels k bare me bhi mukamal tafseel muhaya karta hai. Pivot point ki mumkina high price ko hum resistance levels k tawar par jab k low price ko support levels k tawar par istemal kar sakte hen.
    Pivot point ka istemal short term aur long term ki trading k leye to same hoga lekin timeframe ya short time k leye market me entry ki waja se dono me thora sa faraq a jata hai. Pivot point aur fabonacci retracement ki formation taqreeban same hai, q k dono horizontally market me lines draw karti hai, lekin fabonacci retracement me mukhtalif levels hote hen, jab k pivot point me aisa nahi hota hai. Is me agar top point se qeematen breakdown karke lower ati hai, to yahan pe sell ki entry hogi, same procedure buy trade k keye bhi hoga, agar qeematen support level ko breakout karke upper ki taraf jati hai.

    Click image for larger version

Name:	images (118).png
Views:	3
Size:	22.2 کلوبائٹ
ID:	12397014
    • #3 Collapse

      Re: Pivot Point Kiya Hain? Pivot Points Calculate Karney Ka Tareeka Kia Hai?

      Pivot Point

      Forex trading market main jab bhi pivot points ki baat ki jati hai, to ye trading k dowran bohut ziada madadgar sabit hote hen. Forex Pivot Points technical indicators hen, jo traders ko ye batane main help karte hen, k aya forex market ka trend deye gaye timeframe k muqabele main kitna bullish ya bearish hai.
      Forex Pivot Points ka hisab pechle din k prices k high, low aur close k hisab se lagaya jata hai. Forex Pivot Points ki afadeyat aglay din main hoti hai, jab bhi prices pivot point k upper side par trade kar rahi hoti hai to ye bullish hoti hai jab k pivot point k nechay se trading bearish hoti hai.
      Pivot points indicator ki basic main shumar ki jati hai, uss main aam tawar par degar support aur resistance levels shamil hote hen, jo pivot point k hisab par mabni hote hen. Pivot points k ye levels traders ko mumkina prices k support aur resistance levels ki talash karne madad deti hai.
      Iss k elawa agar pivot point k levels se agar prices barh jati hai to iss ka matlab hota hai k maojoda trend issi semat main mazzeed agay jane ka imkaan ziada hai. Pivot point trend lines, Fibonacci levels, RSI, EMA, moving averages, candlestick formations aur dosre indicators se mushabehat rakhta hai.

      Click image for larger version

Name:	images (80).jpeg
Views:	8
Size:	45.6 کلوبائٹ
ID:	12397017

      Pivot Point Explaination

      Pivot point ko sahi tareeqay se lago karne par prices ki overall trend aur trend ki tabdeeli ko moasar tareeqay se istemal kia ja sakta hai. Pivot point mustaqil main prices ki support aur resistance zone ki prediction k leye pechle din ki candles ki high, low aur close prices ka istemal karte hen. Pivot points ka sahi istemal trading main bohut ziada faidamand sabit ho sakte hen.
      Pivot points ka istemal dosre technical tools k sath istemal karne par ye aik hi wawat main market main bohut ziada aur achanak buying aur selling ki nishan-dahi karne main madad kar sakte hen, jo forex traders k leye profit aur prices ka breakout honne ka saba bante hen. Pivot points ko har aik timeframe main istemal kia ja sakta hai, aur forex traders ko entry, exit aur stop loss lagane main madad deti hen.
      Jahan aik day trader daily trading k leye har din pivot points ka hisab lagane k leye minutes, hourly aur daily chart ka istemal karta hai, aik swing trader har hafte k leye pivot point ko istemal karne k leye daily, weekly aur monthly data ko analyse karta hai. Dilchasp baat ye hai k bare level k investors bhi pivot points ka faida utha sakte hen aur anne wale saal k leye aham levels ka andaza lagane k leye salana data istemal kar sakta hai.

      Click image for larger version

Name:	images (119).png
Views:	1
Size:	8.5 کلوبائٹ
ID:	12397018

      Pivot Points Calculation


      Pivot points prices k leye support aur resistance levels ki indication detti hai iss waja se pivot point k centre price se upper levels ko "R" se jab k lower prices ko "S" se zahir kia jata hai, jaise R1, R2, R3 aur S1, S2, S3.
      Pivot point k sab se zarori levels main pehli resistance level "R1", pehli support level "S1" aur asal pivot point level shamil hai. R1 aur S1 k darmeyan fasela aam trading range ko zahir karti hai.
      Dosre pivot points k levels aam trading range k upper aur lower sides tak pheli howe hoti hai. Jab bhi prices ki movement "R2" ya "R3" tak pohunch jati hai, to market ki ye condition overbought zone hoti hai. Jab prices ki movement "S2" ya "S3" tak jati hai to ye condition oversold zone ban jati hai. In levels main traders market main entry ki bajaye trades ko exit ya close karna ziada tarjeeh deta hai.
      Pivot point k levels malom karne k leye pehle main pivot point ki calculation ki jati hai:


      Pivot Point (PP) = (Daily High + Daily Low + Close) / 3

      Pehle pivot point ki calculation karne k baad wale pivot points ko malom kia jata hai.

      Calculating the First Pivot Resistance and Support


      R1 = (2 x Pivot Point) – Daily Low

      S1 = (2 x Pivot Point) – Daily High

      Calculating the Second Pivot Support and Resistance


      R2 = Pivot Point + (Daily High – Daily Low)

      S2 = Pivot Point – (Daily High – Daily Low)


      Calculating the Third Pivot Point Support and Resistance

      R3 = Daily High + 2 x (Pivot Point – Daily Low)

      S3 = Daily Low – 2 x (Daily High – Pivot Point)

      Click image for larger version

Name:	images (78).jpeg
Views:	8
Size:	34.9 کلوبائٹ
ID:	12397019

      Pivot Point aur Fabonacci Levels main Faraq


      Pivot points aur fabonacci levels (retracement and extension) dono prices k mumkina support aur resistance zone ko malom karne main madad karte hen. Fabonacci retracement aur extension aam tawar par maojooda trend k high aur low k sath munsalik hote hen, yanni fabonacci lines ko prices k top aur bottoms k darmeyan draw kia jata hai, jab k pivot points ka hisab automatically pechli din k candles se kia jata hai. Fabonacci levels ka hisab percentage se lagaya jata hai jab k pivot point main percentage ka hisab nahi hota. Pivot point main fixed numbers par mabni hai, yani k pechle din k high, low aur close price.

      Pivot Point Trading Strategies


      Forex market main pivot point ko istemal karne ka aik moasar tareeqa resistance levels par sell karna aur support levels par ferokht karna hai. Iss k elawa aap resistance level k upper aur support level k nechay stop loss set kar sakte hen. Jab bhi prices support levels ko touch karti hai to traders k leye aik achih opportunity hoti hai k wo market main buy ki entry karen, jab k resistance level par market main sell ki entry ki jati hai.
      Trend confirmation k leye pivot point ko dosre reliable indicator ya money flue index indicator k sath bhi istemal kia ja sakta hai. Misal k tawar par agar jab prices pivot point k resistance level ko touch karti hai aur prices RSI indicator par bhi overbought position par hon, to yahan par sell ka signal peda hoga, jab k buy k signal k leye pivot point ka support zone ya level main hona chaheye jab k RSI indicator main prices ka oversold position par honna chaheye.

      Click image for larger version

Name:	images (79).jpeg
Views:	7
Size:	17.4 کلوبائٹ
ID:	12397020
      • #4 Collapse

        Re: Pivot Point Kiya Hain? Pivot Points Calculate Karney Ka Tareeka Kia Hai?

        Pivot Point kia hai?


        Forex expert traders market saaz mumkina support aur resistance sthon ki shanakht ke liye pivot points ka istemaal karte hain. Seedhay alfaaz mein, aik mehwar nuqta aur is ki support /resistance ki levels woh ilaqay hain jahan qeemat ki naqal o harkat ki simt mumkina tor par tabdeel ho sakti hai. Bohat se tareeqon se, forex pivot points fabonacci sthon se bohat mlitay jaltay hain. Kyunkay bohat se log un sthon ko dekh rahay hain, woh taqreeban khud ko poora karne walay ban jatay hain. Dono ke darmiyan bara farq yeh hai ke fibonacci ke sath, swing highs aur swing lows ko chunnay mein abhi bhi kuch sujectivity shaamil hai.
        Pivot points ke sath, forex traders aam tor par un ka hisaab laganay ke liye wohi tareeqa istemaal karte hain. Bohat se trader un sthon par nazar rakhtay hain aur aap ko bhi karna chahiye. Pivot points khaas tor par qaleel mudti taajiron ke liye mufeed hain jo qeemat ki choti movement ka faida uthana chahtay hain. Bilkul aam support aur muzahmati sthon ki terhan, forex traders bounce ya un sthon ke waqfay ki tijarat ka intikhab kar satke hain.

        Click image for larger version

Name:	images (6) (20).jpeg
Views:	5
Size:	33.3 کلوبائٹ
ID:	12397028

        Identify support and resistance


        Pivot points, bunyadi aur ahem tareen technical alaat mein se aik aur ahem, kamyab trader ziada tar trading ke daur se bohat pehlay istemaal kya jata tha.
        London session ab bhi tijarat ke tamam sishnz mein sab se ziyada maya hai, khaas tor par is ke aaghaz ke douran aur New York session ke aaghaz ke sath overlape muddat ke douran. Aap gmt session high, kam aur band ka istemaal karte hue apne pivot point ka hisaab lagana chahtay hain. kyun? ziyada maya session ke douran peda honay wali kisi bhi support ya resistance level ki terhan, un ghanton ke douran din ki oonchai aur kmyan ziyada ahem hoti hain.
        Tamam conditional support aur resistance qeemat ki sthon ki terhan, mehwar ki sthin bhi rules ko rivers kar sakti hain. aik purani muzahmat is ki khilaaf warzi ke baad aik nai himayat mein badal sakti hai, aur is ke bar aks.
        Aap un sthon ke ird gird –apne andrajaat ko waqt dainay ke liye andikitrz (Bollinger band, Stochastics, RSI, commodity channel index waghera) bhi istemaal kar satke hain. aik bohat hi kaar amad print fibonacci tool ki 161,8% extension hai: jab yeh level support and resistance pivot levels mein se kisi aik se mil khata hai to qeemat is sangam se mutwajjah honay ka imkaan hai. Yeh khaas tor par breakout trades ke liye madadgaar hai jo inhen ziyada mo-asar banata hai. Pivot points aglay din ki trading ke liye haqeeqi qeemat ke maqnatees ke tor par kaam karte hain.
        Pivot points ko hafta waar aur mahana chart par bhi istemaal kya ja sakta hai taakay yeh aik nuqta nazar haasil kya ja sakay ke pichlle haftay ya mahinay ki qeemat ki had ke hawalay se qeemat kahan trade ho rahi hai.
        Koi bhi taweel mudti mehwar nuqta ( hafta waar aur mahana ) jis par qeemat ki aik barri muddat tak nahi pohanchi hai, counter trained move ke hadaf ki satah ke tor par kashish haasil karti hai. lehaza agar aap mandarja zail techniques ke baray mein tamam rujhanaat se raahat mehsoos nahi karte hain, to yeh aap ke liye hai.
        Tools utaar charhao walay bazaar ke halaat mein, pehli support ya resistance pivot level ka waqfa ziyada tar agli satah ( bal tarteeb S2 aur R2 ) ki taraf le jaye ga. yeh rujhan ziyada utaar charhao ke sath joron mein bhi dekha jata hai.

        Trading Spot Forex with Pivot Points


        Pivot point aik aisi satah hai jis mein market ka jazba taizi se mandi ya is ke bar aks badal jata hai. Agar market is satah ko oopar ki taraf toar deti hai, to kaha jata hai ke is din ke liye jazbaat misbet hon ge aur is ke oopar jane ka imkaan hai. Doosri taraf, agar qeemat is satah se neechay girty hai, to jazbaat ko manfi samjha jata hai, aur is ke gravt ko jari rakhnay ki tawaqqa ki jati hai.
        Pivot points se bhi kisi qisam ki madad ya muzahmat ki tawaqqa ki jati hai, aur agar qeemat mutaliqa resistance ya support sthon mein se kisi ko nahi toar sakti hai, to is se mumkina uuchaal mumkin hai. Chunkay forex aik 24 ghantay ki market hai is liye yeh faisla karne par aik abdi behas hoti hai ke har 24 ghantay ke chakkar se khula, band, ouncha aur kam kis waqt liya jana chahiye. Bahar haal, taajiron ki aksariyat is baat par mutfiq hai ke sab se ziyada durust pishin goyyan is waqt haasil hoti hain jab pivot point ko gmt ya mashriqi ( New York est ) auqaat mein adjust kya jata hai.
        • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
        • #5 Collapse

          Re: Pivot Point Kiya Hain? Pivot Points Calculate Karney Ka Tareeka Kia Hai?

          Pivot Points,,
          Asslam o Alaikum,,
          Forex trading market principal poke bhi turn focuses ki baat ki jati hai, to ye exchanging k dowran bohut ziada madadgar sabit hote hen. Forex Pivot Points specialized pointers hen, jo brokers ko ye batane principal help karte hen, k aya forex market ka pattern deye gaye time span k muqabele fundamental kitna bullish ya negative hai.
          Forex Pivot Points ka hisab pechle commotion k costs k high, low aur close k hisab se lagaya jata hai. Forex Pivot Points ki afadeyat aglay commotion primary hoti hai, poke bhi costs turn point k upper side standard exchange kar rahi hoti hai to ye bullish hoti hai punch k turn point k nechay se exchanging negative hoti hai.
          Turn focuses marker ki essential primary shumar ki jati hai, uss fundamental aam tawar standard degar support aur opposition levels shamil hote hen, jo turn point k hisab standard mabni hote hen. Turn focuses k ye levels dealers ko mumkina costs k help aur obstruction levels ki talash karne madad deti hai tu hi laazmi ho gii....

          Pivot Poin ki Pehchan k Rulles,,

          Pivot Points Iss k elawa agar turn point k levels se agar costs barh jati hai to iss ka matlab hota hai k maojoda pattern issi semat principal mazzeed agay jane ka imkaan ziada hai. Turn point pattern lines, Fibonacci levels, RSI, EMA, moving midpoints, candle arrangements aur dosre markers se mushabehat rakhta hai.
          Turn point ko sahi tareeqay se lago karne standard costs ki in general pattern aur pattern ki tabdeeli ko moasar tareeqay se istemal kia ja sakta hai. Turn point mustaqil fundamental costs ki support aur opposition zone ki expectation k leye pechle commotion ki candles ki high, low aur close costs ka istemal karte hen. Turn focuses ka sahi istemal exchanging primary bohut ziada faidamand sabit ho sakte hen....
          Pivot Point say Trading,,
          Pivot Points Turn focuses ka istemal dosre specialized instruments k sath istemal karne standard ye aik hey wawat fundamental market primary bohut ziada aur achanak purchasing aur selling ki nishan-dahi karne principal madad kar sakte hen, jo forex brokers k leye benefit aur costs ka breakout honne ka saba bante hen. Turn focuses ko har aik time span principal istemal kia ja sakta hai, aur forex dealers ko passage, exit aur stop misfortune lagane primary madad deti hen.
          Jahan aik informal investor day to day exchanging k leye har commotion turn focuses ka hisab lagane k leye minutes, hourly aur day to day diagram ka istemal karta hai, aik swing broker har hafte k leye turn point ko istemal karne k leye day to day, week after week aur month to month information ko dissect karta hai. Dilchasp baat ye hai k uncovered level k financial backers bhi turn focuses ka faida utha sakte hen aur anne rib saal k leye aham levels ka andaza lagane k leye salana information istemal kar sakta hai....

          Pivot Point aur Fabonacci Levels
          Pivot Points Turn focuses costs k leye support aur obstruction levels ki sign detti hai iss waja se turn point k focus cost se upper levels ko "R" se punch k lower costs ko "S" se zahir kia jata hai, jaise R1, R2, R3 aur S1, S2, S3.
          Turn point k sab se zarori levels fundamental pehli opposition level "R1", pehli support level "S1" aur asal turn point level shamil hai. R1 aur S1 k darmeyan fasela aam exchanging range ko zahir karti hai.
          Dosre turn focuses k levels aam exchanging range k upper aur lower sides tak pheli howe hoti hai. Punch bhi costs ki development "R2" ya "R3" tak pohunch jati hai, to advertise ki ye condition overbought zone hoti hai. Hit costs ki development "S2" ya "S3" tak jati hai to ye condition oversold zone boycott jati hai. In levels principal brokers market primary passage ki bajaye exchanges ko exit ya close karna ziada tarjeeh deta hai....
          Explanation,,
          Pivot Points aur fabonacci levels (retracement and augmentation) dono costs k mumkina support aur opposition zone ko malom karne fundamental madad karte hen. Fabonacci retracement aur augmentation aam tawar standard maojooda pattern k high aur low k sath munsalik hote hen, yanni fabonacci lines ko costs k top aur bottoms k darmeyan draw kia jata hai, hit k turn focuses ka hisab consequently pechli commotion k candles se kia jata hai. Fabonacci levels ka hisab rate se lagaya jata hai poke k turn point principal rate ka hisab nahi hota. Turn point primary fixed numbers standard mabni hai, yani k pechle racket k high, low aur close cost say hi ik trah say hi faida gain ho jay gii....
          Pivot Points Calculation karny ka triqqa
          Forex market fundamental turn point ko istemal karne ka aik moasar tareeqa obstruction levels standard sell karna aur support levels standard ferokht karna hai. Iss k elawa aap obstruction level k upper aur support level k nechay stop misfortune set kar sakte hen. Poke bhi costs support levels ko contact karti hai to dealers k leye aik achih opportunity hoti hai k wo market principal purchase ki section karen, punch k opposition level standard market primary sell ki passage ki jati hai.
          Pattern affirmation k leye turn point ko dosre dependable marker ya cash pipe file pointer k sath bhi istemal kia ja sakta hai. Misal k tawar standard agar hit costs turn point k obstruction level ko contact karti hai aur costs RSI marker standard bhi overbought position standard hon, to yahan standard sell ka signal peda hoga, hit k purchase k sign k leye turn point ka support zone ya level principal hona chaheye hit k RSI pointer primary costs ka oversold position standard honna chaheye....
          Pivot Point aur Reversel say Formation,,
          Pivot Points Turn point mukhtalif time spans ka istemal karte howe price tags standard mabni qeematon ki agli development batata (expectation) karta hai. Turn point intehaye ziada ya kam (outrageous high or low) qeemat hoti hai, jo pattern k leye aik nehayat aham mor (defining moment) sabit hoti hai. Turn point k leye qeematon ka wazih hona aur graph pe numaya pe numaya dekhna chaheye. Kisi bhi time span me qeematon ki agli mutawaqa (anticipated) sab se kam ya sab se ziada qeematen turn point hoti hai. Turn point exchanging framework ko as a marker murmur short aur long haul ki dono exchanging me istemal kar sakte hen...
          Turn point exchanging framework ka istemal minor pattern semat ko malom karne k leye bohut asaan hai. Top Pivot point us waqat high hoga poke qeematen pechle high point aur agli mutawaqa high point se ziada hon. Isi tarah Bottom Pivot point us waqat low tasawar hoga, poke market ki qeematen pechli depressed spot aur agli mutawaqa depressed spot se kam hongi. In turn focuses me se koi aik mamoli pattern semat me switch jane ka signals deta hai. Market ki shutting cost pattern switch ki affirmation k framework ko behtar banati hai.
          Turn point market me qeematon k agli mumkina high aur low positions batati hai, is waja se brokers na sirf turn point ko as a pattern recognize marker (pattern continuation and inversion) istemal karte hen, bulke ye humen qeematon k help aur obstruction levels k uncovered me bhi mukamal tafseel muhaya karta hai. Turn point ki mumkina exorbitant cost ko murmur obstruction levels k tawar standard hit k low cost ko support levels k tawar standard istemal kar sakte hen.
          Turn point ka istemal present moment aur long haul ki exchanging k leye to same hoga lekin time span ya brief time frame k leye market me passage ki waja se dono me thora sa faraq a jata hai. Turn point aur fabonacci retracement ki arrangement taqreeban same hai, q k dono evenly market me lines draw karti hai, lekin fabonacci retracement me mukhtalif levels hote hen, poke k turn point me aisa nahi hota hai. Is me agar top point se qeematen breakdown karke lower ati hai, to yahan pe sell ki passage hogi, same technique purchase exchange k keye bhi hoga, agar qeematen support level ko breakout karke upper ki taraf jati hai....

          اب آن لائن

          Working...
          X