price action strategy in forex trading.....

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    price action strategy in forex trading.....
    what is price action strategy in forex trading

    Aslam u alaikum,

    Dear forex member umeed karta hun aap sab khairiyat se honge dear members price action strategy forex market mein price ke movement ka pata laganay kay ley estamal ke jate hey trader trend prices ke kaleedy level or monasab risk management par ray or basic faislay karnay kay ley price action ka estamal kartay hein trend ke identification zyda tar action trading mein ebtadai step hey price action kay indicator degair tamam indicator say price action analysis karnay kay ley estamal key jatay hein trend ke basic e zarorat hote hey





    Price action as first indicator in forex trading


    technical analysis ka set up aam tor par tashkhees ke ebtadai shakal kay tor par estamal kea jata hey indicator ka estamal kartay wakt yeh yad rakhna chihay or pehle cheez yeh hey keh yeh price action ka function hey jab trading ke baat ate hey to indicator bazaat khod ki hatme tool nahe hotay balkeh price action kay pechay ata hey price action en malomaat ko control karte hey jo indicator belakhar chart farahm karay ga ese tarah aik trader ko entry signal indicator mashwara karnay kay ley es baat ka taoyon karna chihay keh price action kea kar rehe hey aik bar trend ka tayon ho jay trader trend ke semaat mein entry kay ley signal kay ley indicator say mashwara karta hey trader kuch trading faislay or analysis ke base par price action par rakhtay hein or technical indicator kay emtazaj ko tarjeh daytay hein jo keh aik support system ke tarah kaam karta hey
    technical indicator price action kay motfeq hotay hein price action en malomaat ko control karte hey jo indicator chart par frahm kartay hein or jo entry or exit kay ley standard frahm kartay hein market kay analysis mein trend ke identification bhe important hey takeh yah analysis kea ja sakay keh market kes tarah kaam kar sakte hey
    Ap Ka aik thanks bohat zrori ha
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: price action strategy in forex trading.....

    Forex trading price action ke liye aapko support and resistance ki importance Ka pata hona chahie kyunki Forex trading main aapke aur price action price action ke liye aapko support and resistance ki importance Ka pata hona chahie kyunki Forex trading main aapke aur price actiontab bhi kar sakte hain jab office mein kam kar rahe hain aur aapko support and resistance ka idea hai kyunki best entrytab bhi kar sakte hain jab office mein kam kar rahe hain aur aapko support and resistance ka idea hai kyunki best entry points aapko tab hi mil skta hai jab aapas mein behtarin working karne ke liye apna mindhai jab aapas mein behtarin working karne ke liye apna mind active rkhte howe chart reading ko importance dete hain.

    Click image for larger version

Name:	1620721089560.jpg
Views:	3
Size:	24.6 کلوبائٹ
ID:	12396897

    Price action strategy ka asan Mtlb market ki movement Kay saath he trading kerna hay. Forex market may mt4 trading terminal pay kaam kertay hoay traders jub market Kay price chart ko daykh rahey hotay hay aor price chart may he kici pair ya commodity jaysay Kay crude oil ya gold hay uc ki price ko up ya down hota hoa daykh rahay hotay hay aor saath saath pher uc Kay he chart ko open ker Kay trends daykhtay rehtay hay aor time frames zayada ker kay trends aor analaysis pay focus ker kay kici munasib price pay trade open ker lety hain.

    priceaction aik ayse trading strategy hain jis main ap forex market ko boht achi trha se smjh skty hain or osi k according apni trade main profit bhi lay skty hain forex market main jo priceaction series hoti hain un main kon kon se points hoty hain jin ko follow kar k hum forex main kamyab ho skty hain or achi trading kar skty hain forex main priceaction sub se strong series hai jis ka knowledge hmain kamyabi dila skta hai.

    اب آن لائن

    Working...
    X