INTRODUCTION! ASSALAMU ALAIKUM kya haal hai friends Umeed Karti Hoon Sab khairiyat se Honge aur Forex trading me axha profit bna rhe ho gy. Friends Forex me kam krne k liy hme buht se indicators ki zrurt hoti he jis ki madad se profit bna skte he. Aj ka hmara topic he bid price and ask price aj hm in dono ke frk dekhy ge or forex me is ka istemal kya he wo dekhe gy.
BID PRICE KYA HE:
Bid price wo price ya keemat hai jo forex trader aapko koi currency sell karny kay liey wasool karta hai ya aap jis keemat main koi currency pair buy karty hain us keemat ko Bid kehty hain.
ASK PRICE KISE KHTE HE:
Ask price wo price hai jo kay forex trader ya forex broker aapko koi currency buy karny kay liey adaa karta hai. Ya sada lafzon main jo rakam aap ko forex trading main currency pair sell karny kay liey ada karta hai wo Ask price kehlaate hai.
BID-ASK SPREAD:
Jesa kay aapko bid aur ask price kay difference ka oper btaya gya hai, jo bid aur ask price kay darmiyaan farak hota hai usko spread kehty hain. Spread yani buying aur selling kay darmiyaan jo farak hota hai wo aapky broker ya trader ka profit hota hai. Forex market main bhe baki markets ke tarha jo broker aapko trading ke facility deta hai wo apna commission ya profit spread ke soorat main hasil karta hai.
DETAILS :
Jab forex market main aap kaam karty hain to aapko Bid aur Ask terms ka pata chalta. Normally jab aap kise dukaan daar sy koi cheez khareedny jaaty hain to wo aapko us cheez ke keemat btata hai aur wo addaa karkay aap wo cheez khareedty hain. Lekin agar wohi cheez aap us ko supply karin gy kay hamare cheez apni dukaan pe sale karo to aap sy wo us rate par nahe khareedy ga jis rate par aapne us sy khareedi the. Wo apny liey apny profit ka margin rakh kar aapsy wo cheez khareeedy ga. Yehi cheez bhe forex matketbmain laagu hoti hay kay jab aap kise currency ko khareedty hain to usski price aur aapko jo aap uss currency ko bechty hain uski price main farak hota hai. Ye dono prices kay farak ko ask aur bid price kaha jaata hai.

تبصرہ
Расширенный режим Обычный режим