Forex Mein Demand Aur Supply
Forex trading main jab koi currency pair resistance zone par pohnchhtaa hai to usey selling zone ya resistance zone kehtay hein kun kay wahan seyy market overbought conditions seyy reversal kee jaanib aant kay chances hotey hein. ourr sellers selling options koo shumaar kartey hein yaa apni long ya buying positions koo close kartey hein. Issi tarhaa jab market down aati hai to strong support par market meiin buyers entry letay hein. Oversold conditions main buy kee entry zaida moasar saabit hoti hai. Ye dono cheezin jab market meiin hoti hein to selling zone ko supply zone ourr buying zone ko demand bhe kaha jaata hai.
Demand Aur Supply Par Trading Ka Istemaal
Demand ourr supply forex market meiin generally traders ko ideaa hasil karney main sood’mand saabitt hoty hein. Supply and demand support ourr resistance kay barakas aik larger area cover karte hein. Jiss seyy aapko behetar andaza ho sakta hein. Jab kay support ourr resistance zones ko lines kee soorat meiin lagaya ya mark kiya jaata hai jab kay demand and supply ko aik bary area main mark kiya jaata hai. Jesa kay aap neechy de huii tasveer meiin dekh sakty hein kay market main supply and demands kahan hein. Aurr market waahan sy kesay reversal bana rahe hai. Jesy he market demand meiin jaati hai to market meiin buyers kee sharrp yaa taizz movement dekhnay ko milte hai ourr esi tarha jab supply zone main jaatee hai to sellers in control nazar aaty hein.
Supply ourr demands meiin trading karne kay lieay teen cheezon ko lazmin zehan-nasheen karnaa chaheyy.
Supply ourr demand kee shanakht kay lieay bary time frame ko istemaal karin Bary time frame main traders ko bhetar pata chal sakta hai kay kahan sy market sharply bounce kar rahi hai ourr kahan sy supply ourr demand levels create ho rahay hein.
Jab aap supply ourr demand kay levels ko identify kar lain to us kay baad ye observe karin kay market kinn kinn areas seyy bounce back kar rahi hai jesa kay aap neechy dee hui picture meiin bhe dekh sakte hein.
Support ourr resistance levels ko dekhnay kay lieay jin indicators ka aap istemaal karte hein unn seyy bhe aap supply ourr demand levels ko dekh sakty hein ya phir aap fibonacci levels kay iste seyy bhe supply ourr demand kee nishaan’dehi kar saktey heinn.

تبصرہ
Расширенный режим Обычный режим