Finding Trend And Price Action According to Time Frame
Dear forex traders aap na bahut hi informative post hamary sath share ki hai. Jab hum market main trend aur price action ko apni working main include krty hain, tu aapko bahut zyda faida mil sakhta hai. Trend aur price action ki kuch information main bhi apni post main shamil krny ja raha hun.
Trend's Definition
Forex trading market ka trend ka lazmi pata hona cheye. Trend basically aapko market ka rujhan bta raha hota hai. Jis ko base bana kar aap market mein kamyabi hasil kar sakhty hain. Trend ko identify krna asan kam ni hota. Is liye isko achi tarah dekhana hota hai.

Price Action
Price action aik eisi technique hoti hai, jo aapko market ki movement ko samjny kay liye helping information deti hai. Is technique main aap indicator kay baghir just candlestick pattern ki base per market main entry laty hain.

Trade in Trend
Dear members Jab aap forex trading market main kamyabi hasil karne ke liye trend ki base per entry laty hain, tu aapko is main sb sa phly different types kay time frame ko dekhna hota hai. Sb sa phly aapko long term trend ki identification krna hoti hai. Agar aap long term trading kay liye bary timeframe ko dekhkar apna trend easily recognise kar sakhty hain. Jab aap short term trading krna chahty hain tu minimum timeframe ko observe krna hota hai.
Trade in Price Action
Jab aap Price Action technique ki base per market mein kamyabi hasil karne ke liye analysis krty hain, tu is main aapko candlestick pattern ko dekhna hota hai. Kunk candlestick pattern aap kay liye bahut achi information da rahy hoty hain. Price Action technique ki base per aap support level and resistance level par focus karna hota hai. Different types kay levels per trade lena aap kay liye important factor ho sakhta hai.
Timeframe
Dear forex traders Jab aap market mein analysis krty hain tu aapko hamesha different types kay analysis krty huye multiple timeframe ko zaroor dekhna hota hai. Kunk timeframe aapko trend ki identification krny or price action technique ko apply krny main helpful ho sakhty hain.

تبصرہ
Расширенный режим Обычный режим