Details of Tower Bottom Candlestick Pattern in Forex Trading ...

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Details of Tower Bottom Candlestick Pattern in Forex Trading ...
    Assalamu Alaikum dear member I hope aap sab theek Honge aur faraks Market Mein Achcha profit banaa Rahe Honge dear jab aap ismein kam kar rahe hote hain to aapko acchi learning aur acche experience ki jarurat hoti hai jo members trading Mein successful hote hain vah Hamesha hard work ke sath kam karte hain aur chart ko acche tarike se samajhkar trading karte hain agar aap Iske related proper study karna chahte hain to aapko trading mein time Dena Hoga aur demo account per experience karna hoga aaj main aapko important information Dunga jo aapki trading ko kamjor banaa sakte hain to Mera topic hai Tower bottom candlestick pattern Kya Hai Hum iss par kaise trading kar sakte hain...

    Tower Candlestick Pattern:

    Dear member forex market Mein Jab Hum kaam kar rahe Hote Hain to usmein Tower bottom and tower top candlesticks pattern Dono reversal cantastic pattern hai jo ki 5 candles par mustameez hote hain pattern ki five candles Mein first three candle same colour ki Hoti Hai jabki last two candles opposite colour ki hoti hai tower bottom Ek police Hai Jab Ke tower top Ek bear is trend reversal pattern hai...

    Click image for larger version

Name:	images (35).png
Views:	11
Size:	4.1 کلوبائٹ
ID:	12532670

    Tower Bottom Pattern:

    Dear member forex market Mein Jab aap kaam karte hain to usmein tower bottom candlesticks pattern Ek police trend reversal pattern hai jo kbaresh trend ya Lo price area Mein paya jata hai yah pattern 5 different candles par mustameez Hota Hai jismein Pahle teen candles black colour ke Jabi Yeh scandal Hoti Hai Jab Ke last Tu candles white color ki ya bullish candles hoti hai..

    Click image for larger version

Name:	images (35).png
Views:	11
Size:	4.1 کلوبائٹ
ID:	12532670

    Tower bottom price ko cover sold area mein jo Masjid bahut low price mein jana Hi Se rukti Hai yah pattern ek strong Bole reversal pattern Hai jismein 5 different colors ki candles ho sakti hai but first candles Ek Badi real body wali black candles honi chahie Uske bad banne wali third aur forth candles black aur white donon color ki ho sakti hai but yah candles real body Mein first Black candle se small honi chahie aamtaur per yah candles do ji candle ya spinning top candles Mumkin Hai number per banne wali candle stand reversal ke liye bahut Aam Hai Kyunki yah Ek Badi real body wali candles hoti hai..

    Trading:

    Dear member forex market Mein Jab aap kam Karte Hain To usmein pattern ko acche tarike se 95 karne ke liye aur Iske related further study karne ke liye aapko Hamesha Koshish Karna Hogi ki aap market ko proper time de Kyunki Jo members faraks market mein time nahin dete vah Hamesha loss kar lete hain agar aap is market Mein successful Hona Chahte Hain To aapko proper time dene ke market Mein analysis karne hote hain agar aap ismein acche tarike se analysis Karke trading Karte Hain To aap is market Mein kamyabi Hasil kar sakte hain to vah bottom pattern ke liye important hai ki market ki maujuda price down trend mein ho pattern ki fast candle Ek Badi real body wali candle honi chahie aamtaur per yah candle majbur candles hoti hai jo ki market ki or takat ko jahir Karti Hai pattern Mein fast candle bad ke bad banne wali Candles second third aur forth Chhoti body wali black and white candle ho sakti hai jyadatar yah candle spinning top ya doji candles Mumkin Hai ine candle se price ka maze Teji ke sath down Jaane Se rukavat Ban Jata Hai pattern ki five candle real body Mein Ek Badi white candle hoti hai jo ki price ke reversal ka signal de rahi hoti hai..


    Click image for larger version

Name:	images (8) (16).jpeg
Views:	4
Size:	14.0 کلوبائٹ
ID:	12532671
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Details of Tower Bottom Candlestick Pattern in Forex Trading ...

    Assalamu Alaikum Dosto!


    Tower Bottom Candlestick Pattern


    Tower bottom candlestick pattern prices k bottom par buyers k market mian strong control zahir karta hai. Ye pattern bearish trend ki kamzori aur baad main ussi k bullish trend reversal ko zahir karti hai. Tower bottom candlestick pattern panch (ya uss se ziada) candles par mushtamil aik bullish trend reversal pattern hai, jiss ki pehli candle aik long real body wali bearish candle hoti hai. Ye candle prices k dowward side ki teezi ko zahir karti hai. Pattern ki dosri candle bhi bearish candle hoti hai, lekin ye aik small real body wali candle hoti hai, jo k pehli candle k se above banti hai. Pattern ki dosri aur teesri candles small real body wali bullish candles hoti hai, jo open aur close same dosri small bearish candle k sath bottom par hoti hai. Pattern ki akhari candle bhi same bullish hoti hai, lekin ye candle aik long real body wali candle hoti hai, jo small candles ki nisbat upper par close hoti hai.

    Click image for larger version

Name:	images (2) (35).png
Views:	11
Size:	4.1 کلوبائٹ
ID:	12404037

    Candles Formation


    Tower bottom candlestick pattern prices k bottom par banne wala panch candles ka aik bullish trend reversal pattern hai, jo bullish aur bearish candles ka majmoa hai. Pattern main shamil candles ki formation darjazzel tarah se hoti hai;

    Click image for larger version

Name:	images (2) (34).png
Views:	4
Size:	1.0 کلوبائٹ
ID:	12404038

    1. First Candle: Tower bottom candlestick pattern ki pehli candle aik long real body wali bearish candle hoti hai, jo k prices k sabeqa bearish trend ki alamat hoti hai. Ye candle long real body main banti hai, jo k black ya red color main hoti hai.

    2. Second Candle: Tower bottom candlestick pattern ki dosri candle aik small real body wali bearish candle hoti hai, jo k pehli candle k bottom par banti hai. Ye candle prices k ziada teezi ko mazeed lower jane se rok leti hai.

    3. Third Candle: Tower bottom candlestick pattern ki teesri candle aik bullish small real body wali candle hoti hai, jo k ziada tar ye candle dosri candle k bottom par banti hai. Ye candle color main white ya green hoti hai, jo k prices k trend ko tabdeel kar deti hai.

    4. Fourth Candle: Tower bottom candlestick pattern ki chothi candle same small bullish candle hoti hai, jo k ziada tar dosri bearish candle k parallel banti hai. Ye small candle market main buyers ki dilchaspi barhati hai.

    5. Fifth Candle: Tower bottom candlestick pattern ki akahri candle aik long real body wali bullish candle hoti hai. Ye candle teeno small real body wali candles k upper par open ho kar above ja kar close hoti hai. Ye candle taqreeban pehli bearish candle k parallel main banti hai, jo k white ya green color main hoti hai.

    Explanation

    Financial market Tower bottom candlestick pattern sellers k bohut ziada lower position trading main adam dilchaspi ki waja se banta hai. Ye pattern panch candles ka hota hai, jiss main pehli candle aik bari real body wali bearish candle hoti hai, jiss k baad teen small black and white candles banti hai, jo k prices ko waqti tawar par mazeed lower jane se rokti hai. Ye candles real body main small hoti hai, jo k ziada tar pehli bearish aur akhari bullish candle k bottom par banti hai, lekin lower side par candles k darmeyan main gap nahi banta hai. Pattern ki akhari candle aik long real body wali bullish candle hoti hai, jo k bullish trend reversal ka sabab banti hai.

    Click image for larger version

Name:	download (1) (2).jpeg
Views:	4
Size:	4.5 کلوبائٹ
ID:	12404039

    Trading

    Tower bottom candlestick pattern main small real body wali candles k dowran traders market se waqfa karte hen, jiss k baad buyers market main ziada active ho jate hen, jo aksar prices k trend reversal ka sabab banti hai. Tower bottom candlestick pattern main pehli aur akhari candles aik dosre k parallel main bante hen, lekin inn ki direction opposite hoti hai. Small teeno candles dono long real body wali candles k bottom par hoti hai, jo k prices k leye support level sabit hoti hai. Pattern par trading karne k leye aik bullish trend confirmation candle ka hona zarori hai, jo k real body main upper par close hoti hai. Stochastic oscillator aur CCI oscillator par prices ka oversold zone hona chaheye. Stop Loss pattern k sab se lower bottom par ya teesri candle k low price se two pips below set karen.

    Click image for larger version

Name:	download (1) (3).jpeg
Views:	4
Size:	5.6 کلوبائٹ
ID:	12404036

    اب آن لائن

    Working...
    X