Forex Trading Mein Trend Ke Ehmiyat
Agar aapp forex trader hein to aappess baat maanin gey kay koi bhe aek aisi strategy nahe hay joo 100 feesad kamyaab hoo. Yeh aik understood baat hay aur yehi wajha hay kay traders koo har time aise cheezin dekhni chahey jin sy wo zaida trades main kamyaab ho. Aurr enn cheezoon main sy aik cheez trend hai. Trend kay sath trade kesy karna hay ye seekhna intehaai zaroori hai. Agar aapne koi strategy bnaai hay aur us strategy main koi imperfections hein to trend us koo cover kar sakta hai. For example, market downtrend main aur aappnay trend identify karney kay baad agar trade trend main laga de aur market aappkay against chali jaati hai. Lekin wo trade aappkay liey khtry ka baais ess liey nahi hae kun kay eventually market trend ke simt main aay ge aur aapptrade sy ba-asaani nikal sakte hain.
Trend Ko Kesy Find Kiya Jaay?
Aggar aapney trend koo determine karna hae pehly apne jiss currency pair kaa trend find karna hay uss ka chart jo kam az kam 100 sy 200 candles par mushtamil ho, nikaalin aur uss sey price ke simt ka taaiyun karin. Aur aappdekhin gy kay market up trend main hay yaa downtrend main.
Agar trend up hae to wo ess cheez koo dekh kay confirm kiya jaa sakta hay kay aapko chart pe higher highs aurr higher lows dekhney koo miltey hain. Jesa kay neechy dee gai tasveer main aappvalid up trend dekh sakty hain. Jis main aglaa high pichley high sy higher hay aur aglaa low pichly low sy higer hai.
Jaissa key aapkoo bhe maloom hay kay har trend kaa end lazmi jota hay aurr trend tabdeel hota hai. Jab uptrend downtrend main tabdeel hota hay to chart par aapko lower highs aur lower lows dekhny koo milty hain. Neechy diey gey chart main aappdekh sakte hein kay lower highs aurr lower lows clearly downtrend ke nishaan dehi kar rahy hain.
Forex Trendlines Ka Istemaal
Trend koo identify katna aur bhe easy ho jaata hay agar hum trendlines ka istemaal karte hain. Trendlines sy ye asaani sy pata chal jaata hay kay market kahan sy bounce kary ge ya support aurr resistance koo torr kar market ke direction koo change kare ge. Agar trend upward chal raha hay yo aappMultiple lows koo connect kar kay trend line khench sakty hein downtrend market main aappmultiple highs koo connect kar kay trendline laga sakty hain.
Neechy diey huy chart main clear uptrend dekh sakty hein aurr aurr higer lows koo connect kar ka trend line lagai gai hai.

تبصرہ
Расширенный режим Обычный режим