Introduction.
Friends Forex market ma gaps aksar hamy weekend k bad jb market open hoti hai to nazar aate hain inki main waja weekend par koi asi news banti hai jis sy market ma change occur kar jata hai lekin ye zaroori nahi hai forex market ma hamy gaps short timeframe m b dakhny ko mel sakty hain yani immediately news k foran bad ik min k time frame k andar andar he hamy gaps nazar ah sakty hain.
Importance of Gaps.
Friends Gaps ma trade karty waqt es bat ka khayal rakhna chahiye kyunki ye gaps kbi kbi trader ko trap karny k lae b hoty hain. So gaps k occur karny ki sorat ma trader ko big lot sy gaps ko follow karna start ni kar dena chahe balky small lot sy he hamy risk lena chahe. Jo trader small lot sy trade open karty hain wo hamesa small loss ko recover b kar lete hain aur orex trading ma gaps sy market ki sentiments ka pata chal jata hai k market ki es time par thinking kiya hai. Jb market ma upside gap banta hai to zero trader asy hoty hain jo ye sochty hain k market ko es time par sell karna chahe. Ese tarha jb market ma downside par gap banty hain to eska matlab ye banta hai es time par zero trader asy hon gy jo market ko buy karny ka sochenge lakin market k gaps ka ye matlab nahi hai k market ab use time jany ki paband ho gi. Bhot sari situations asi b hoti hain jb jab market wapas ah jati hai or ye gap ko fill kar leti hai.
Different conditions of Gap.
Friends ager gap slow movement main up side main banany to ye wapas aata hay aur agar down side main bany to up side movement hoti hay.is Ki waja kya hoti hay keh jab market slow movement main gap banaye to isko fill karny ke liye again wapas aati hay. Jis waja say slow movement main itni ziada movement nahi hoti laikin phir bhi kuch pips mil jati hain waisy slow movement main banany waly gaps main trading activity say baz rehna he mufeed hota hay aur Agar hourly timeframes main market kay uptrend aur fast movement main new candle gap say open ho to bhi ye up side he jati hay, laikin ager day closing kay bad next day up gap ho to ye up movement main jata hay jab keh low side per gap down movement ki indication daita hay.Long downtrend main aur fast movement main agar hourly ya short time frames main up ya down kisi bhi side per gap ho to phir bhi ye zyada tar neechay he barhta hay lakinday close kay bad jab market re-open ho to up side main ban'ny wala gap uptrend main jata hay jab keh downtrend main banany wala gap mazeed down jata hai.

تبصرہ
Расширенный режим Обычный режим