Trading Me LOT SIZE ki kya ahmiyat ha?
Taruf :
Dear traders, forex trading is a risky business. main traders ko bahut nuksaan hota hai is liy forex ko achi tarah seekh ke kare. Forex trading me kamyab honek liy zurui hk trader money management or risk management ko follow kare or trader ko profit ho sake.
Lot Size ki Ahmiyat :
Forex trading main koi b trader 100% accurate nahi ho sakta, is liye trader ko market price ki reverse movement ko mind man rukhta howa ( stop loss or take profit ) k sath small lot size main trade karni chahiye, jis main trader ka risk 5% sa zayada na hon tab he ek acha gain forex sa lia ja sakta hain.Trader forex trading man ak trade k doran kisi currency pair ya commodity k jitna units purchase karta hai usko ""lot size"" kehte hain.
Lot Size ki Iqsam :
Miyar :
Standard Lotsize main trader ak trade main kisi b currency pair k 100,000 units purchase kar hai or iska size 1.0 hota hai. Jitna b experience traders han wo he sirf standar lotsizean trade kerta han, q k ye bohat bari lot hoti hai jisse loss b bara ho sakta hain.
Mini :
Mini Lot Size main trader ak trade mein kisi b currency pair k 10,000 units to purchase karta hai or iska size 0.10 hota hai . Jitna b trader jin ka forex man new experience ham to wo is lot size man trade karte hain. Mini lot size mein 1 unit aapka 10,000 Ka Hota Hai
Micro :
Micro Lotsize main trader ak trade main kisi b currency pair k 1000 units purchase karta hai or iska size 0.01 hota hai jo standard Lot Size k 1% hota hai. Jitna b pro-traders han unko lotsize man trade karni chahiye. Q k is lot main loss bhot kam hota hai jisko trader easily cover ker sakta hain.
Nano :
Nano Lotsize main trader ak trade main kisi b currency pair k 10 to 100 units purchase karta hai. Is man unit ka difference is liye ha k kuch trader 10 units ki Nano Lot Size deta hai aur kuch traders 100 units ki Nano Lot Size deta hain.

تبصرہ
Расширенный режим Обычный режим