Diamond Chart Trading Strategy
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Diamond Chart Trading Strategy
    Dear Diamond Chart Trading Pattern Strategy main main trader aik sell ki trade open krty hen jab pattern me trend support line ko cross krta aur Breakout tak pahunch kar local low tak ponch kar support Breakout cross krta Hy aur confirm sell zone me hota hai aur aap ko profit target set karne Kay liye last wave jitna move kr chuki Hy is ko dakhna hota Hy jis Kay mutabiq aap apni TP Set kr skty hen aur isi tarah local High Jo resistance Breakout py Hoti hy wahn sy Kuch point neechy ap stop loss set kr skty heb Jesa Kay picture me dikhaya gaya hy.

    Click image for larger version

Name:	Ee8dxCDU8AA_Phe.jpg
Views:	3
Size:	99.6 کلوبائٹ
ID:	12532425

    Be Careful While Trading at Diamond Chart Trading Pattern.

    Dear Diamond chart pattern ko use Karke Acha profit Ly sakta hai Kyun ky is mein procedure yahi hota hai working ka ke aap is mein Breakout se pahle apni sell ya buy ki trade open kar lety hain aur Is ke bad aap trend ko Breakout se pahle hi exit Ho jate Hain market se Kyun ky aap Breakout ke bad trend reversal mein bhi a sakta hai aur is liye aap ko trend reversal se pahle hi hi forex market Mein trade sell main aap convert Karke usko dobara opposite trade place Karke Acha profit Leny Mein Kamyab ho sakte hain aur is main aap ko stop class aur take profit ka bahut carefully khayal rakhna hota hai agar aap is mein proper list of last Aur Ke aik profit Nahin lete to aap ko bahut zada nuksan ho sakta hai is liye koshish yahi honi chahiye ke Hamesha diamond chart pattern main aap carefully trade Karen.

    Use of technical analysis in Diamond chart pattern.

    Dear Diamond Chart Trading Pattern main technical analysis ka ziada istemal karte hen. Q k is me values ko lazmi define karne hote hen. Ye chart pattern us waqt banana shuru ho jata hai jab market ki uptrend movement rukh kar seedhi chalna shuru hoti hai aur sideway ki trend me tabdeel ho jati hai to jo currently uptrend movement hoti hai wo breakout hona shuru ho jati hai jo is kisam k chart pattern k banne ki waja banti hai. Technical analyst ko pata hota hai k jab bhi ye pattern banta hai to us k bad un ko confirm ho jata hai k ab movement neeche ki taraf chale gi to wo is moqay se sahi tarah se fayda uthate hen.

    Click image for larger version

Name:	diamond-top-strategy-example.png
Views:	6
Size:	133.6 کلوبائٹ
ID:	12532426

    Use of candlestick Pattern in Diamond Chart Trading Strategy.

    Dear Diamond Chart Trading Pattern main candlestick pattern ko use karna chahiye ya Diamond chart candlestick pattern bahut zyada importance rahte hain market mein bahut zyada useful hote hain is Kajaria share market ki position ko acchi Tarah Se confirmed Kiya Ja sakta hai market Mein ya chart pattern inverted head or shoulders pattern Hote Hain yah market ki price ki movement ki position ko acchi Tarah Se show Karte Hain Jinke jhariya se market ke price ke changing ko acchi Tarah Se Samjha Ja sakta hai market mein jo traders trading karte hain unhen market ki price ko confirm karne ke liye Diamond chart candlestick pattern Ka istemal Karna chahiye.
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Diamond Chart Trading Strategy

    Introduction.

    Friends Diamond pattern chart per tub show hota hai jab market main trend sy retracement ma aati hai or phr sy wapas main trend main chali jati hai Head and shoulder pattern ma aksar diamond pattern nazar aate hain Diamond pattern hamain show hota hai jo diamond ki tarah ka hota hai tou us per trade kerny ky liay hamain diamond pattern banty ky baad market main hony wali movement ko study karna hoga ky market main uptrend main big movement ho chuki hoti hai tou aesy time per market wahan per stay kerti huey wahan sy hi up aur down trend main big movement kerti rehti hai.

    Click image for larger version

Name:	2024f2f112d1fcaa625a128f2b1831cb.jpg
Views:	10
Size:	18.2 کلوبائٹ
ID:	12396518

    Trading Strategy with Diamond Chart Pattern.

    Friends market main Trader Diamond Chart Pattern pattern ko follow kerty huey trade ker rahe hon toh unko diamond pattern per bhi nazar rakhna chahiye ky jab market uptrend main big movement kar chuki ho tou aesy main diamond pattern market main downtrend ki clear confirmation hoti hai ky ky agar ham same diamond pattern create hony ky bahd downtrend main trade continue kar lety hain tou kuch hi dair main hamain profit bhi hasil hona shuru ho jata hai lekin hame kuch time wait ker ky yeh confirm ker lena chahiye ky hamen jab downtrend start ho tab ham trade open krenChart maim diamond pattern ban chuka ho to market her surat downtrend main movement kerty huey usi jaga per ponch jati hai jahan sy uptrend start hua hota hai tou hamain aesy time per market main sell ki trade open ker leny per bahot acha profit hasil ho sakta hai.

    Bullish Diamond Chart Pattern.

    Friends Bullish main jany say pehly sideway moment main na jaye aur diamond shape ko complete karne ke liye up and down impulsive movement kary kyn kay sideway movement main diamond pattern proper banta bhi nai aur iski reversal confirmation bhi nahi hoti.

    Click image for larger version

Name:	avopix-1821675179.jpg
Views:	4
Size:	365.4 کلوبائٹ
ID:	12396519

    Bearish Diamond Chart Pattern.

    Friends Diamond Chart Pattern bearish main aa jaye aur small ups and down kay bad baby to ye bearish diamond pattern kehlata hay. Is main bhi hamain yeh confirm karna chahiye keh yeh bullish movement main he bany yani keh sideway movement main iski formation nai honi chahiye.
    Last edited by ; 28-05-2022, 03:26 PM.

    اب آن لائن

    Working...
    X