Leading and lagging indicators

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Leading and lagging indicators
    Assalam alaikum dear members!umeed karti hun aap sb khairiat se hn gy or apki trading bahut achii jaa rahi ho ge.
    Dear members forex indicators trading main kafi helpful hoty hain agr hum inko achy se smjh kr yrade karen to ye kafi faida mand ho skty hain.
    esi lye hun aj indicators ko study karen gy.
    What is an indicator?
    Dear members jesa k naam se wazeh ha k indicator ka mtlb ishara deny wala forex main indicators hame market ki movement k bary main btaty hain.
    Q k indicators market main different value ko use kr k market k trend or possible support & resistance k bary main information dety hain.
    es lye indicators ko technical analysis main istmal kia jata ha.
    laikin in indicators ki 2 types hain.
    Leading Indicator
    Lagging Indicator

    in dono types ko nechy tafseel se bayan kiya gaya ha.
    What is leading indicator:Leading indicators k naam se saaf zahir hai, k ye indicators qeematon k movements ka pehle se hi andaza laga dete hen. In indicators ko momentum oscillators bhi kaha jata hai, aur ye market ki guzarne wali haleya qeematen aur us movement ki raftar humen batati hai. Ye indicators market ki kami taazi ya asal jazbaat ki pemayesh karte hen. Ye market ki mazi ki muqarara istemal karte hen. Misal k tawar par agar hum RSI k 14-days ki baat karen to is me RSI indicator me sirf guzeshta 14 dino ki price action hogi, is k elawa baqi qeematon k tamam trends ko khatam kar deya jata hai.
    Leading indicators ki kuch aam misalon me Commodity Channel Index (CCI), Relative Strength Index (RSI), Stochastic Oscillator, aur Williams %R shamil hain.

    Click image for larger version

Name:	14CED33F-5122-4CD0-8EA5-261652D4CE34.png
Views:	10
Size:	26.0 کلوبائٹ
ID:	12532406

    Dear members forex trading mai Leading indicator wo indicator hai. Jo market ma new trend or reversal time sy phly indicate krty hen. Ye indicator information dety hen k next level pr prices kis side pr move krny wali hen. Leading indicator ki help sy he hum overbought or oversold state ki depict krty hen. Jb market overbought state pr pohnch jati hai. To is k bounce back hony k chances barah jaty hain.
    Pros and cons of leading indicators:
    Leading indicators ka pehle se zikar ho chuka hai, k ye market me pehle hi qeematon ki agli movement bata dete hen, khas kar sideways market me. Ye indicators sideways market me traders ko bohut zyada trading opportunities deti hen k wo pehle se hi market me entry ya exit karen.
    Advance ya early signal ka faida to hai k humen ziada trading k muqa melta hai, jis se ziada munafa mumkin hai, lekin dosri taraf is me risk bhi bohut zyada hai. Aksar awqat trending market me khamaya jane wala ziada tar munafa whipsaws, overtrading, aur brokerage commissions me zaya ho jata hai.
    What is lagging indicator?
    Dear forum members Lagging Indicator asay indicators hoty hain Jo k market ka signal tb dety hain. Jb market apna trend change kr chuki hoti hai. Ye indicator ye show krta hai k market ka trend start ho chuka hai. Or hum ny boat miss kr dia hai.
    Lagging Indicator market k long trend mai boht help full hoty hain. Q k agr hum bad ma b apni trade ki entry lety hain to is sy hamen kuch na kuch profit earn ho jata ha. In indicators ka ak disadvantage ye hota ha k ye indicators advance ma market ki prices k bary mai information nai dety.

    Click image for larger version

Name:	EC61B1E0-F4D6-443E-992F-9CEDF450A817.png
Views:	13
Size:	28.6 کلوبائٹ
ID:	12532407

    Lagging indicators market ki maojoda qeematon ko read karke agale movement ki prediction karte hen. Forex trading ki aik mashahoor kahawat hai keh "trend is your friend". Trend ko malom karne k leye hamesha lagging indicators ka istemal kia jata hai. Lagging indicators humen market me qeematen kisi aik side k trend (bullish ya bearish trend) pe move ho jane k baad batate hen, jis tarah jab bhi qeematen aik dafa trend me chal parti hai to moving average us ko sahi direction deti hen (Moving average ka istemal us waqat nahi karna chaheye, jab bhi qeematen high price ya lower price area me hon).
    Moving Averages (M.A), Moving Averages Convergence Divergence (MACD), Consumers Price Index (CPI) waghea Lagging indicators ki misalen hen.
    Pros and cons of lagging indicator:
    Lagging indicators market prediction market k bulkul mutabiq hoti hai. Ye indicators bohut kam hi humen loss de jate hen. Ye Indicators chonkeh market ka trend shoro hone k baad hi humen signal dete hen is waja se is me nakami k chances bhi bohut kam hote hen.
    Lagging indicators hum short term trading k leyw istemal nahi kar sajte, q k trend shoro hone k baad humen bohut kam munafa melta hai. Aksar ziada tar indicators trend khatam hone pe bhi trend ko continue dekha rahe hote hen, jis se loss hone k chances hoty hain.
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Leading and lagging indicators

    Financial Technical Indicators


    Financial market me aur forex trading market me qeematon ki prediction (agli movement) ko malom karne k leye technical indicators ka bohut hi ziada istemal kia jata hai. Bulke hum ye keh sakte hen, k bagher technical indicators k technical analysis na mumkin hai.
    Financial market me do tarah k technical indicators ka istemal hota hai, aik leading indicator aur dosra lagging indicator. In dono indicators ki apne apne hososeyat hen, jis ko traders istemal karke apna faida hasil karte hen.

    Click image for larger version

Name:	images (6) (142).jpeg
Views:	6
Size:	22.6 کلوبائٹ
ID:	12401148

    Leading Indicators


    Leading indicators k naam se saaf zahir hai, k ye indicators qeematon k movements ka pehle se hi andaza laga dete hen. In indicators ko momentum oscillators bhi kaha jata hai, aur ye market ki guzarne wali haleya qeematen aur us movement ki raftar humen batati hai. Ye indicators market ki kami taazi ya asal jazbaat ki pemayesh karte hen. Ye market ki mazi ki muqarara istemal karte hen. Misal k tawar par agar hum RSI k 14-days ki baat karen to is me RSI indicator me sirf guzeshta 14 dino ki price action hogi, is k elawa baqi qeematon k tamam trends ko khatam kar deya jata hai.
    Leading indicators ki kuch aam misalon me Commodity Channel Index (CCI), Relative Strength Index (RSI), Stochastic Oscillator, aur Williams %R shamil hen.

    Click image for larger version

Name:	images (10) (223).png
Views:	19
Size:	8.6 کلوبائٹ
ID:	12401149

    Leading Indicators k Fawayed aur Nuqsanat

    Leading indicators ka pehle se zikar ho chuka hai, k ye market me pehle hi qeematon ki agli movement bata dete hen, khas kar sideways market me. Ye indicators sideways market me traders ko bohut zyada trading opportunities deti hen k wo pehle se hi market me entry ya exit karen.
    Advance ya early signal ka faida to hai k humen ziada trading k muqa melta hai, jis se ziada munafa mumkin hai, lekin dosri taraf is me risk bhi bohut zyada hai. Aksar awqat trending market me khamaya jane wala ziada tar munafa whipsaw, overtrading, aur brokerage commissions me zaya ho jata hai.

    Lagging Indicators


    Lagging indicators market ki maojoda qeematon ko read karke agale movement ki prediction karte hen. Forex trading ki aik mashahoor kahawat hai keh "trend is your friend". Trend ko malom karne k leye hamesha lagging indicators ka istemal kia jata hai. Lagging indicators humen market me qeematen kisi aik side k trend (bullish ya bearish trend) pe move ho jane k baad batate hen, jis tarah jab bhi qeematen aik dafa trend me chal parti hai to moving average us ko sahi direction deti hen (Moving average ka istemal us waqat nahi karna chaheye, jab bhi qeematen high price ya lower price area me hon).
    Moving Averages (M.A), Moving Averages Convergence Divergence (MACD), Consumers Price Index (CPI) waghea Lagging indicators ki misalen hen.

    Click image for larger version

Name:	images (10) (224).png
Views:	6
Size:	13.7 کلوبائٹ
ID:	12401150

    Lagging Indicators k Fawayed aur Nuqsanat

    Lagging indicators market prediction market k bulkul mutabiq hoti hai. Ye indicators bohut kam hi humen loss de jate hen. Ye Indicators chonkeh market ka trend shoro hone k baad hi humen signal dete hen is waja se is me nakami k chances bhi bohut kam hote hen.
    Lagging indicators hum short term trading k leyw istemal nahi kar sajte, q k trend shoro hone k baad humen bohut kam munafa melta hai. Aksar ziada tar indicators trend khatam hone pe bhi trend ko continue dekha rahe hote hen, jis se loss hone k chances hoten hen.

    Conclusion


    Leading indicators aur lagging indicators k apne apne fawayed aur nuqsanat hai. Short term traders k leye leading indicators ziada faida mand hen, q k un ko qeematon k small movement se bhi faida uthana hota hai, jab k long term k traders k leye lagging indicators ziada faida mand hote hen, q k long term k traders market me ziada waqat k leye samaya lagaye howe hote hen.
    • #3 Collapse

      Re: Leading and lagging indicators

      Click image for larger version

Name:	download.jpg
Views:	2
Size:	6.5 کلوبائٹ
ID:	12401171
      Lagging indicator wo indicator hoty hain jo market ki past price ko use kar k market future ko predict karty hain but en indicator ka side effect ye hai k is time par signal dety hain jb market wo movement start kar chuki hoti hai or trader ko is k bad enter hony sy kio khatir khawa benefit ni hota. But en indicators ka advantage ye hai k ye zayada tar accurate signa ko provide karty hain or trader ko agr profit na ho to loss b ni hota. Lagging indicator Vahi indicator Hote Hain Jo Kisi movement ke bad Apne direction ko change kar lete hain ki agar market is Resistance aur spot level Tak a Gaya Hai To

      Click image for larger version

Name:	download.png
Views:	12
Size:	5.1 کلوبائٹ
ID:	12401172
      Leading indicator b market ki past information ko use karty hain aur asa signal generate karty hai jo market adopt karny wali hoti hai. Yani ye advance ma trader ko market ki movement k bary ma bata dety hain. in ka side effect ye hota hai k trader aksar time sy pehle he market ma in ho jaty hain or loss ka shikar ho jaty hain. But es ka advantage ye hai k trader ko agr acha trading signal hasil ho jay to un ko big profit ko hasil karny ma bhot asani hoti hai or en k account ma acha profit plus ho jata hai. So trader ko aik ye time ma both indicators ko use karna chahe ta k market sy benefit hasil kiya ja saky. Leading indicators main wo sab indicators shamil han jo ap ko ap k chart k upper he show hoty han or wo ap ko next movement ka bta rehe hoty han k candle ki movement kahan tak ho sakta ha or phr ap us k mutabiq trading karty han is sy humy ziada sy

      Click image for larger version

Name:	download (1).png
Views:	4
Size:	8.2 کلوبائٹ
ID:	12401173
      • #4 Collapse

        Re: Leading and lagging indicators

        Leading vs Lagging Indicators

        Assalamu Alaikum dear Forex member Aaj Ham apni topic ko discus Karenge leading aur ladies indicator Ek Aisa indicator hai jo track Karta Hai social business economic ko is ko track karte hue channel ko Dekhti Hai Jo ki Hamen kya dal ki formation ki base Pani Ham Ek acchi trade open kar sakti hai lekin Kyon trading Mein career Achcha profit Deta Hai Uske Kafi Achcha Manpreet fayda bhi Hasil kar Jaate Hain open karte hue aapane Uske bare mein Achcha knowledge Rakhna Hai articles main aapse samjhenge ki aapne living aur leading indicator ke through market Mein entry leni hai aur Usi aunty ki bhej per apni candles ko Samajh Kar chalna hai jo trading Ke kaviyon Main aapko profit deta hai

        Click image for larger version

Name:	Leading-vs-Lagging-Indicators.jpg
Views:	3
Size:	26.5 کلوبائٹ
ID:	12401227

        What are the Leading Indicators?

        Leading indicator kya hoti hai To ismein Ham Dekhen Ham kiske Naam Se Hi samajh sakte hain Jo market ko lete Karte Rahte to number hote hain vah guide Karti Hain further Ke Liye Hindi Kata the same economy ke upar dance Karta Hai uski corner me bhej Karti Hai trading co Ham market Ko Jab samajh Jaate Hain uske upar Iske level ke sath understanding Karte rahte hain Hamen trading Mein acche se kam karte hue kamyabi Hasil karni hai isliye main analyst Karen like karti hai ya se indicator arrival Hote conclusion samajhna hai

        What are Lagging Indicators?

        Lagging indicators to a shortcut hai party cycle ko isko confirm kiya Jata recently Indian economy hai vo employment made in USA 2019 may fall 8.7 % se 8.2 hours after starting me column is your performance Shiva Kafi Jyada come theory kisame future Mein Ham behaviour change hota hai post ko Ham kitne understand economy change Jaati Hai particular direction ko Ham sorts of evidence ko change karni hai Mushkil Sath Shafi Achcha profit percent kar sakte hain lekin hone apni indicated ki help ki madad chahie state karni hai To Ham profit banaa sakte hain

        Difference Between Leading vs Lagging Indicators

        Differentiate Kare to Iske difference Mein Ham indicator ko use karte hain flashlight ke sath se jo leading Hindi Kata Hote vah Divas Karta Hai future prediction ko changing ko jo bhi future Mein economic cycle per aati hai aur jo lagging indicator Hote vah Hamen pass data ka batata hai jo giftcart delay Karte reaction ko economics circle ke upar Ada risky behaviour Mein Ham difference karen to leading indicator indicator Karta Hai changing economic Wiki hokar aur lagging indicator Hamen only record dekhta jo bhi ke change Nahin ho sakta To Kya Hua already pass mein ho chuka hai

        Click image for larger version

Name:	file.png
Views:	2
Size:	148.6 کلوبائٹ
ID:	12401230
        • #5 Collapse

          Re: Leading and lagging indicators

          Difference Between Leading and Lagging Indicators


          Leading or lagging indicator ko differentiate Kare to bahut hi safety professional are Kyon Hamen market Paisa Nahin Agar Aate Hain yah Hamare liye ek active market point hai jo ke Hamen trading aur usmein profit Dene Ke Liye Hi Kam Kiya Jata Hai Har trader market per struggle karta hai ki vah ISI point ki base per Kathi trade open Karen lekin unko market per kam karte hue kabhi kabhi number of days Mein Ham forward Karte Hain Jo ke Hamare liye representative hota hai aur ham Usi trading ke kaun sa ke upar net rate Karke Ham market Mein profit bhi generate kar Jaate Hain

          Click image for larger version

Name:	Indicator-3.png
Views:	8
Size:	53.9 کلوبائٹ
ID:	12401241

          What are the Leading Indicators?

          Leading indicator ke sath Agar Ham Dekhe to yah market ko lete Karta Hai ismein Ham discuss Karte specific occupational health safety perspective ko Ham Yahan per lete karte hain indicator ko aur ham initially market ko understand karte hain further Amit Mein yah bhi Dekhte Hain Jo business ki Hamari life Hoti Hai vah over varsh security society popular reporting Karta Hai activate Karta Hai Jahan se party party cal Ham format ko lete Karen Halki safety ke sath Ham observe Karen instructions Karen Ham market ko popular reporting activity Mein ham format Karen apni health safety ki observation

          Some Leading Examples of Leading Indicators Are:

          1. Occupational Health, Safety and Environmental Training.
          2. Behaviour Base Trainings (BBT) and Audits.
          3. OHS Safety Audits.
          4. Toolbox Talks (TBT).
          5. Near Misses (NM).
          6. Attending and Joining in Safety Committee Meetings.
          7. Devices, Equipment/Machinery Maintenance.
          8. Various Hazard Identification Techniques E.g., Risk Assessments, JHA’s/JSA’s.


          What Are Lagging Indicators?

          Lagging indicator ke bare mein study ki Jaaye to yah Ek Aisa statistical time reactive hai jo kiya decide Mein Ham legging indicated Koi evaluation Karen in Cooperative data ke sath pass Tata ke sath yah Hindi Kata includes Karein flute Karta Hai incident ko accident ko jo minor aur fatal statistics per hote hain iske sath hi Jab We evaluate Karta Hai To overall Jo Hamara effectiveness hota hai vah health or safety per Jyada yah organisation karta hai ki Ham apni market ke sath sath apni aapko Mantra Taur per Jitna Jyada acche se stable Rakhenge utna hi Ham ismein kamyabi ho sakte hain trading indicators aapko market Mein inform karta hai ki aapane market ke knowledge ko apni study aur apne market career Mein Kafi strong karna hai

          Following Some Leading Examples of Lagging Indicators Are:

          1. Injury Frequency and Severity.
          2. Lost Workdays.
          3. Health Savings Accounts (HSA) reportable incidents.
          4. Employees compensation cost.
          5. Chemical releases.
          • #6 Collapse

            Re: Leading and lagging indicators

            fhhudfjjgffgh
            • #7 Collapse

              Re: Leading and lagging indicators

              INTRUDUCE OF LEADINGS INDICATOR'S



              Dear members I hope aap sab khariyat sy hoon gy Forex trading market Mei Leading INDICATOR'S kya hoti hai To ismein Ham Dekhen Ham kiske Naam Se Hi samajh sakte hain Jo market ko lete Karte Rahte to number hote hain vah guide Karti Hain further Ke Liye Hindi Kata the same economy ke upar dance Karta Hai uski corner me bhej Karti Hai reading co Ham market Ko Jab samajh Jaate Hain uske upar Iske level ke sath understandings Karte rahte hain Hamen trading Mein acche se kam karte hue kamyabi Hasil karni hai isliye main analysts Karen like karti hai ya se indicator arrival Hote conclusions samajhna hota hai our hard work karna chaye....


              EXPLAIN LAGGINGS INDICATOR'S!!!



              Dear members Laggings Indicator's shortcuts hai party cycle ko isko confirm kiya Jata recently Indian economy hai vo employment made in USA 2019 may fall 8.7 % se 8.2 hours after starting me columns and practices is your performances Shiva Kafi Jyada come theory kisame future Mein Ham behaviour change hota hai post ko Ham kitne understandings specifically for economy's change Jaati Hai particularly directionally ko Ham sorts of evidenced ko change karni hai Mushkil Sath Shafi Achcha profit percent kar sakte hain lekin hone apni Indicator's ki help ki madad chahie state karni hai To Ham profit banaa sakte Hain our is tarh ham kamiyab to be ho sakty hen.....


              DIFFERENCE BETWEEN LEADING VS LAGGING INDICATOR'S!!



              Dear friends Differentiated to Leggings and Mein Ham indicator ko use karte hain flashlight ke sath se jo leading Hindi Kata Hote vah Divas Karta Hai future prediction ko changing ko jo bhi futures Mein economical cycle per aati hai aur jo lagging indicator Hote vah Hamen pass data ka batata hai jo giftcart delay Karte reaction ko economics circle ke upar Ada risky behaviour Mein Ham difference karen to leading indicator indicator Karta Hai changing economic Wiki hokar aur lagging indicator Hamen only record dekhta jo bhi ke change Nahin ho sakta To Kya Hua already pass mein ho chuka Hai our is tarh ham mehnat kar ky successful in the forex ho sakty hen.
              • #8 Collapse

                EXPLANATION.&&& Aslamaliakum marketing ki past information ko use karty hain aur asa signal generate karty hai jo market adopt karny wali hoti ha... Yani ye advance ma trader ko market ki movement k bary ma bata dety ha in ka side effect ye hota hai k trader aksar time sy pehle he market ma in ho jaty hain or loss ka shikar ho jaty ha... But es ka advantage ye hai k trader ko agr acha trading signal hasil ho jay to un ko big profit ko hasil karny ma bhot asani hoti hai or en k account ma acha profit plus ho jata ha So trader ko aik ye time ma both indicators ko use karna chahe ta k market sy benefit hasil kiya ja saky Leading indicators main wo sab indicators shamil han jo ap ko ap k chart k upper he show hoty han or wo ap ko next movement ka bta rehe hoty han k candle ki movement kahan tak ho sakta ha or phr ap us k mutabiq trading karty ha... WHAT ARE LAGGING INDICATORS.&&& Aslamaliakum Lagging indicators ke bare mein study ki Jaaye to yah Ek Aisa statistically time reactive hai jo kiya decide Mein Ham legging indicated Koi evaluation Karen in Cooperative data ke sath pass Tata ke sath yah Hindi Kata includes Karein flute Karta Ha... incident ko accident ko jo minor aur fatal statistics per hote hain iske sath hi Jab We evaluate Karta Hai To overall Jo Hamara effectiveness hota hai vah health or safety per Jyada yah organisation karta hai ki Ham apni market ke sath sath apni aapko Mantra Taur per Jitna Jyada acche se stable Rakhenge utna ha... Ham ismein kamyabi ho sakte hain trading indicators aapko market Mein inform karta hai ki aapane market ke knowledge ko apni study aur apne market career Mein Kafi strong karna ha... Leading and lagging indicators.&&& Aslamaliakum Leading or lagging indicator ko differentiate Kare to bahut hi safety professional are Kyon Hamen market Paisa Nahin Agar Aate Hain yah Hamare liye ek active market point ha... jo ke Hamen trading aur usmein profit Dene Ke Liye Hi Kam Kiya Jata Hai Har trader market per struggle karta hai ki vah ISI point ki base per Kathi trade open Karen lekin unko market per kam karte hue kabhi kabhi number of days Mein Ham forward Karte Hain Jo ke Hamare liye representative hota ha... aur ham Usi trading ke kaun sa ke upar net rate Karke Ham market Mein profit bhi generate kar Jaate Ha...
                • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                • #9 Collapse

                  forex trading market me qeematon ki prediction (agli movement) ko malom karne k leye technical indicators ka bohut hi ziada istemal kia jata hai. Bulke hum ye keh sakte hen, k bagher technical indicators k technical analysis na mumkin hai. Financial market me do tarah k technical indicators ka istemal hota hai, aik leading indicator aur dosra lagging indicator. In dono indicators ki apne apne hososeyat hen, jis ko traders istemal karke apna faida hasil karte hen.
                  Leading Indicators
                  Leading indicators k naam se saaf zahir hai, k ye indicators qeematon k movements ka pehle se hi andaza laga dete hen. In indicators ko momentum oscillators bhi kaha jata hai, aur ye market ki guzarne wali haleya qeematen aur us movement ki raftar humen batati hai. Ye indicators market ki kami taazi ya asal jazbaat ki pemayesh karte hen. Ye market ki mazi ki muqarara istemal karte hen. Misal k tawar par agar hum RSI k 14-days ki baat karen to is me RSI indicator me sirf guzeshta 14 dino ki price action hogi, is k elawa baqi qeematon k tamam trends ko khatam kar deya jata hai. Leading indicators ki kuch aam misalon me Commodity Channel Index (CCI), Relative Strength Index (RSI), Stochastic Oscillator, aur Williams %R shamil hen. Leading Indicators k Fawayed aur Nuqsanat Leading indicators ka pehle se zikar ho chuka hai, k ye market me pehle hi qeematon ki agli movement bata dete hen, khas kar sideways market me. Ye indicators sideways market me traders ko bohut zyada trading opportunities deti hen k wo pehle se hi market me entry ya exit karen. Advance ya early signal ka faida to hai k humen ziada trading k muqa melta hai, jis se ziada munafa mumkin hai, lekin dosri taraf is me risk bhi bohut zyada hai. Aksar awqat trending market me khamaya jane wala ziada tar munafa whipsaw, overtrading, aur brokerage commissions me zaya ho jata hai.
                  Lagging Indicators
                  Difference Between Leading vs Lagging Indicators Differentiate Kare to Iske difference Mein Ham indicator ko use karte hain flashlight ke sath se jo leading Hindi Kata Hote vah Divas Karta Hai future prediction ko changing ko jo bhi future Mein economic cycle per aati hai aur jo lagging indicator Hote vah Hamen pass data ka batata hai jo giftcart delay Karte reaction ko economics circle ke upar Ada risky behaviour Mein Ham difference karen to leading indicator indicator Karta Hai changing economic Wiki hokar aur lagging indicator Hamen only record dekhta jo bhi ke change Nahin ho sakta To Kya Hua already pass mein ho chuka hai Lagging indicators market ki maojoda qeematon ko read karke agale movement ki prediction karte hen. Forex trading ki aik mashahoor kahawat hai keh "trend is your friend". Trend ko malom karne k leye hamesha lagging indicators ka istemal kia jata hai. Lagging indicators humen market me qeematen

                  اب آن لائن

                  Working...
                  X