Introduction and importance of trend lines in Forex trading
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Introduction and importance of trend lines in Forex trading
    Dear friends, Forex trading main ap ko Hamesha trend ko follow krty howy trade krni chiay. Forex main trend ap ka friend hota hai. Trend ki identification k liy ap trend line lagaty hain. Trend ko follow kr k ap jo Trade krty hain os main ap acha profit earn kr sakty hain. Aj main ap say, trend lines aur is ki importance k bary main bat krna chata hoon.

    Importance of trend line:

    Dear friends, Forex market main trend ko follow kr k trade lagana zarori hai. Trend ki identification k liy ap trend line lagaty hain. Jab market do trend line k darmiyan movement krti hai, to isy channel kehty hain. Ager ap aik uper aur aik lower trend line draw kr laity hain to ap ko multiple trade entry mil sakti hain. Uper trend time say ap sell ki trade laga sakty hain aur lower trend line say buy ki trade laga sakty hain.

    Recognition of trend:

    Dear friends, jab market musalsal aik hi direction main movement krti hai, is ko trend kehty hain. Jitny bary time frame main ap trend ko recognize krty hain Itna zayda benefit hota hai.

    How to draw trend lines in uptrend:

    Dear friends, jab market up trend main ho to, trend line lagany k liy, ap do low points ko milaty hain. Ager market movement ka second low, first low say oper ho to market uptrend main hoti hai

    Click image for larger version

Name:	download (2).png
Views:	1
Size:	4.0 کلوبائٹ
ID:	12532371

    How to draw trend lines in downtrend:

    Dear friends, jab market downtrend main ho aur ap trend ko identify krna chain to os liy jab ap trend line lagaty hain to os k liy ap do low points ko milaty hain. Ager market ka second low, first low say nechy ho to, market main down trend main hoti hai.

    Click image for larger version

Name:	download (4).jpeg
Views:	9
Size:	8.3 کلوبائٹ
ID:	12532370

    Importance of trendlines and channel:

    Dear friends, Forex trading main trend line ki buht ahmiyat hai. Ager ap uper aur lower trend line draw krty hain to is ko channel kehty hain. Market aik channa main movement krti hai aur ap ko trade lagany main buht asani hoti hai.


    Click image for larger version

Name:	download (1).png
Views:	8
Size:	7.7 کلوبائٹ
ID:	12532369
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Introduction and importance of trend lines in Forex trading

    forex trading main kaam karna hain tu forex trading main apni learning ko strong krna parta hain forex trading main hard work karna parta hain forex trading main regular pratice karna parta hain forex trading main leanring karna must hain forex trading mainhard work kare forex trading main pratice nhe han tu kamyabi b nhe hain learning karna parta hain learning karne wale traders forex trading main kamyabi mil skti hain forex trading main larning nhe hain tu merket ki move ki samjh kabi b nhe aa skti hain har traders ko kamyab hona hain tu forex trading main learning karna parta hain forex trading main regular pratice karna must hota hai forex main kamyab hona hain tu forex main regular pratice kare forex trading main learning kare hard work karne wale kamyab ho skte hain or achi earning kar skte hain



    How to drwa trendline in forex trading market and how to find trend:



    forex trading main learning ko incresss karna parta hain forex trading main learningkarna partahain ek kamyab traders banna hai tu forex trading main learning karna parta hain forex trading main jaaab tak learning neh hoti hain tu big loss ho skta hain forex trading main hard work karna parta hain forex trading main learning karna parta hain forex trading main regular pratice karna must han forex trading main learning karna parta hain forex trading main learning kar k he aaagyjah skte hain forex trading main trendlin drwa karna hain tu forex trading main learning karna parta hain forex trading main strong learning kare forex main jaaab tak rules ko follow nhe kia jata hain tu big losss ho skta hain loss ko recover karna hain tu forex trading main regular pratice karna parta hain
    • #3 Collapse

      Re: Introduction and importance of trend lines in Forex trading

      Market Trend


      Forex market me trend line oper (uper), nechay (down) ya sideways ho sakta hai. Upward trend ko market k daily lows k nechay se, jab k downward trend ko market k daily high k uper se aik seedhi line k khenchney se zahir kia jata hai. Aik aam tareeqaykar k mutabiq, mojoda market ki intersection ko trend line k zarye se jora jata hai. Trend line do (two) ya do (two) se ziada points par mushtamil hota hai. Trend line market ki haleya (pressent) qeematon par buy ya sell ka signal genrate karne k leye istemal hota hai, jo k har aik time frame pe mukhtalif hota hai. Trend line k leye jitna bara (longer) timeframe muntakhib kia jata hai, utni hi is ki kamyabi (successful) hone k chances ziada hen.

      Click image for larger version

Name:	images (20).jpeg
Views:	32
Size:	24.1 کلوبائٹ
ID:	12396508

      Bullish Trend

      Bullish trend us waqat waqo-pazir hota hai, jab market ki daily low ki qeematen aik sedhen lakeer me a rahi ho. Yani trend line k zarye se market ki sab se latest daily ki qeematon ko apas me jora jata hai. Agar market k mojoda qeemat is trend line ko ubor (cross) karti hai, to is sorat me aik "buy" ka signal genrate hoga.

      Bearish Trend

      Bearish trend market ki mojoda (latest) qeematon pe daily high par khencha jata hai. Is me bhi do (two) ya do (two) se ziada points hote hen. Jab bhi market ki qeematen upward move karti hai aur trend line ko cho (touch) ya ubor (cross) karti hai to yahan pe "sell" ka signal genrate hoga.

      Sideways Trend

      Sideways trend se murad aik aeedhi line hoti hai, jis me na to qeeten oper (up) ya nechay (down) ki taraf jati, bulke up-down, down-up k hisab se chal rahi hoti hai. Sideways trend me market kisi bare breakout k intezar me hota hai, jab tak us ko kisi aik side pe mazbot ishara (signal) nahi melta hai. Sideways trend me traders ko market k kisi aik side pe breakout ka intezar karna chaheye, q k is me na to "buy" aur na hi "sell" ka signal wazih (clear) hota hai.

      Trend ki Ahmeyat (importance)


      Forex trading market me trend line bohut ziada important tool hai, jis ko technical analysis me bohut ziada istemal kia jata hai. Trend line se hi humen wazeh (clear) hota hai k market pehley (past) kia soratehal rahi hai, is k leye humen ziada gehraye me jane ki zarorat nahi parti hai. Technical analysis me trend line mojoda market ki soratehal ka bakhobi andaza ho jata hai. Market ki mojoda soratehal me traders k leye trend line support aur resistance k tawar par bhi kaam karta hai. Agar aik qeemat bar bar trend line ko cho (touch) karta hai, aur us position se morta (reverse) hota hai, to is ka matlab hai, k position strong support ya strong resistance level hai. Trend line sab se asan aur relaibale tool hai, aur agar is ko dosre indicators ya price action k sath istemal kia jaye to is ki karkardagi (reliability) mazzeed behhtar ho jati hai.

      Trend Lines Pe Trading


      Trend line ka trading me bara aik aham role hai. Trend line technical analysis me analyst sab se ziada istemal karte hen, q k qeematen kabhi bhi trend line ko follow keye bagher movement nahi karti. Trend line k bare me forex me aik qool mashahoor hai keh " Trend is your friend". Is waja se trend line pe trading karna ziada faida mand sabit hota hai. Trend line agar channel ki sorat me dono taraf ho to ye support aur resistance ka kaam bhi karte hen. Trend line k support aur resistance pe hum achi trading kar sakte hen.

      Click image for larger version

Name:	images (21).jpeg
Views:	2
Size:	25.1 کلوبائٹ
ID:	12396509
      • #4 Collapse

        Re: Introduction and importance of trend lines in Forex trading

        Assalamu Alaikum Forex members ummid hai aap sab theek hai aaj ka Hamara topic Hai introduction and importance of trend line in Forex trading kya hai aur yah kis tarike se Forex Mein iski health se kam Kiya Ja sakta hai Iske bare mein Aaj Ham detail mein baat karte hain.
        Trend line in Forex:

        trend line ko Ham connect karte hain signifies karte hain lower point per jisse Ham isko uptrend ko Dekhte Hue connect karte hain significant Karte Hain iski Hai appoint a lawyer point ki demand ke bare mein pata chalta hai aur create karte hain Iske residence level ko aur is ko Ham bahut acche tarike se Iske residence ke matlab ko samajhte Hain iska matlab hota hai time change is Ko Jab Ham price ko support karte hain yah residence Karte Hain To is never ko uprant ko show Kiya Jata Hai Jiske level ko support se uptrend ke program Mein Dekha jata hai aur Iske progress ko bhi dekha jata hai.


        Click image for larger version

Name:	images (24).jpeg
Views:	1
Size:	2.4 کلوبائٹ
ID:	12424204

        Why Forex trend line are important for trader?
        Usually topper Ham forex trend line ko strategies ko use karte hain 25 karte hain past price Mein Iske action Mein Jis Din Hamen se support and resistance level ko dekhte hain usko Koi Tod per Pradesh Karte Hain Jab Ham usko acche tarike se dekhte hain iski position under Karte Hain trend line Ki particulate aur per effect ko Dekhte Hain To Hamen Forex trading ke short-term strategies ko use karna padta hai aur isko Ham scalping aur day trading Mein dekhte hain.


        Click image for larger version

Name:	images (20).png
Views:	13
Size:	5.5 کلوبائٹ
ID:	12424205


        What is trend line in Forex?
        Trend line ko Ham Forex ke bich Mein dekhte hain iski trading co jisse Hamen trendline ki strategy line ke bare mein iski straight line ke bare mein Pata Chalta Hai jisse Ham connect karte hain at least two point ko aur isko extent karte hain further feature Mein isko act karte hain Iske line ko support and resistance level se jisse trendline ko connect Kiya Jata Hai signify Kiya Jata Hai load point per aur isko upward ke Taur per Dekhte Hue tradeline ko connect Karte Hain this is ko signify Kiya Jata Hai download ko create kiya Jata Hai residence level.



        Click image for larger version

Name:	images (19).png
Views:	6
Size:	7.2 کلوبائٹ
ID:	12424206
        • #5 Collapse

          Re: Introduction and importance of trend lines in Forex trading

          Hello everyone I hope app sab theek Honge aaj ka Hamara topic Hai important of trendline Iske bare mein kya hai aur kis tarike se Forex Mein kam karta hai aur Hamari Kis Tarah Se help Karke isase Ham trading kar sakte hain Iske bare mein Aaj Ham detail mein baat karte hain.



          Trade the market with Forex:

          Forex trading mein ho bahut acche tarike se multiple regular Tod per broker ko 24/7 support karte hain jisse market ko 30 language se multiply karte hue Ham Iske platform ko bahut acche tarike se dekhte hain connect Karta Hai load point per aur Iske friend ko Dekhte Hue connect Kiya Jata Hai certificate Kiya jata hai usko hire Joker downtrend hota hai isliye create karte hain isliye residence level ko resonal level ka matlab hota hai Changing of time Agar Ham isko price ko acche tarike se support and resistance Mein dekhte hain to Iske importers Mein Hamen ab trade ko dete Hue scale level ke support ko dekhna padta hai jo Upar ki side per time ko progress kar raha Hota Hai.


          Click image for larger version

Name:	IMG-20220927-WA0100.jpg
Views:	1
Size:	7.3 کلوبائٹ
ID:	12424225




          What is trend line in Forex?
          Trendline go Forex Mein Ham Agar dekhte hain to uski straight line ko connect karne ke liye at least two point ko aur Iske extend ko further Ham Iske price ke act Mein dekhte hain jisse Hamen Iske line ko support and resistance level ka bare mein Pata Chalta Hai train line connect Karti Hai lower upper then aur is ko connect karte hain sacrifice karte hain highest then downtrend ko dekhte hain create karte hain Iske resistance level ko jisse market ko bahut jyada acche tarike se Iske bare mein pata lagta hai.



          Click image for larger version

Name:	IMG-20220927-WA0099.jpg
Views:	1
Size:	5.3 کلوبائٹ
ID:	12424226



          How do you support a trend line?
          Trend line ko support karte hain aur is ko bahut online Godown trend line Mein Dekhte Hue to hire mast karte hain usko connect karte hain uski friend Line ko jisse market Ko Pata Chalta Hai Aur Iske trend line ko Ham connect kar rahe hote hain jisse list Si Hai point ko aur load point ke valid ko samajhna padta hai market ki price ko touch karna padta hai Aage trading Mein trend line ko more than valid Kiya Ja sake.






          Click image for larger version

Name:	IMG-20220927-WA0098.jpg
Views:	9
Size:	8.3 کلوبائٹ
ID:	12424227
          • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
          • #6 Collapse

            Re: Introduction and importance of trend lines in Forex trading

            forex trading crucial storng learning karna parta hain forex trading mai agar koi b perosn bina learning kiye forex trading head aata hain tu enormous losss kar skte hai is liye learning karne edge tradeders forex trading essential best obtaining kar skte hain forex trading head pratice kare forex trading head troublesome work kare forex key kamyab hona hain tu forex trading head learnig ko incresss karna parta hain forex ek trusted busniess hain forex trading essential troublesome work karne rib sellers kamyab ho skte hain forex trading chief learning karne grain dealers kamyab ho sktehain jisne learning ki vo forex trading head kamyab ho jate hain jo learning k bina kaam karte hain vo gigantic incident kar dete hain forex head pratice kare standard learning kare troublesome work kare

            directions to trade on cup and handle pattren:

            forex trading crucial agar kaaam karna hain tu forex trading essential typical pratice kare forex trading chief learning kare forex trading head achi tara mehnat karna parta hain forex head kamyab hona han tu forex trading head standard pratice k sath he kamyabi mil skti hain forex ek kamyab busniess hain jo b individual forex trading head kaam karta hai wahi sellers best gaining kar skte hain forex ek trusted busniess hain forex ek kamyab busniesss hain forex essential agar kisi b dealers k pas koi b statagey nhe hain tu vo gigantic incident kar skte hain is liye mishap say recover karne k liyepratice kare forex ek kamyab busniess hain learning he kamyabi deti hain jo learning nhe karti hain tu kamyabi nhe

            اب آن لائن

            Working...
            X