Aslam u alaikum,
Dear forex member umeed karta hun aap sab khairiyat se honge Indicators mukhatalif tarekon sy istemal hoty hain aur mukhhtalif tarhaa kay nataaij apko dety haain. Indicators trading platform par aik aesay tool ke hasiiyat rakhty hain jo aapki trading ka mazeed wazeh aur consize bnaaty hain aur aapki trading main nikhaar laaty hain. Indicators long term aur short term forecast aapko btaaty hain, market ke current state aapky samny laaty hain ya historical data aapko analysis kay liey provide karty hain. apko kafi saary aisee indicators milll sakte hain jinnko aap use kar sakte hain lekin chand indicators main aap k sath share karta hunn.
Best Indicators Kon Say Hain?
Harr trader kay apany pasandeeda technical indicators hotyy hain aur ye indicators traders apni strategy main isttemaal karte hain. Lekin aik baaat jiss main koi do raay nahi hai kay koi aissa indicator nahi hai joi sab sy best ho. Kun kay har trader ka apna style hota hai aur har trader ke strategy mukhtalif hoti hai jiss main mukhtalif indicators usko suit karte hain. Lekin channd aise indicators hain jo har trader ko maloom hony chahey wo ma aap kay sath share karta hun.
Moving Averages Indicator
Moving averages leadings technical indicator hain jo kay price action main break iut ke nishaan dehi karte hain, aur es kay sath market ke amomi simat bhe btaty hain. Moving averages indicators chart par aik line ke soorat main hoty hain aur jo time ke mikdaar apne set ke hoti hai jesa kay 20 days ya 200 days, uss hisaab sy average price btaty hain. Es say trader ko marrket ka shoort term ya long terms trend ka andaazaa hota hai. Lekin esss baat ko zehan main rakhna chahey kay choty period wali Moving averages price change hony par bary time period wali moving averages sy taiz amal karti hain.
RSI Indicator
Relative Strength Index ya RSI bhe stochastic ke tarha oversold ya overbought conditions ko dekhny main madad karta hai. Relative strength index unn traders kay liey zaida bhetr saabit hota hai jo low buy aur high sell karte hain. Rsi ke value 0 sy 100 kay darmiyaan hoti hai jis main traders 70 sy above overbought consider karte hain aur 30 sy neechy oversold consider hoti hai. Traders oversold ko buy aur overbought ko sell karte hain. Lekin RSI ko d3khty huy aik baat ko mind main rakhna parta hai kay market selling ya buying zone main ho tbb market main order lagana behtar rehta hai.
Oscillator Indicator
Oscillators marrket ka woo wakat ke taraf ishaara karte hain jabb market aik limit par pohnnch jaati hai aur wahan say trend ke mukhalif direction main correction yakeeni nazar aa rahi hoti hai. For example agar market main up trend chal raha hai aur market kafi zaidaa upp move karti hai, Aur aik peak pe jaa kar rukti hai to to wo over bought condition main hoti hai our wahan sy market correction kay liey aany kay kafi imkanaat s ban jaaty hain. Ise kay baraakas market jab oversold conditions main hoti hai to correction kay liey up jaany kay imkanaat hoty hain. Aur ye baat ko zehan main rakha jaay kay jab market oversold ho to buy kiya jaay aur jab overbought ho too sell kiya jaay.
Stochastics Indicator
Stochastic indicators ko khasoosi torr par market ke overbought aur oversold conditions kay zone ko indicate karney kay liey istemaal kiya jaata hai, lekin Stochastic mumkina price reversal ko bhe point out karte hain. Stochastic kay aik sy zaida versions hain lekin slow Stochastic sab sy zaida aur kable aitebaar indicator samjha jaata hai. Stochastic indicator aapko chart kay bottom main milta hai jo kay 2 moving averages par mushtamil hota hai jo 0 sy 100 kay darmiyaan hoti hain. Stochastic traders ke first choice hota hai kun kay esski ke darustagi kafi zaida hai aur inexperienced traders kay liey zaida mozoon hai.

تبصرہ
Расширенный режим Обычный режим