Introduction:
Bearish meeting line aik 2-line candlestick pattern hai, jis mein aik tall white aur aik black candle hoti hai uptrend mein, yeh dono candles aik dosry ki closing price per milti hain.Pattern ko bearish supposed kia jata hai, lekin testing sa confirm hua hai keh pattern bullish hota hai, 51 percent ki tine sa continuation sa.
Explanation:
Meeting line , Japanese candlestick pattern 2- candles reversal pattern hai. Bearish meeting line pattern aik uptrend mein occur hota hai, jahan aik long body ki white candle aik long body ki black candle sa follow hoti hai, jes ki body pehli candle sa higher hoti hai, jes ki closing price pehli candle ki closing price ka equal ya close hoti hai.
Es mein aap ko bearish meeting line ki aik simple elaboration di gai hai, 2 candles show ki gai hain, dono hi long bodied hain, aik black aur aik white hai, es ko aap oper di gai explanation sa achay sa understand kar saktay hain.
Construction:
First candle:
second candle:
Facts:
Bearish meeting line bahut ziada rarely occur honay wala candlestick pattern hota hai. Es mein candle's ki configuration bahut specific hai jiski wja sa low frequency hoti hai, pehli candle dosri candle ka exact level per close hoti hai. Pattern ki pehli line aik long line ka tor per appear hoti hai, jiski white body hoti hai, jab keh second candle ko body black hoti hai.
Pattern ko bearish reversal pattern mein classify kartay hain. Es liay es pattern ki appearance uptrend mein honi chahiay. Esko following candles sa confirm kartay hain, keh nearest support zone ka breakout ya trend line.
Example:
Aik bearish meeting line ko turn down pattern sa confirm kia jata hai, aik support zone jo keh rising window sa banta hai, turn down mein aik step sa broken hota hai. Turn down pattern sa aik gap ki formation hoti hai, jo keh as a resistance zone act karta hai, November mein kuch weeks ka bad break ho kar aik second rising window formation hoti hai. Bulls apni strength ko show kartay huay long white candles form karti hain, jo keh rising window ko second line hai. Yeh chart represent kar raha hai keh kesay bulls aur bears position ki exchanging price mein gaps ka liay fight kartay hain, jo keh market ki short term direction ko indicate karta hai.
Yeh picture bearish aur bullish meeting line ka comparison hai, bullish mein rank common mein H+ hai ti bearish mein G+ hai, bullish ki efficiency rank B- hai to bearish ki B hai. Up 56 aur 51 , down 44 aur 49 percent hai respectively.
En dono pattern ko use kar ka achi trading ki ja sakti hai.

- Aik uptrend ki candle hoti hai.
- Es mein white body hoti hai.
- Yeh as a long line apni appearance show karti hai.
second candle:
- Es mein black body hoti hai.
- Es mein closing price , previous closing price sa equal hoti hai.
- Es ka Japanese nam, deaisen hai.
- Es ka forecast bearish reversal hai.
- Es pattern sa prior jo trend hai wo uptrend hai.
- Es ka opposite pattern bullish meeting line hai.
Facts:
Bearish meeting line bahut ziada rarely occur honay wala candlestick pattern hota hai. Es mein candle's ki configuration bahut specific hai jiski wja sa low frequency hoti hai, pehli candle dosri candle ka exact level per close hoti hai. Pattern ki pehli line aik long line ka tor per appear hoti hai, jiski white body hoti hai, jab keh second candle ko body black hoti hai.
Pattern ko bearish reversal pattern mein classify kartay hain. Es liay es pattern ki appearance uptrend mein honi chahiay. Esko following candles sa confirm kartay hain, keh nearest support zone ka breakout ya trend line.
Example:
Aik bearish meeting line ko turn down pattern sa confirm kia jata hai, aik support zone jo keh rising window sa banta hai, turn down mein aik step sa broken hota hai. Turn down pattern sa aik gap ki formation hoti hai, jo keh as a resistance zone act karta hai, November mein kuch weeks ka bad break ho kar aik second rising window formation hoti hai. Bulls apni strength ko show kartay huay long white candles form karti hain, jo keh rising window ko second line hai. Yeh chart represent kar raha hai keh kesay bulls aur bears position ki exchanging price mein gaps ka liay fight kartay hain, jo keh market ki short term direction ko indicate karta hai.
Yeh picture bearish aur bullish meeting line ka comparison hai, bullish mein rank common mein H+ hai ti bearish mein G+ hai, bullish ki efficiency rank B- hai to bearish ki B hai. Up 56 aur 51 , down 44 aur 49 percent hai respectively.
En dono pattern ko use kar ka achi trading ki ja sakti hai.
تبصرہ
Расширенный режим Обычный режим