Analysis of Forex Market

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Analysis of Forex Market
    Introduction:
    Aslamulikum Umeed karta hu sub thek ho gaye kahriyaat sy ho gaye jaisa k hum jante hai forex main earning tabhi kar sakte hain jab hum mehnat karta hai agr hum iss main learning karye gye mehnaat karye gaye tabhi hum iss business main agye bar sakta hain or iss business main aik kamyab trader ban sakta hain Learning sy he earning iss business main possible hain mehnaat karye tabhi hum iss main kamiyaab trader ban kar gaye par sakta hain.Humain iss business main apni strategy bana kar kam karna chaiye joh humain iss main success dilwa sakta hain


    Analysis of Forex Market:

    Kisy be trade sy phlye ki Analysis karna bhot zarooru hota han.Ankaa band karke toh deal nahi dali jaa sakti.For Example Ap GBP/USD ke tradering karna chah raha hn apko iss ko sell krna chahiye hai.Iss se pehle aap apna ap sy pouchta han k chart kiya bata raha han? Market Uper jaa rhye han Yeh Necha?Market trend main and Yeh side main? Bartaniya main koi bank Rate yeh majmooi pahdaawar Yeh afraatafri yeh beroozgari ki sharaa kah Aj alaan toh nahi ho raha?Iss sub cheezo ki checking ki tajzia yeh analysis kahta han.Hum iss main market ko analysis kar k iss business main mazeed or acha sy tradering kar sakta hain or iss business main agye bar sakta hain learning karna sy he hum iss main aik smart or achi earning karna k kabhi ban sakta hain,Analysis ki Three types hota hai.

    Fundamental Analysis
    Technical Analysis
    Sentimental Analysis




    Click image for larger version

Name:	download (8).jpg
Views:	5
Size:	7.2 کلوبائٹ
ID:	12532097
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Analysis of Forex Market

    Technical Analysis


    Technical analysis me traders ya analyst qeematon ki bunyadi harkat (movement) ka mutalea (study) karte hen. Analysis k dowran traders qeematon ki pehle movements ko mojoda trading soratehal k sath muwazena karte hen, aur mustaqbil ki movement ka tayun (prediction) karte hen.
    Technical analysis me traders mukhtalif qisam k technical tools ka istemal karte hen, jo humen forex trading plateforme se me mel jate hen. Technical tools qeematon k sabeqa movement ko mojoda movement k sath mushabehat karte hen, jis se wo market k agli situation k bare me batate hen. Market me qeematen hamesha aik khas trend ya aik khas rules k mutabiq movement karti hai, is waja se technical analysis bohut zyada successful rehte hen.
    Technical analysis na sirf traders ko market ki soratehal se agah karte hen, bulke ye traders ko market me entry aur exit ki bhi pori information dete hen. Trading me trading plan k mutabiq take profit aur stop loss ki munasib position k bare me batate hen.

    Click image for larger version

Name:	images (9).jpeg
Views:	2
Size:	38.5 کلوبائٹ
ID:	12396354

    Technical Analysis me Istemal hone wale Tools:


    Technical analysis aik candle par bhi mumkin hai aur long pattern k chart pattern par bhi muheet ho sakte hen. Is waja se technical analysis karne k leye traders mukhtalif qisam k tools ka sahar lete hen, jin ki tafseel darja-zel hai;

    Candlestick Pattern


    Candle stick pattern mukhtalif shape aur pattern k hote hen, jis me candles ki tadad mukhtalif hoti hai. Candle stick pattern aik candle k bhi ho sakte hen, jaise; doji candle Marubozu candle, Hammer candle waghera. Candlestick ka normal market me ziada amal dakhal nahi hota, lekin agar ye high price area jaise bullish trend ya low price area jaise beariah trend k baad bante hen, tab in ki ahmeyat barhti hai. Candle stick pattern do ya do se ziada candles ho sakti hai, haise bullish and bearish Kicking Pattern, bullish and bearish harami candles, bullish and bearish baby abandoned waghra, shamil hen.

    Chart Patterns


    Technical analysis me chart pattern ka bhi istemal bohut zyada hota hai, aur aksar ye chart pattern long term k traders istemal karte hen, jo k un k leye bohut profitable bhi hote hen. Chart pattern me kafi ziada candles hoti hen, aur in pattern ko malom karna thora mushkil zaror hota hai, lekin ye pattern trading me payedar hote hen. Chart patterns me, bullish and bearish symmetrical triangle pattern, bullish and bearish Pennants pattern, flag pattern, diamond pattern waghera shamil hen.

    Technical Indicators ka Istemal


    Technical analysis k leye sab se ziada technical indicators ka istemal kia jata hai. Wese normal dekhne me to ye indicators itne ziada mushkil dekhaye nahi dete, lekin is ko trading k mutabiq mukamal seekhna thora mushkil zaror ho sakta hai. Technical indicators market ki sabeqa qeematon ko janchte hen aur un se aik khas qisam k result lete hen aur pher us ki bunyad pe humen agli movement k bare me information dete hen. Technical indicator me pehle se mathematically sare formule mojood hote hen, jin hamare asane k leye tarteeb deye hote hen.

    Indicator aur Chart Pattern ka Combined Istemal


    Technical analysis me ziada tar analyst candlestick chart pattern aur technical indicator ka combined karke istemal kia jata hai, jis se analyst behtar result hasil karte hen. Technical indicator k sath price action aur candle pattern market ki movement ka sahi semat batati hai. Ye humen breakout ya breakdown k soratehal se behtar waqif kawati hai.

    اب آن لائن

    Working...
    X