Details of Bollinger Bands Indicator in Forex Trading.

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Details of Bollinger Bands Indicator in Forex Trading.
    What is Bollinger Band Indicator:

    Dear member for AX market mein aap Jab kam Karte Hain To usmein bulgar band indicator sabse Jyada kabile etmad aur strong trading indicators Mein Se Hain jinmen se traders select kar sakte hain indicators ka use Trend ke takat ko padhne range market ke time period 15000 aur unke Naam market off Talash karne ke liye Kiya Jata Ja sakta hai indicator bhi lainging indicators Ki Tarah Nahin Hai Kyunki yah Hamesha hakiki Waqt Mein kimat ki Amal ke mutabik Hota Hai Aur maujuda mahaul Ka adjust karne ke liye ka istemal Karte Hain indicators ke up down ke mutabik hote hain Jiske matlab hai ki Jab price mein different shapes ban rahi hoti hain aur friends strong Ho Jaate Hain To Vahi bolengagement aur low moment kya train ko dauran Kareeb hote hain Pahle Se bowling indicator 2.0 standard revision per set Hai Jiska matlab hai ki price ki Tamam 95 grade channel Ke Darmiyan Mein Hota Hai indicators market Mein 20 periods moving average hai aur utaar chadhav Mein behtarin increase Hota Hai..

    Finding Tops And Bottom With Bollinger Bands Indicator:

    Dear member bowlinger bands indicators ka use Hamesha dusre leading indicator Jaise RSI indicators ke sath karna chahie RSI indicators ka iske sath Ek best match hai price ke Top ki do types Hain Jinke baare mein aapko understand karne ki jarurat Hoti Hai trend ki change ke bad price Barauni band Tak pahunchane Mein nakam Ho Jaati Hai Kyunki police train bhi ho jata hai yah signal aamdaur per RSI division ke sath Hota Hai..

    Chart In Analysis:

    Dear member forex market Mein Jab aap bulingar band indicators ko use karte hain to ismein aapko bahut jyada fayda Milta Hai Inki madad se aap trading kar sakte hain aur Market Mein different analysis Karke trading kar sakte hain Jab aap market Mein different imported analysis per completely study karte hain to aapko bahut jyada advantages Milte Hain Agar price ek strong bearing stand mein hai aur price Har time outer band ke kareeb rahti hai To Yahi Ek bahut hi strong Veeresh hota hai agar price outer band Tak pahunchane Mein nakam rahti hai aur FIR Bahut Mast strong se bullish Jaati Hai Achanak band Tak pahunchane Mein nakami side mein ki moment ka signal de sakti hai Lo high ke sath 300 high Agar pahle swing high out Jata Hai To Baki niche do na kam Rahenge isliye aapko bollinger bands use Karke aap acchi trading kar sakte hain..

    Trading with Bollinger Band Indicator:

    Dear member forex market mein kisi bhi acid ke chart per bowling banne indicators ko draw Kiya Ja sakta hai jisse trader apni Marji ke result Hasil kar sakte hain mostly chart pattern ke analysis se Hamen bahut jyada information mil rahi hoti hain Agar price ek strong bear stand mein hai aur price Har Waqt utaar band ke kareeb rahti hai To Yahi Ek bahut hi strong bears hota hai agar price outer band pahunchane Mein nakam rahti hai aur FIR bahut strong se police Jaati Hai Achanak band Tak pahunchane Mein nakami rahti hai to ismein aapko bahut jyada fayda Milta Hai indicators Ek leading indicators ke Taur per kam Karta Hai Kyunki Vahi Hamesha price ke sath Khud bahut Badal Jaate Hain friends ki takat ke anarkshit karne Aur Is Tarah bahut se maloomat Hasil karne ke liye bowling ka use kar sakte hain friends ki takat ke NSS karne ke liye Blender band ko istemal karne ke liye aapko sirf Chand chijon per focus karna Jaruri hota hai strong train ke dauran price beruni Bhains ke kareeb rahti hai isase aap blinker bend ko use Karke acchi trading se profit banaa sakte hain aur aapko best entry mil rahi hoti hai..
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Details of Bollinger Bands Indicator in Forex Trading.

    Bollinger Band Indicator



    Bollinger band indicator porane moving average envelope jaisa aik indicator hai jis ko John A. Bollinger ne banaya hai. Moving average envelope k bar-aks "resistance" line ko moving average k uper ko kuch maqarara percentage aur dosri "support" line moving average k nechay usi muqarara percentage par lagane ki bajaye, Bollinger band aik resistance line ko do standard deviations k uper aur aik support line ko do standard deviations k nechay 20-days moving averages per plot karta hai.
    Bollinger band indicator ko kisi bhi timeframe me adjust kia ja sakta hai, matlab ye har aik timeframe pe istemal hone wala indicator hai. Bollinger band indicator ko market me bari movements par fory (quickly) rade-amal zahir karne k leye design kia gaya hai, aur ye zahir karne k leye k aya qeematen aam tejarati hodod k muqabele me ziada hen ya kam hen. Bollinger band price action ki tasdeeq k leye apne bands ko dosre indicators k sath istemal karta hai.

    Click image for larger version

Name:	images.png
Views:	19
Size:	19.0 کلوبائٹ
ID:	12396381

    Bollinger Band Indicator ka Mid-term Trading me Istemal


    Bollinger band indicator darmeyane darje k trend k leye 20-days simple moving average ko plus minus do (two) standard deviations k sath tajwez karta hai. Bollinger band ka 20-days simple moving average sab se ziada istemal hone wala aur by-default setting bhi ban gaye hai.

    Click image for larger version

Name:	images.jpeg
Views:	2
Size:	43.3 کلوبائٹ
ID:	12396382

    Bollinger Band Indicator ka Short-term Trading me Istemal

    Short term trend analysis k leye Bollinger band indicator 10-days simple moving average k sath 1.5 standard deviations tajwez karta hai.

    Bollinger Band Indicator ka Long-term Trading me Istemal


    Long term trend k leye Bollinger band indicator 50-days simple moving average k sath 2.5 standard deviations tajwez karta hai.


    Bollinger Band Indicator ka Kaam


    Bollinger band indicator moving average ki lambaye (length) ko muntakhib karda timeframe k mutabiq dekhta hai, aur ye crossover k khareed-wa-ferokht me istemal hone wale sab se mufeed moving averages k length se mukhtalif hoti hen. Is k elawa Bollinger band indicator ye bhi tajweez karta hai k moving average ki munasib lambaye ki nishan-dahi karne ka aik tareeqa ye hai k aik aisa intekhab kia jaye jo nechay se uper ki taraf pehli movement ko darust karne k leye moqa faraham kare.
    Bollinger band indicator kabhi bhi apne users yani traders ko ye nahi kehta k crossover pe market me buy ya sell ki entry karen. Bollinger band indicator aik fram work faraham karne k leye bands ka dosre indicators, oscillators, money flow ya price actions k sath istemal karke achah result le sakte hen. For example agar qeematen indicator k upper line ko touch karte hen, aur dosre indicator bhi sell k signal de raha ho to us sorat me ye aik strong qisam ka sell signal hoga, lekin agar dosra indicator isbk sath rabat nahi rakhta to us sorat me trade enter karne se ijtenab karna chaheye.

    Click image for larger version

Name:	images (1).png
Views:	2
Size:	32.1 کلوبائٹ
ID:	12396383

    اب آن لائن

    Working...
    X