upside tauski gape candelstick pattern explain ???

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    upside tauski gape candelstick pattern explain ???
    assalium o alekum


    dear forex
    member umed krti hun ap sb kharyt s hun gy or mahnat s apna work complete kry hn gy jesa k ap janty hai k hmy weekly bounce hasil krny k ly daily three post share krni hoti hai jitni achi post share kry gy itna hi acha bounce hasil kr skty hai chlty h aj k topic ki trf


    what is upside tauski gape


    aik upside tauski gape teen baar ki candle stuck ki tashkeel hai jo aam tor par mojooda rujhan ke tasalsul ko zahir karne ke liye istemaal hoti hai .

    1 pehli baar aik tay shuda up trained ke andar aik barri safaid / sabz mom batii hai .
    2 doosri baar aik aur safaid / sabz mom batii hai jis ki ibtidayi qeemat hai jo pichli baar ke band honay se oopar hai .
    3 teesri baar aik siyah / surkh candle stick hai jo pehli do salakhon ke darmiyan farq ko juzwi tor par band karti hai .

    Click image for larger version

Name:	upside-tasuki-gap.jpg
Views:	2
Size:	13.0 کلوبائٹ
ID:	12532053
    main points


    * upside tauski gape teen baar ki candle stuck ki tashkeel hai jo mojooda up trained ke tasalsul ka ishara deti hai .

    * upside tauski gape ki teesri mom batii pehli do salakhon ke darmiyan farq ko juzwi tor par band karti hai .

    * tajir aksar qeematon mein taizi ke amal ki tasdeeq ke liye upside tauski gape ke sath dosray gape patteren ka istemaal karte hain .

    Click image for larger version

Name:	UpsideTasukiGap2-76618387b20d4ee88396db6ce4908a77.png
Views:	5
Size:	164.5 کلوبائٹ
ID:	12532052

    understand to upside tauski gape



    upside tauski gape patteren ki doosri candle ke khulay gape ke sath sath is ki barhti hui qeemat ke zariye aik oopri rujhan ki taaqat ko zahir karta hai. patteren ki teesri mom batii rujhan mein aik waqfay ki nishandahi karti hai kyunkay reechh qeemat ko kam karne ki koshish karte hain lekin pehli aur doosri mom batii ke darmiyan farq ko khatam nahi kar saktay hain. reechh ki khala ko band karne mein nakami batati hai ke mumkina tor par oopar ka rujhan jari rahay ga .


    Upside Tasuki Gap Within an Uptrend

    taizi ke rujhan ke douran kisi bhi waqt upside tauski gape ho sakta hai. blush patteren aam tor par aik cycle ki pairwi karte hain jo aik toot phoot ke waqfay se shuru hota hai jo aik ulat jane ki tasdeeq karta hai aur phir kayi bhagnay walay waqfon ke baad thakan ka farq hota hai. jaisa ke security rujhanaat ki qeemat ziyada hoti hai, yeh aksar aik charhtay hue channel ki tashkeel karta hai. tajir qeemat ki karwai ki chouti aur girt ki satah par oopar ki taraf do dhalwan linen khech kar patteren banatay hain. oopri tauski gape aik charhtay hue channel ke andar ho sakta hai jis mein oopar bayan kardah aik ya kayi khalaa bhi shaamil hain .



    Practical Example of Trading the Tasuki Gap


    Click image for larger version

Name:	IGLBChart-2e5c61b3e5f34169a7dc3c93134d5f82.gif
Views:	1
Size:	10.0 کلوبائٹ
ID:	12532054


    david ne ishares ke 10 + sala anostmnt grade corporate band etf chart par aik upside tauski gape ko dekha aur woh patteren ko tijarat mein daakhil honay aur khatray ke pera metrs set karne ke liye istemaal karna chahta hai. woh teesri surkh mom batii ke ekhtataam par $ 62. 97 par daakhil ho sakta hai aur apna stap lask order pehli candle stick ke neechay $ 62. 08 par rakh sakta hai. mutabadil ke tor par, david patteren ki doosri candle stuck se thora oopar $ 63. 39 par khareed stap order day sakta hai taakay is baat ki tasdeeq ki ja sakay ke up trained dobarah shuru ho gaya hai aur teesray candle stuck ke kam $ 62. 93 par apna stap set kar sakta hai
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: upside tauski gape candelstick pattern explain ???

    Assalamu Alaikum Dosto!


    Tasuki Gap Up Pattern


    Tasuki gap up pattern price chart main banne wala aik three candles ka bullish trend continuation pattern hai, jo k bullish trend ya high prices area main banta hai. Candlesticks charts aik technical tool hen, jo traders ko bohut aham trend k hawale se information deti hai. Candlestick ka currency pairs k technical analysis k leye bohut aham hen, jiss se traders na sirf in ka istemal dosre indicators k sath mela kar karte hen, bulkeh ye akele bhi aksar aik leading indicators ka kaam karte hen. Tasuki gap up pattern k pattern main pehli aur dosri candles bullish jab k last wali candle aik bearish candle hoti hai, jo k trend reversal karne ki nakam koshash karti hai. Tasuki gap up pattern k opposite direction main prices k bottom par bearish trend continuation k leye Tasuki gap down pattern pattern banta hai.

    Click image for larger version

Name:	images (60).png
Views:	16
Size:	6.1 کلوبائٹ
ID:	12396595

    Candles Formation


    Tasuki gap up candlestick pattern teen candles par mushtamil aik bullish trend continuation pattern hai, jiss jo k top area main banne par assets k prices ko mazzeed bullish same trend main upward push karta hai. Tasuki gap up candlestick pattern do bullish aur aik bearish candles se mel kar banta hai, jiss ki tafseel darjazzel hai;

    Click image for larger version

Name:	unnamed (4).jpg
Views:	5
Size:	21.9 کلوبائٹ
ID:	12396596

    1. First Candle: Tasuki gap up candlestick pattern k pattern main pehli candle aik bullish candle hoti hai, jo k long real body main banti hai. Ye candle prices k maojoda bullish trend ko zahir karti hai, jo k shadow samet ya shadow k bagher ho sakti hai. Pattern ki pehli candle ki closing price open se above hona chaheye.

    2. Second Candle: Tasuki gap up candlestick pattern ki dosri candle bhi same bullish candle hoti hai, jo k pehli candle se upper gap main banti hai. Ye candle bhi shadow ya shadow k bagher ho sakti hai, jab k candle ki close price open price se ziada hona chaheye. Dosri candle ka pehli candle se upper side par gap main hona zarori hai.

    3. Third Candle: Tasuki gap up candlestick pattern ki teesri candle aik bearish candle hoti hai. Ye candle dosri candle ki real body main open ho kar pehli aur dosri candle k darmeyan banne wale gap main close hoti hai. Teesri candle ka close price open price se kam hona chaheye. Ye candle trend reversal karne ki nakam koshash karti hai.

    Explanation

    Tasuki gap up candlestick pattern prices k top main banne wale pattern upside gap three methods se melta julta hai, jiss main prices same bullish trend reversal ka sabab banti hai. Tasuki gap up candlestick pattern teen candles par mushtamil hota hai, jiss main pehli candle aik long real body wali bullish candle hoti hai, jiss ka close price open price se ziada hota hai. Pattern ki dosri candle bhi bullish candle hoti hai, jo k pehli candle se ooper gap main banti hai. Pehli aur dosri candle k darmeyan banne wala gap wazih hona chaheye, yanni dono candles k shadows bhi gap main nahi ana chaheye. Pattern ki teesri candle aik bearish candle hoti hai, jo k dosri candle k real body main open ho kar pehli aur dosre candle k darmeyan banne wale gap main close hoti hai. Bearish candle pehli aur dosri candle k darmeyan banne wale gap ko pora cover nahi kar pati hai, jiss se trend reversal nakam ho jati hai.

    Click image for larger version

Name:	images (61).png
Views:	25
Size:	9.3 کلوبائٹ
ID:	12396597

    Trading

    Tasuki gap up candlestick pattern price chart main banne par traders ko bullish k tasalsul ka signals deta hai, jiss par market main buy ki entry ki ja sakti hai. Pattern par trading se pehle aik confirmation candle ki zarorat hoti hai, jo k real body main bullish honi chaheye aur agar ye candle teesri candle k top par close hoti hai, to ye aur bhi reliable pattern hota hai. Pattern k baad bearish candle banne par trade ki entry nahi karni chaheye. Pattern ki trend confirmation indicators se bhi ki ja sakti hai. CCI, RSI, MACD indicator aur stochastic oscillator par value oversold area main hona chaheye. Pattern k bottom par Stop Loss ka hona zarori hai, jo k patterns k sab se lower position ya pehli candle ki open point se two pips below set karen.

    Click image for larger version

Name:	images (62).png
Views:	30
Size:	14.6 کلوبائٹ
ID:	12396594
    • #3 Collapse

      Re: upside tauski gape candelstick pattern explain ???

      Up-Side Tasuki Gap Candlestick Pattern


      Upside Tasuki gap candlestick pattern teen candles par mushtamil aik bullish trend continuation pattern hai. Ye pattern same "Bullish side by side white lines" pattern jaisa hi hai, lekin difference sirf 3rd candle ki color ka hai. Upside Tasuki gap me 3rd candle bearish hoti hai, jab k "Bullish side by side white lines" me 3rd candle same bullish trend ki hi hoti hai, baqi dono pattern bullish trend continuation ka kaam karti hai. Ye pattern ya to qeematon k darmeyan me aur ya bullish trend me banta hai.

      Click image for larger version

Name:	images (64).png
Views:	7
Size:	5.5 کلوبائٹ
ID:	12396604

      Pattern ki Pehchan

      1. Upside Tasuki gap candlestick pattern ziada tar bullish trend ya qeematon k darmeyan me banta hai q k ye aik trend continuation pattern hai.
      2. Pattern me shamil 1st candle bullish ya white hpti hai.
      3. Pattern ki 2nd candle bhi bullish candle hoti hai, jo k 1st candle se above gap me open aur close hoti hai.
      4. Pattern me shamil 3rd candle aik bearish candle hoti hai, jo k same 2nd candle k parallel me banti hai.
      5. Pattern ki 2nd aur 3rd candle 1st candle se above gap me open aur close hoti hai.


      Click image for larger version

Name:	images (65).png
Views:	2
Size:	1.4 کلوبائٹ
ID:	12396605

      Pattern ki Tafseel


      Upside Tasuki gap candlestick pattern bullish trend k continuation k leye jana jata hai, aur ziada tar ye pattern qeematon k darmeyan me ya high price area me banta hai. Pattern ki 1st candle aik real body wali bullish candle hoti hai, jo k sabeqa trend ki nishan-dahi karti hai. Pattern me 1st k baad 2nd candle gap me upside pe open aur close hoti hai. 3rd candle same 2nd candle k parallel me banti hai, lekin ye candle aik bearish candle hoti hai. Pattern ki 2nd aur 3rd candle dono same gap me above open aur close hoti hai. Upside Tasuki gap candlestick pattern "Bullish side by side white lines" pattern se thora sa mukhtalif hai, q k is me shamil 3rd candle bearish hoti hai, baqi dono patterns trend continuation ka kaam karti hai.

      Click image for larger version

Name:	images (63).png
Views:	13
Size:	3.6 کلوبائٹ
ID:	12396606

      Trading on Pattern


      Upside Tasuki gap candlestick pattern trend continuation ka kaam karti hai, is waja se agar ye pattern qeematon k darmeyan me banta hai, to ye k muasar hone k asarat ziada hotw hen. Bullish trend me banne k baad pattern ki confirmation hona zarori hai, is waja se 3rd bearish trend k baad 4th candle ka intezar karna chaheye. Agar pattern k baad 4th candle aik bullish candle banti hai to ye market me buy ki entry ki position hogi. Stop loss k leye pattern k sab se lower area yani 1st candle k open position ko select karen.

      Click image for larger version

Name:	images (42).jpeg
Views:	20
Size:	25.7 کلوبائٹ
ID:	12396603
      • #4 Collapse

        Re: upside tauski gape candelstick pattern explain ???

        Assalamu alaikum kaise ho aap sab log main bilkul theek Rakh rahi hai se hun aur ummid karta hun ki aap bhi bilkul theek aur khairiyat se honge aaj is thread mein aapko main ek bahut important topic to uski gap candle stick pattern ki Pakistan frustrated mein importance ke bare mein bataunga aur main ummid karta Hun ki Jo information main official karunga vah aapke knowledge aur experience mein jaruri ja pa karegi aur agar aap mere friend per Amal karte hain aur apna jyada se jyada time Yahan per gujarte Hain to aap ek acchi aur kamyab trader Ban sakte hain
        • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
        • #5 Collapse

          Re: upside tauski gape candelstick pattern explain ???

          WHAT IS A UPSIDE TASUKI GAP CANDLESTICK PATTERN :




          Upside tasuki gap ak strong trend reversal candlestick pattern ha ya upside tasuki gap pattern graph ma ban kar stock ke price ko high ke traf la kar jana ka kam karay ga. Ya jo upside tasuki gap pattern ho ga huma is ka name sa he pata chal jata ha ya is ma stock ke price na upside ke traf jana ha ya pattern jab downtrend ma banta ha to ya downtrend ko end kar data ha or ya market ko upward ke traf reversal karta ha or ya huma market ka uptrend ke traf dakhna ko mil jata ha or is time par ya is uptrend ko continue karta ha yani ka ya upside tasuki gap pattern jab bhi banay ga to ya market ke price ko higher ma la jana ka kam karay ga. Is upside tasuki gap pattern ke formation three candles or ak gap ka sath market ka graph ma ak specific sequence ma hoti ha ir ya huma stock ka higher jana ka ishara da raha hota ha. Ya upside tasuki gap pattern ak bahot he famous forex candlestick pattern ha or ya market ko higher ma la jana ka kam karta ha or ya jo upside tasuki gap pattern hota ha ya downside tasuki gap pattern ka opposite ma banta ha or ya downside tasuki gap pattern stock ke price ko sharply lower ke traf la jana ka kam karta ha.




          FORMATION OF UPSIDE TASUKI GAP CANDLESTICK PATTERN :




          Is upside tasuki gap pattern ke jo formation hoti ha ya market ka downside ke traf three candles or ak gap sa mil kar hoti ha jab ya upside tauski gap pattern banta ha to is ke jo first candle banti ha ya ak long real body bullish ke hoti ha jo ka green ya white colour ke hoti ha or is first candel ka stovk ke price highe ke traf jati ha or ya high ma apna opening point sa close hoti ha or high ka batati ha or is upside tasuki gap pattern ke jasa he first bullish ke candle close ho ge to market ma ak up ka gap ay ga or ya gap is pattern ke first candle ka half ka ho ga or ya market ko high ma he la kar jay ga or is gap ka bad jo second candle banay ge is upside tasuki gap pattern ke ya bhi ak bullish ke candle ho ge or ya second candle bhi real body sa bani ho ge or ya up gao ka high sa open ho kar market ko high ma la kar jay ge or ya first bullish ke candle ke trha sa banay ge or ya first candle ka same size ki ho ge or ya market ko high ma la jata hua high ma close ho ge or us upside tasuki gap pattern ke jo third candle ho ge ya is pattern ke last candle ho ge or ya ak reversal candle ho ge ya third candle ak bearish ke real body candle ho ge or ya third candle market ko lower ke traf reversal karna ka kam karay ge or ya market ko is gap tak reversal kar ka lay ge ak bearish ke candle ban kar magar ya gap ko cross ni kar saka ge or ya first candle ka higher ma he close ho jay ge.




          TRADING WITH UPSIDE TASUKI GAP CANDLESTICK PATTERN :




          Upside tasuki gap pattern huma market ka up side ke traf jana ka signal da raha ho ga jab ya upside tasuki gap pattern banay ga to is ke jo first candle banay ge ya buyers ka control sa banay ge or ya huma market ka higher jana ka batay ge or ya ak high buyers ka pressure sa banay ge or jab is pattern ke first candle close ho ge yo is ka bad ak up ka jo gap ata ha ya bhi traders ki market ka higher jana ka batay ga or ya market ka higher ke traf sharply jana ma ak strong strength ko banay ge or is upside tasuki gap ge jo second candle ho ge ya bhi traders ko market ka strong buyers ka control ka bata rahi ho ge or ya bhi traders ko higher ma jana ka bata raha ho ga magar jasa he is upside tasuki gap ke third candle banay ge to ya jo market ma buyers ka traders ho ga in ko exit kar da ga or market ma sellers ka traders ka enter hona ka signal da raha ho ga or ya jo last candle banay ge ya fully is sellers ka pressure ka bata rahi ho ge or jo ya third candle ho ge ya reversal ka bhi batay ge magar jo ya third candle ho ge ya ak conformation candle ho ge or ya huma small sellers ka pressure ka bata rahi ho ge or is sa trade4s ko pata chal hay ga ka jo market ma buye4s ka pressure ha wo zada strong ha sellers sa or stock ke price na higher ke traf jana ha is pattern ka complete hona ka bad traders is ke jo second or third candel ka higher point ho ga is sa buy ke trade ko enter kara ga or is ka stop loss first candle ka lower ma rakha ga.

          اب آن لائن

          Working...
          X