Moving Average In Forex ?
Moving average aik sada sa khat hota ha jo price ka sath sath chalta ha is sa trend ka pata chalta ha.
Agr price khat sa opr hoto trend up hota ha or agr price khat sa nicha hoto trend down hota ha. Moving average 2 tarn ki hoti ha
Simple Moving Average ( SMA )
Exponential Moving Average ( EMA )
Dono me Khas farq nahi hota magr ema zayda bhtr nataij ka hamil smjha jata ha.
Opr de gae shakal me EMA price ka zyda nadekk ha is liya isko zyda tarjeh de jati ha.
Istemal :
Jaisa ka Opr bataya gaya ha k price is khat sa opr ho to trend up hota hai.
Price Kaht sa opr hoto Trend Down hota ha.
Cross Over
Agr do muktalif values ki moving average chart pa lagae jaien to kisi na kisi muqam par aik dosro ko cross karein ga ya crossing nae trend ko zahir karta ha or Buy ya sell ka alarm deta han.
Crossover Tijarti Chart pa aik nukta hai js me security ki kimat or techniqi ishare ka line apas me milti hai yeh jab do Ishare khud cross karte hain. Crossover ka isitmal maliyate ala ki karkardegi ka nadaza lagane aur rujhan me ane wali tabdeliyo jaisa ka ulat palat ya breakouts ki paisan goe karne k liye kiya jata ha.
agr do muktalif values ki moving average chart pa lagae jaien to kisi na kisi muqam par aik dosro ko cross karein ga ya crossing nae trend ko zahir karta ha or Buy ya sell ka alarm deta hai.

تبصرہ
Расширенный режим Обычный режим