what is hammer Candle stick Pattern in forex ...?
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    what is hammer Candle stick Pattern in forex ...?
    Hi friends aj hum hammer candlestick pattern k bary main bat krain gy or is topic mian hum janny ki koshish krain gy k hammer candle stick pattern ksy banta hy hum is ko ksy pehchan skty hain or is pr trade ksy ki jati hy .

    Explain The Hammer Candlestick Pattern.

    candlestick chart mein hammer qeemat ka aik namona hai jo is waqt hota hai jab koi security tijarat –apne aaghaz se numaya tor par kam hoti hai, lekin opening price ke qareeb band honay ki muddat mein reliyan hoti hai. yeh namona hammer ki shakal ki shama daan banata hai, jis mein nichala saya haqeeqi jism ke size se kam az kam dugna hota hai. candlestick ka body open aur close qeematon ke darmiyan farq ko zahir karta hai, jabkay shadow is muddat ke liye ziyada aur kam qeematon ko zahir karta hai . hathoray ki shammen aam tor par qeemat mein kami ke baad hoti hain. un ka aik chhota sa asli jism aur aik lamba nichala saya hai . hathora candle stick is waqt hoti hai jab baichnay walay qeemat mein kami ke douran market mein daakhil hotay hain. market band honay tak, khredar farokht ke dabao ko jazb karte hain aur market ki qeemat ko ibtidayi qeemat ke qareeb dhakel dete hain .band khilnay ki qeemat se oopar ya neechay ho sakta hai,halaank band khulay ke qareeb hona chahiye taakay candle stick ka asli body chhota rahay . neechay ka saya haqeeqi jism ki oonchai se kam az kam do gina hona chahiye .
    hammer candlestick mumkina qeemat ke ulat jane ki nishandahi karti hai. hathoray ke baad qeemat barhna shuru kar dena chahiye usay tasdeeq kehte hain .

    Click image for larger version

Name:	hammer 1 def.jpg
Views:	14
Size:	15.4 کلوبائٹ
ID:	12531926

    How to identify the Hammer Candlestick.

    security ki qeemat mein kami ke baad hammer is waqt hota hai, jo yeh batata hai ke market neechay ka taayun karne ki koshish kar rahi hai .hammer seller ki taraf se aik nichala hissa bananay ke liye mumkina had bandi ka ishara dete hain, jis ke sath qeemat mein izafay ke sath qeemat ki simt mein mumkina reversal ki nishandahi hoti hai. yeh sab aik hi muddat ke douran hota hai, jahan qeemat khilnay ke baad girty hai lekin phir open honay wali qeemat ke qareeb band honay ke liye dobarah group ban jati hai .hammer ziyada mo-asar hotay hain jab un ke agay kam az kam teen ya is se ziyada girty hui candles hoti hain. girty hui candles woh hoti hai jo close honay wali candle se pehlay close hoti hai .aik hammer aik" t" ki terhan nazar aana chahiye. yeh hammer ki candle ki salahiyat ki nishandahi karta hai. aik hammer candle is waqt tak qeemat ke reversal ki nishandahi nahi karti jab tak is ki tasdeeq nah ho jaye .tasdeeq is waqt hoti hai jab hammer ke baad candle hammer ki band honay wali qeemat se oopar band hojati hai. misal tor par, yeh tasdeeqi candle mazboot khareed ko zahir karti hai. candle ke tajir umooman confirmation candle ke douran ya is ke baad lambi pozishnon mein daakhil honay ya mukhtasir pozishnon se bahar niklny ki koshish karen ge. nai long position lainay walon ke liye, hammer ke saaye ke neechay aik stap nuqsaan rakha ja sakta hai .hammer aam tor par tanhai mein istemaal nahi hotay hain, yahan tak ke tasdeeq ke sath. candle ke namonon ki mazeed tasdeeq ke liye tajir umooman qeemat ya rujhan ke tajzia, ya takneeki isharay ka istemaal karte hain .hammer har time frame par hotay hain, Bashmole aik minute ke chart, rozana chart, aur hafta waar chart .


    Click image for larger version

Name:	hammer idntfy.gif
Views:	7
Size:	16.4 کلوبائٹ
ID:	12531927
    How to Trade with Hammer Candlestick.

    chart qeemat mein kami ko zahir karta hai jis ke baad hammer patteren hota hai. is patteren mein aik long bearish shadow tha, jo asli jism se kayi gina lamba tha. hathoray ne mumkina qeemat ke reversal ka ishara diya .tasdeeq agli candle par aayi, jis ne ziyada farq kya aur phir dekha ke qeemat hammer ki close honay wali qeemat se qareeb qareeb tak boli jati hai .tasdeeq ke douran, candle tab hoti hai jab trader aam tor par kharidne ke liye qadam rakhtay hain. aik stop loss Hammer ke nichale hissay se neechay rakha jata hai, ya hatta ke mumkina tor par hammer ke asli jism ke bilkul neechay rakha jata hai agar tasdeeq candle ke douran qeemat jarehana tor par ziyada barh rahi ho.
    Click image for larger version

Name:	hammer-candle-trade.png
Views:	2
Size:	75.2 کلوبائٹ
ID:	12531928
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: what is hammer Candle stick Pattern in forex ...?

    Information about Hammer Candlestick Pattern.

    Friends Hammer candle stick pattern main candle ki body market ki opening aur closing point ko represent karti hai, jab k candle stick ka saya market ki price high aur low ko show karti hai jo k us period me howe hoti hai. Hammer candle stick aksar bearish movement pe banti hai jis me market me koi price aik khas waqat k leye bohut hi ziada down to chali jati hai lekin buyers ki pressure ki waja se wo price wapis uper position pe a jati hai aur hammer candle stick pattern me candle ki choti si bady ban jati hai jo k doji candle stick pattern se mukhtalif hoti hai. Hammer candle stick pattern me candle ka jo saya banta hai aik to wo downward hota hai aur dosra ye saya candle ki body ka taqreeban dugna hota hai. Is wahja se is candle stick pattern ko hammer candle stick pattern kaha jata hai.

    Click image for larger version

Name:	images (11).png
Views:	45
Size:	16.1 کلوبائٹ
ID:	12395946

    Identification of Hammer Candlestick Pattern

    Friends Hammer Candlestick Pattern ki identification yea hea hoti hai kay is mein aap ko all small Badi Wali Ek candlestick milati Hai Jiski Shadow Kafi lambi hoti hai aur Iske bad aapko market Mein iski interpretation se related bhi apni study complete Karni hoti hai.

    Advantage of Hammer Candlestick Pattern

    Friends financial market me koi bhi pattern 100% sahi kaam ka nahi jeh sakta hai, q k sare chart pattern ya candle stick pattern market me traders ki banaye howe hen, is waja se market me hammer candle stick pe bhi bharosa nahi kia ja sakta. Kher bharosa to hum kisi bhi chart pattern pe nahi kar sakte hen lekin market me hammer candle stick pattern ka stop loss bohut zyada fasle pe banta hai jo is ka bohut bara drawback hai.

    Click image for larger version

Name:	images (8).jpeg
Views:	51
Size:	14.5 کلوبائٹ
ID:	12395947

    Disadvantage of Hammer Candlestick Pattern.

    Friends financial market me koi bhi pattern 100% sahi kaam ka nahi jeh sakta hai, q k sare chart pattern ya candle stick pattern market me traders ki banaye howe hen, is waja se market me hammer candle stick pe bhi bharosa nahi kia ja sakta. Kher bharosa to hum kisi bhi chart pattern pe nahi kar sakte hen lekin market me hammer candle stick pattern ka stop loss bohut zyada fasle pe banta hai jo is ka bohut bara drawback hai.

    • #3 Collapse

      Re: what is hammer Candle stick Pattern in forex ...?

      Introduction:-

      Dear friends harami candlestick pattern bilkul be bearish harami candlestick pattern se opposite hota hai harami candles ko be day 1 time frame me search kia ja sakta hay, market agar fall ja rahi ho aur day 1 ka candle large bearish ban jaye es key bad es ki conformation second day key candle se ho sakti hay key ye harami candlestick hay ya nahi, agar second day ka candle be bearish ho to es ko harami candle nahi samja jata aur agar second day ka candle small body aur legs key sath candle me ban jaye to ye harami candlestick ka pattern ho ga jo key long high jump ka indication samja jata hai.market Yahan Se Apna reversal Leti Hai ismein aapke pass do candles Banti Hai first candle aapke pass ismein candle banti hai vah second aapke pass bullish candle banti hai lekin candle bearish candle se Choti hoti hai yah candle bearish candle ke 50% tak honi chawey.
      Friends forex market mai ham Jab koi bhi chart pattern dekhte hain ya FIR Ham ismein candlestick pattern dekhte hain to Uske bare mai hamare pass poppet knowledge or experience Ka hona zurari hota Hai Jab tak hamare pass proper knowledge nahin Hoga chart pattern ya FIR candlestick pattern ke bare mai To Ham is mai kabhi bhi acche profit hasil nahe kar sakte bullish harami pattern ke bary mai mai app ko kuch change batana chata hun.

      Click image for larger version

Name:	slide_17.jpg
Views:	1
Size:	54.3 کلوبائٹ
ID:	12396004

      Harami candlestick Pattern:-

      Friends forex market mai ham Jab koi bhi chart pattern dekhte hain ya FIR Ham ismein candlestick pattern dekhte hain to Uske bare mein hamare pass poppet knowledge or experience Ka hona zurari hota Hai Jab tak hamare pass proper knowledge nahin Hoga chart pattern ya FIR candlestick pattern ke bare mai To Ham is mai kabhi bhi acche profit hasil nahe kar sakte harami pattern ke bary mai mai app ko kuch change batana chata hun.forex trading mai harami pattern ky jesa harami cross bhi hota hai ky jab down trend main continue movement kerty huey aik bari Bearish candle ky bahd aik aesi doji candle creat ho jo bearish candle ky centre main cross ki sign creat kery tou aesy pattern ko bullish harami cross kehty hai aur is per market ka trend change hona confirm hota hai ky wahan sy uptrend start ho jata hai.

      Click image for larger version

Name:	HaramiNQuptrend.png
Views:	14
Size:	38.1 کلوبائٹ
ID:	12396005
      • #4 Collapse

        Re: what is hammer Candle stick Pattern in forex ...?

        Assalamu Alaikum Dosto!


        Hammer Candlestick Pattern


        Hammer candle aik small real body wali long lower shadow wali candle hai, jo k bullish trend reversal pattern ka uss waqat kaam karti hai, jab bhi prices market k lower area ya bearish trend main hon. Ziadda tar hammer candles main dekha gayya hai, k candle ka shadow us k real body k size ka duggna hotta hai. Hammer candle k banne ki psychology kuch is tarah se hotti hai, k aghazz me prices bullish trend k hisab se lower pe jati hai, lekin buyers k pressure ki waja se ye bullish candle ki shap main close ho jatti hai, jis se candle ki haseyat bhi bullish candle ho jati hai.

        Click image for larger version

Name:	images (170).png
Views:	65
Size:	20.5 کلوبائٹ
ID:	12399949

        Candle Formation


        Hammer candle single pattern ki candle hai, jiss ka position prices k bottom ya bearish trend ka honna chaheye. Ye candle small real body main hoti hai, jiss ka open aur close same nahi hone chaheye, candle ki formation darjazel tarah se honi chaheye:

        Click image for larger version

Name:	images (169).png
Views:	12
Size:	6.4 کلوبائٹ
ID:	12399950

        Hammer Candle Hammer candle small real body aur aik long downward shadow wali candle hai. Shadow candle ki real body ka taqreeban duggna ya us se ziadda hotti hai. Hammer candle ka color koi bhi hai, yanni ye white ya green jo marzi ho, iss ki haseyat bullish trend reversal ki hoti hai.

        Explanation


        Hammer candle hoti to aik small real body wali single candle hai, lekin prices k bottom main ye bullish trend reversal pattern ka kaam karti hai. Ye candle small bullish body aur long lower shadow ki waja se prices ko mazzeed downward janne se roktti hai. Hammer candle aghaz main normal bearish trend ko hi follow kartte howe downside par bearish real bannatti hai, lekin market me bullish pressure ya buyers ki dilchaspi ki waja se prices upward chalna shoro kartti hai, jiss se candle apne open price k qareeb close ho jati hai.

        Click image for larger version

Name:	images (168).png
Views:	83
Size:	5.2 کلوبائٹ
ID:	12399951

        Trading


        Hammer candle k prices selling pressure ki waja se downward jane ki koshash karti hai, jo nakam hoti hai. Prices k lower side par rejection battati hai, aur ye yahan se bullish trend reversal ka ishara detti hai. Pattern k leye zarrori hai, k prices downtrend main hon. Candle ki lower side pe long wick honi chaheye, jo bearish trend k tasalsul ka khatma battati hai. Pattern pe trading k leye dosree confirmation bullish candle ka intezar zarror karen, q k single candle pe trading riski hai, is waja se jaise hi dosree candle bullish bantti hai, to yahan par buy ki entry karen. Stop Loss candle k sab se lower side yanni lower wick k low se two pips below set karen.

        Click image for larger version

Name:	images (171).png
Views:	8
Size:	14.8 کلوبائٹ
ID:	12399952
        • #5 Collapse

          Re: what is hammer Candle stick Pattern in forex ...?

          Introduction

          Introduction agar aap wale aur Dekhe to introduction Mein Ham hammer candlestick pattern ke upar work karte hain various pattern ke sath Ham Dekhte Hain Jo most horror particular pattern Hai unke Sath hi Hamen study ko continue karna hai Hamare kam ki quality ko maintain karne ke liye probability Mein Ham consume Karte Hain Ki Ham yahan se ek acchi trade ko open Karen aur FIR Ham Sath hi Apne Karm ki performance score Ho Agar Ham Ek candlestick Ko probability aur ham Karen fundamental analysis ke sath Ham market ke to usko dekhte hain Hemant candlestick pattern ko study karti hain aur Ham Sath hi market ki knowledge mein kachra Patra Lekar Aate Hain

          How do candlesticks work?

          Thode Se Kaisa witness Hai Jahan per Agar Ham Dekhe To Ham candles ki study Ko Jitna krta tha understand Karenge utna hi jyada Ham market ko Lekar Chalte Hain Hamen trade Mein Apne knowledge ko maintain Rakhna hai apne experience ko Jyada Se Jyada karna hai Kyunki Bina kam ko candle Khichdi ke aapko candle ki information Jyada Hansi Nahin Hoti Ek ke sath Agar Ham padha market ko note Karen To Ham ismein kam ko samajh lete hain aur apne Karm ki quality ko bhi note kar sakte hain further Ham market Mein information ke sath Hamen market Mein Apne point ko bhi note karna hai ki Ham candle ki shadi ke liye calender ke bare mein knowledge ke liye Hamesha Ek acchi trade karna chahte hain

          What is a hammer candlestick pattern?

          Hammer candlestick pattern Ek Aisa pattern Hai Jis Ke Sath Ham candles ko clothing price ke sath above opening price ko Dekhte Hain Ham any pattern ko follow Karte rehte hain aur ham aur time period ke sath training period ke sath Ham kam aur uski performance ko Lekar Jana chahie Hamen trading ke bute ko understand karna hai ki Forex trading mein jo Hamara Baton Hai usmein candle ki jo formation Hoti Hai vah Hamen Jab acche se understand Hoti Hai To Ham use per kam ko kar sakte hain aur Usi pattern ko Hamen Karte Rahana chahie ki Ham kam ki performance course acche se kar jaen

          Click image for larger version

Name:	maxresdefault.jpg
Views:	6
Size:	65.8 کلوبائٹ
ID:	12400028
          • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
          • #6 Collapse

            Re: what is hammer Candle stick Pattern in forex ...?

            What is Hammer candlestick?

            Assalamu Alaikum dear Forex member aj ham topics discussed Karenge hemba candlestick pattern ko is candlestick pattern ke upar Forex ko Kafi Ashit ke dekhte hain to ke yahan se Hamen Ek Aisa point Najar Aata Hai jismein Hamen trading karni hai yah Hamara candlestick pattern ki jo body Hoti Hai Iski reshon ke sath Amit ko samajhte Hain Chuke ka jo log Hota Hai Ek to vah downtrend Kaun show karta hai uske sath Ham in paper drug addict kasht Karen To Ham samajh sakte hain ki had Baton apni Ek acchi Dene Ka try karta hai uski movement se Ham samajh Jaate Hain Ke Jo Bhi candle ki formation Hui leather Aati Hai Hamen an pattern ko hi Polo karte rahenge Tu Hai Hum Honge Kamyab trader Ban sakte hain Bina knowledge Ke Bina understanding ke Hamen training keypad Jyada Achcha kam karne ka mauka Nahin Hota

            Click image for larger version

Name:	images.png
Views:	1
Size:	3.7 کلوبائٹ
ID:	12400055

            How to identify a HammerCandlestick pattern ko identify karna hai to usko identify karne ke liye Ham Kafi Jyada profitable trade karne ka time karte hain mein Kaise candle ko banate hain Jis per Apne Ko banana hai apni strategy can maintain karna hai bina soche samjhe koi bhi Tait karne se aapko fayda Nahin Hota Itni Aisi tricks ko kholo Karen Aise kam Karen ki aap hi pattern theke theek hai usko understand karne jaise ki Hamara candlestick pattern Mein Ham Payal ko Dekhti Hai Kya Hua market ki price ko Kuchh Karte Hain Ki vah by side per Jaaye ke sath Naam understand bhi kar Jaate Hain Ki Ham bhi Har pattern ko Kis Tarah Se samajhna Hai Ki number dena mistake ke apni Har daliton Ke Upar apni trade ko initial 8 Karen
            In combination with support

            Hammer candlestick pattern ko agar aap support ke sath Dekhe to ismein Kafi kandali ko support Karti Hai Ham Ek supported train ko find out Karti Hain Jo ke Hamen trade main bhi HAL Karega aur point ke sath combination Dekhe to Probability Ham reverse Mein Ab friend dekhte hain Jhooth Hamen Hai Ambar ke upar supportable aata hai ismein hire option hamare pass mein hoti hai ki yah Vahi candle se jinki formation Hamen Karni chahie

            اب آن لائن

            Working...
            X