News trading
Akhir wo konsi duwatein hai jo price ko up yeh down ly jaati hain?
Shuru main hum ny btaya tha ka kisi mulk ki currency ka mazboot yeh kamzor hony ka daroma dar es mulaq ky iqtasadi shanti rozgar or bank ki shakha soud wakhra pr hota hai taaraqi yeh fata mamalia har mah mukhtalif tareekh ko en ka aylan karty hain en aylannat ki badaulat market main hadh sy zydaa tezi dekhny main ati hai ************.com ky calender main lal rang ky waqat hony waly aylaan kon pandra minute yeh paanch minute ky time frame main dekhne se market ki tezi ka bahobi andaza lagaya ja sakta hai_
En aylanat ky waqat trading ko new trading kehty hain.new trading bahut zyada khatarnak hoti hain kyun ky price chand second main pechas sy satar peps aamoman" hit karti hai.
America ky Non Farm PayRolls ky waqat USD/JPY ko dekha jaye tu kai dafa price 2 soo peps tak jaati hai es trha traderz ba asani stop loss hit hony ka shiqar ho jaaty hai_
New trading but he tajurba qar traderz kr saakty hain es ky liyaa taraqi yehfta mamaliq ky shrrah namu,ifratyzar iqtasadi aeidad -o-shemar,rozgar or sharrah soud wakhra ka mukamal elm hony ky saat saat demo account or lambi practise ka hona zaruri hai_
Koshish krein k kisi beh currency ky eham aylaan sy pehly open traderz close krdein_
New Trading kar k hum iss main bhot achi achi trades utar sakta hain lakin yeh bhot he zada risky bhi hota hain joh humeri traders ko loss main be laa kar jaa sakta hain humain iss main mehnat karni chaiye jis se hum iss main achi traders kar sakta hain.

تبصرہ
Расширенный режим Обычный режим