Pivot Point in Forex Trading

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Pivot Point in Forex Trading
    Pivot Points:

    Pivot ko Aam Urdu Zubaan Mein Mahawar bola jata.American session jab close hone ke bad New pivot banta han. Bahut Se website ke alaav brokers bhi rozana Different time frame ke pivot points batate Hain. In points ke sath 3 support and 3 resistance be banta hain. Price pivot point ke upar niche Harkat karti hai agar Upar Jaati Hai To pahle resistance Se Wapas pivot point ki taraf Marti Agar price pehle resistance se wapis Naam mura or resistance ko cross karen to is break out Kahate Hain. Ab Jyada chances hote hain ki price dusre resistance Se Wapas Mur Jaye Agar price dusri resistance ko bhi cross karti hai toh traders umeed Karte Hain ke price 3 resistance Se Wapas Mur Jaye Agar price downtrend main ho toh price pehli support ki teraf Jaye gaye or yaha SE pivot ki teraf wapise murti hn. Agr Yeh Phlye support cross krye toh mazeed chances hota necha jana k toh price dosri support ki teraf jye gye Yeh Pivot point resistances or support roza a New or different hota hai.Or hum pivot point ko dekhta hua iss main achi trades laa sakhta hain humain iss main acha sy kam karna chaiye or support and resistances per grip karni chaiye jis k nisbat hum iss main bhot he acha sy trade kar sakhta hain or mazeed achi achi iss main trades laga kar apni trades ko more profitable be kar sakta hain humain iss main support and resistances per acha sy grip karni ho gaye joh humein iss main aik kamyab trader bana sakta hain or hum iss mein aa gaye bar sakta hai.





  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Pivot Point in Forex Trading

    Introduction

    Friends Forex trading mein pivot point ke bare mein bahut acche tarike the brief kiya hai aur hamen bataya hai ki kitna pivot point hamare liye trading mein acche savat ho sakte hain aur kis tarah hamen inko madhya Nazar rakhte hue trading karni chahie ek successful trading ke liye hamen bahut sari strategies ko use karna hota hai pivot points market k ayse points hoty Hain jahan market kuch time rukti hai aksr support ya resistense he pivot points bn jaty Hain, koi bhe bry se Bara breakout hojye tow market kisi na kisi guzashta guzry huy aik peak ya bottom pr ruk jati hai jahan pohnchy he uski rftar dheemi hojati hai e hy oivite points kaha jata hai pivot point ko agr market crash kr jati hai tow kuch he waqt me wo doosry ehm pivote pint takk ja pohnchi hai, ye points market ki peak or bottom pr easily analyse kiye jaskty hain.

    Click image for larger version

Name:	images (8).png
Views:	28
Size:	13.4 کلوبائٹ
ID:	12395842

    Calculations of Pivot points.

    Friends pivot points ziada tar day trading k liye he use karnay main ziada tar faida hota hai jis main is indicator ki help say ham high,low aur previous day ki calculation kar saktay hain Agar ham market main Tuesday ki trading start kartay hain to tab hamain Monday ka high aur low calculate kartay hwuay Tuesday ki trading pick karni chaye
    Market k close ho janay say pehlay ya next day k start ho janay say pehlay yeh sab say ziada perfect baat hai k ham chart main high aur low ko seach kartay hwuay trading ko pick karain.Jab ham pivot k baray main jaan laitay hain tab hamain yeh maloom ho jata hay k S1, S2, R1 aur R2 high aur low k baray main jannnay k liye ham previous day k chart ko calculate kartay hwuay sahi pivot point say entry hasil kar saktay hain.

    Trading at Pivot Points.

    Friends pivot point ki base per Jab aap trade lete Hain to iska ek specific method hota hai Jab aap market mein selling aur Buying confirmation hasil karte Hain to is point ki based per bhi aapko easily identification ho sakti hai aur aap apni interest ko profitable aur effective bana sakte hain iski kuchh details main aapse share karna chahta hun ki aap is point ki base per kaise entries Le sakte hain.

    Click image for larger version

Name:	images (9).png
Views:	1
Size:	15.6 کلوبائٹ
ID:	12395843

    اب آن لائن

    Working...
    X