Re: What Is a Stick Sandwich?

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Re: What Is a Stick Sandwich?
    Stick Sandwich Candlestick Formation


    1. Dear friends Stick sandwich pattern. Ye pattern market ma bull or bear both shapes ma banta hai. Ye pattern three candles par mabni hota hai.
    2. Es pattern ma 2 different color candlestick same closing point pae close hoti hain. Es pattern ko ham mazeed two parts ma divide karty hain.


    Bullish stick sandwich pattern..,,



    My dear friends Bullish stick sandwich pattern. Es pattern ma pehle candle red banti hai or second candle green banti hai jo gap down sy open hoti hai.
    Third candle phr red or long banti hai jo second candle ko engulf kar leti hai or maket ko pehle candle k low par ley ati hai. Trader ko es pattern ma market k break hony ka wait karna chahe or es
    k bad he apna order place karna chahe or sath stop los b lazmi use karna chahe. Tb he trader ka account safe rahy ga or iski trade less risk ma rahy gi.



    Click image for larger version

Name:	images (16).jpeg
Views:	9
Size:	30.5 کلوبائٹ
ID:	12531833


    Understanding the stick sandwich




    Dear friends bearish stick sandwich mein bairooni mom batian lambi sabz mom batian hon gi, jab ke andar ki mom batian choti aur surkh hon gi, aur andar ki mom batian mukammal tor par bahar ki chhrhyon se dhaki hon gi. aik bullish stick sandwich zahiri shakal mein bearish sandwich se mushaba hoga, lekin rang scheme aur tijarti patteren ke bar aks. yeh intikhab karte waqt ke aaya taizi ya mandi ki shart lagni hai, tajir aam tor par teesray candle stuck ki ikhtitami qeematon ko dekhte hain .

    Dear friends aik rozana candle stick chart, aik baar chart ki terhan, din ke liye market ki khuli, ziyada, kam aur qareeb ki qeematein dekhata hai. candle stuck ka" haqeeqi jism" shama daan ka aik bara hissa hai. is din ki tijarat ke khulay aur band honay ke darmiyan qeemat ki had is haqeeqi body ke zareya zahir hoti hai. is se zahir hota hai ke band khulay se kam tha agar haqeeqi body bhari hui ho ya siyah. haqeeqat yeh hai ke haqeeqi jism khaali hai is baat ki nishandahi karta hai ke band khulay se ziyada tha .

    My dear friends agarchay stick sandwich patteren ka pata lagana mushkil nahi hai, taajiron ko is mein shaamil rangon se aagah hona chahiye kyunkay woh bail ya reechh ke bazaar mein zahir ho satke hain. dono taraf mom batii ka rang, neez beech mein band candle stuck ka rang, sabhi ahem ghhor o fikar hain. tajir is patteren ko pehchanney ke baad sabz surkh sabz ko chalanay ke liye bearish sandwich aur red green red chalanay ke liye blush sandwich par ghhor karte hain .
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: What Is a Stick Sandwich?

    Introduction.

    Friends stick sandwich candlestick pattern market mein technical trading ka pattern Hota Hai is patron Mein different types ki candles banti hai jin Mein Se to candles black colour ki hoti hai aur two candles white colour Mein maujud hoti hain stick sandwich candlestick pattern aik technical trading pattern ha, is ma three candles hoti hain jin ma sa 2 candles k darmian aik opposite candle sandwich ki tarah price chart par mojood hoti ha, dono side wali candles ki range middle wali candle sa ziada hoti ha, stick sandwich pattern both bullish or bearish indications provide karta hea.

    Click image for larger version

Name:	hqdefault.jpg
Views:	8
Size:	26.1 کلوبائٹ
ID:	12395830

    Bullish Stick Sandwich Candlesticks pattern.

    Friends Bullish Candle Dykny Ko Mily ge Lekin Uss kay bad Strong Bearish Candle Form hoti hai jiss kay Forn he Bad ap ko market Main Bullish Movement Nazar aayegi Toh ye market main Reversal hota hain Lekin last candle main Boat High Movement Hoti hai ji Kay Last Two Candles Ko Up And Down Side Dono taraf say Cover karti hai or ye Confirmation hota hai Bullish Sandwich Candlesticks pattern kay bary main iss kay bad Humy Long Position open karni chaye..Bullish Sandwich Candlesticks pattern Main aap Ko Strong Downtrend kay last main Mily ga or Is Pattern ke Shap Kuch Yuu Hoti ha hai Kay Strong bearish movement hoti hai Market main Or Strong bear candle Form hone ke Bad aap ko Ak

    Click image for larger version

Name:	Bullish-and-Bearish-sandwich-candlestick-.png
Views:	9
Size:	29.8 کلوبائٹ
ID:	12395831

    Bearish Stick Sandwich Candlesticks pattern.

    Friends jub Market Strong Bearish movement Karti hai iss main be Strong Bullish Candle Form hoti hai or Second candle Strong Bearish Movement hoti hai lekin Third Candle main aap ko market Main Boat Zada Bullish Or Bearish Movement Dekhne Ko Mily ge iss Waqt aap ko Market Bullish Jati hai Or Bearish jati hai Nazar aati hai Jis main Last two candle proper cover ho jati hain Or Candle Bullish Close hoti hai or iss kay bad Market Strong bearish Movement Krti hai.Bearish Stick Sandwich Candlesticks pattern Main be Kuch aisa He Hota hai aap Ko Bearish Stick Sandwich Candlesticks pattern Market Kay Strong Bullish trend main Dekhne ko Milega.
    منسلک شدہ فائلیں

    اب آن لائن

    Working...
    X