What is Scalping strategy?

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    What is Scalping strategy?
    Aslam u alaikum,

    What is scalping?


    Dear forex member umeed karta hun aap sab khairiyat se honge dear members Traders aksar scapling use karta hain is matlab hai short term main trade karna agr hum log short trading karta hai ya hum log foran trade open karta hain or phr foran trade close karta hain tu hum is isa scapling kaha jata hai scapling use karna ahsan nahi hai is ka lia kafi experience chaya ta ka huma ak acchi amount profit mai mila agr hum log scapling mai accha nahi hain or phr bi scapling karta hain tu loss ho sakta hai


    Use Scalping in trading?


    Scalping ko hum trading mai is tahra use karta hain ka hum trade short term mai open karta hain or 15 minut ya zyada sy zyada 1 hour ko candle ko dahk kr open karta hain or is ka sath lazmi hum log stop loss or take profit use karta hain or take profit hum log 10 ya 20 pips pr lagata hain tta ka trade jaldi band ho jaya or huma profit ho or phr sath hi dobara hum log trade open kar lata hain or short term main or phr close kr data hain iis tahra hum log scapling ko use kar ka acchi trading kar sakta hain or profit ko hasil kar sakta hain


    Disadvantage of scalping

    Scalping karna mai bohot risk hai huma scapling karna ay pahla market ki study karna ho gi phr huma scalping karna ho gi or aksar traders tu scalping ka doran bari lot size laga data hain jia ka ya nuksan hota hai ka loss ho jata hai bara kiun ka jahan profit hai wahan loss bi hai or huma loss sy bachna ka market ka analysis lazmi karna chaya phr ja kr trade ko open karna chaya tu huma fyda hasil ho sakta hai or hum log kamyabi hasil kar sakta hain

    Analysis on scalping stretagy

    Scalping ka sath huma analysis lazmi use karna chaya agr hum log analysis ka bina scalping strategy use krta hain tu phr loss paka hai is lia is stretagy ko use karna ka lia huma analysis karna chaya is mai technical or fundamental analysis dono bohot ahm hain analysis ka bina huma bara loss otahna para ga or account wash bi ho sakata hai
    Ap Ka aik thanks bohat zrori ha
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: What is Scalping strategy?

    What Is Scalping Strategy?

    Scalping aik aisi trading strategy hai jiss say traders bohat achi trading ker saktay hain aur scalping say earning bhi bohat achi hoti hai. Scalping strategies mai traders bohat Kamm waqt mai bohat achi earnings bhi ker laitay hain kiyu kay scalping ki madad say short time mai short trades ziada lot size kay saath laga li jaati hai jiss kay baad profit hotay he apni trades ko close ker Lia Jata hai. Scalping mai loss kay chances bhi bohat ziada hotay hain kiyu kay lot size big rakhay jatey hain aur Agar market ki movement achanak reverse ho jaey tou uss say loss hota hai aur woh loss bhi bohat ziada hojatey hai.
    Forex traders ko bohat si strategies seekhni hoti hain jinn ko real trading mai apply ker kay acha business kia Jata hai aur achi earnings ker kay apnay business ko grow kia Jata hai. Scalping kay liye experience aur skills ka bohat acha hona bohat zaruri hai kiyu kay scalping say acha profit ya ziada loss dononhe ho saktay hain. Scalping market mai tez movement kay doraan ki jaati hai takay trades jaldi close ki jaa sakey.market main su waqat do tarah k trader kaam kar rahay hain in main say aik short term aur doosray long term trader hotay hain short term trader ko him scalper kehtay hain q k woh market main enter hotay hain aik acha entry point say aur barhi lot k sath trade lagatay hain aur jub bhi market thori c move karti hai to woh apni trade profit main close kar deta hain aisay trade hamesha SL kam pips ka rakhaty hain aur is k badlay main profit ziada pips k hota hai ta k aik trade agar loss main close ho to doosri isko recover bhi kar lani chawey.

    Click image for larger version

Name:	swing-trade-example.png
Views:	2
Size:	16.6 کلوبائٹ
ID:	12395615


    Explanation:-


    Dear friends scalping strategy bhi ik hai. Is Lia members ko is strategy k baray main bhi ilm Hona chaey scalping thoray time k Lia trading karne ko kehty hai aur ager scalpers kay liye spread ziada ho tu day end per in ko kafi bari amount spread ke sorat mai pay karna parh jate ha. iss soarat mai scalper ko kam spread bohot he ziada suit karta hai aur trading strategy b tab he kam karte hai jab brokers ka spread kam hota hai .trading kisi b kisam ki ho chahay scalping ho broker na jo spread fix ki hui hai wo wahi spread use kray gha aur aap sa har bar la gha iss k ilawa wo uss broker ki marzi hai wo kab kaisay apnay terms and condition change kr da ye uss broker per hai. Scalping aur hedging sy confidence build nahin hoota hai aur mary khyal main ager proper analysis py trade ki jaye to wo ziyada behtar hoota hai ais liye analysis base trade karna zarori hai aur is dooran aap hedge kar ky ya scalping ky zareey ahista ahista apna account grow kar sakty hai.
    Click image for larger version

Name:	top-forex-trading-strategies_body_SCALPING.png.full.png
Views:	5
Size:	33.5 کلوبائٹ
ID:	12395617
    منسلک شدہ فائلیں
    Last edited by ; 23-05-2022, 07:32 AM.
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #3 Collapse

      Re: What is Scalping strategy?

      What Is Scalping Strategy?

      Dear friends scalping strategy thoray time k Lia trading karne ko kehty hai aur ager scalpers kay liye spread ziada ho tu day end per in ko kafi bari amount spread ke sorat mai pay karna parh jate ha. iss soarat mai scalper ko kam spread bohot he ziada suit karta hai aur trading strategy b tab he kam karte hai jab brokers ka spread kam hota hai .trading kisi b kisam ki ho chahay scalping ho broker na jo spread fix ki hui hai wo wahi spread use kray gha aur aap sa har bar la gha iss k ilawa wo uss broker ki marzi hai wo kab kaisay apnay terms and condition change kr da ye uss broker per hai. Scalping aur hedging sy confidence build nahin hoota hai aur mary khyal main ager proper analysis py trade ki jaye to wo ziyada behtar hoota hai ais liye analysis base trade karna zarori hai aur is dooran aap hedge kar ky ya scalping ky zareey ahista ahista apna account grow kar sakty hai. Scalping aik aisi trading strategy hai jiss say traders bohat achi trading ker saktay hain aur scalping say earning bhi bohat achi hoti hai. Scalping strategies mai traders bohat Kamm waqt mai bohat achi earnings bhi ker laitay hain kiyu kay scalping ki madad say short time mai short trades ziada lot size kay saath laga li jaati hai jiss kay baad profit hotay he apni trades ko close ker Lia Jata hai. Forex traders ko bohat si strategies seekhni hoti hain jinn ko real trading mai apply ker kay acha business kia Jata hai aur achi earnings ker kay apnay business ko grow kia Jata hai. Scalping kay liye experience aur skills ka bohat acha hona bohat zaruri hai kiyu kay scalping say acha profit ya ziada loss dononhe ho saktay hain. Scalping market mai tez movement kay doraan ki jaati hai takay trades jaldi close ki jaa sakey.market main su waqat do tarah k trader kaam kar rahay hain in main say aik short term aur doosray long term trader hotay hain short term trader ko him scalper kehtay hain q k woh market main enter hotay hain aik acha entry point say aur barhi lot k sath trade lagatay hain aur jub bhi market thori c move karti hai to woh apni trade profit main close kar deta hai.
      Click image for larger version

Name:	2-300x180.png
Views:	3
Size:	36.6 کلوبائٹ
ID:	12395618

      اب آن لائن

      Working...
      X