Bullish Meeting Line Pattern Kia Hai?
Bullish meeting line pattern uss waqat forex chart pattern par banta hai, jab two days k candles ho to opposite direction main lekin un ka close price same aik hi point par ho. Meeting line pattern Ke piche banne ki sahkari ji kuchh Is tarah Se hoti hai ki market mein pahle aik bar scandal banti hai jo ki ek bear stand ki alamat hoti hai aur yah prices ko niche ki taraf push karne ki koshish mein hoti hai jisse is candle ki real body aik black ki banti hai jabki bad mein banne wali candle bullish ya white candle hoti hai jo k market ke current trend any bearish trendka khatma karke hamen new bullish train per prices ko sim mat deti hai, jis per seller market mein apni dilchaspi khatm kar dete hain aur market ka pura control buyers ke hathon mein chala jata hai.
Bullish Meeting Line Pattern Kaam Kese Karta Hai?
Bullish meeting line candlestick pattern prices k bottom ya lower prices par high demand ki waja se banta hai, jahan par do candles prices ki trend change ka aik positive signal deta hai. Bullish meeting line candletick pattern hamesha market ke support level per use waqt banta hai, jahan se prices mein apne rukh takdeer karna hota hai kyunki is position per hamesha market mein aisa stock ke demand mein ijaafa hona shuru ho jata hai aur market mein supply takriban khatm ho chuki hoti hai jiski vajah se hona shuru hota hai. Pattern do candles per mustamil hota hai jismein pahli candle ek bearish candle hoti hai jo market mein current bear strength ki alamat hoti hai. Jab ke bad mein banne wali candle ek bullish candle hoti hai jo ki ek to trend reversal ka sabab banti hai aur dusra yah prices ko masjid niche jaane se rokati hai.
Bullish Meeting Line Pattern Ka Istemal Kese Kia Jata Hai?
Bullish meeting line aik unique bullish trend reversal pattern hai, jiss main bearish aur bullish candles opposite direction main open ho kar same aik hi price main close hoti hai. Bullish meeting line candle stick pattern for trading karne se pahle hamen ek bullish confirmation candle ki jarurat hoti hai jo ki dusri pattern ki dusri candle per banti hai agar yah candle ek bear candle banti hai to surat mein hamen market mein entry nahin Karni chahie kyunki yah pattern pahna ho jata hai aur hamen is per top loss ka istemal lajmi karna chahie kyunki yah pattern hamesha jyada kamyab nahin rahata hai aur iske successful hone ke chances 80% se kam hi hai. Bullish confirmation candle ki jagah hum trend confirmation indicator se bhi le sakte hain jis per value hamesha oversold zone mein trade karni chahie jiske bad hi ham market mein entry kar sakte hain.
تبصرہ
Расширенный режим Обычный режим