Importance of Lot Size in Forex Market.

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Importance of Lot Size in Forex Market.
    Assalamu Alaikum dear member Mujhe ummid hai ki aap sab khairiyat se Honge aur Faras market Mein best work kar rahe Honge dear jab market Mein kam karte hain to ismein aapko daily ka target complete karna hota hai aur hard work ke sath kam karna hota hai jo members for X market Mein acchi experience aur acche knowledge ke sath kam karte hain vah is market Mein successful ho sakte hain isliye aapko bhi Koshish Karna Hogi ki aap is market mein jyada Se Jyada hard work Karen aur acchi quality ka kam Karen main aaj aapko bahut hi important information Dungi jo aapki trading ko successful banaa sakti hai to Mera topic Hai lot size kya hai Ham isko trading Mein kaise use kar sakte hain..

    What is Lot Size:

    Dear member forex market Mein Jab aap kam kar rahe hote hain to usmein financial market Mein trading ke liye jo bhi position open ki Jaati Hai vah large size ki madad Se Hi ki Jaati Hai lard size ka work Yaad Jyada Hona trading account mein maujud balance leverage acid supplied aur margin per munasir hota hai Lord size ke Jyada aur kam hone profit or loss per bhi Asar Andaaz hota hai lot size trading ke liye basic Mein Ek Hai Jiska Janna Har EK trader ke liye bahut hi important Hai lard size car is reward ratio risk management money management save bada talluk hai jisse trading bahut Asar Andaaz hoti hai..

    Click image for larger version

Name:	images - 2022-05-22T194216.748.png
Views:	13
Size:	17.9 کلوبائٹ
ID:	12531714

    Lord size ki selection sabse pahle account ke balance per ki jaati hai agar aapka account balance Achcha hai to aap ismein Badi Laut lagakar bhi trading kar sakte hain Magar aapke balance per depend karta hai ki aap ki Laut Kitni size ki Lagegi traders Ka Pata Hona chahie ki Jab Ke Uske bad account ka leverage aata hai liver se bhi trading Lord per Asar hoti asrath hote hain Kyunki Jyada liver Se Jyada lot size ka trades open ho sakti hai Jab Ke Kamre se kam trades open Hoti Hai spread ya Commission Jin Aise ka Jyada hota hai use per bhi trades ke traders Ke Laut size kam open Hote Hain Jab ke kam se ya Commission wale acid per Jyada trades lot open hoti hain..

    Standard Lot Size:

    Dear member forex market Mein standard Lord size egg broker ke trading Ke Liye from Karda sabse Jyada Mumkin size Ki Hai standard Lord size mein 100,000 units hote hain yani Agar Euro USD ka current rate 1.23 456 ho to 1 standard lot size ke mutabik 100,000 Euro kharidne ke liye 123456 USD ki jarurat padegi standard large size ka Masjid Chhote size mein divide Kiya jata hai jo ki Mini micro aur Naino lot size Ban Jaati Hain..

    Mini Lot Size:

    Dear member forex market Mein Jab aap Mini Laut size ka use karte hain to Mini Laut Ke 0.1 ya 10 000 base currency unit hote hain Mini large size standard Lord ke 10% ke barabar hote hain jismein traders 10000 Desh currency unit ke trading Karte Hain Is vajah Se iske liye kam value ki jarurat hoti hai.

    Micro Lot Size:
    Dear member micro Lord size ka use main standard Lord ke 0.01.1000 base currency unit Hote Hain micro lot Mini size ke 10% Jab Ke standard Lord size ka 1% banta hai ismein trader 1000 base currency unit mein trading kar sakte hain is vajah se iske liye Mini Lords se bhi kam value ki important hoti hai..

    Nano Lot Size:

    Dear member for market Mein Ek Nano lard size mein standard Lord ke 0.001 ya 100 base currency unit hote hain Nano large size macro large size card 10% Mini large size ka 1% Jab Ke standard Lord size ka 0.1% banta hai yah sabse small size Hai Is vajah Se iske liye sabse Jyada kam capital ki jarurat Hoti Hai Nano lard size mein Hundred base currency unit mein trade ki Ja sakti hai agar aap lots ki selection Soch kar karte hain aur apne account balance ke hisab se best entry per trade Lagate Hain To aapko Achcha profit Mil Jata Hai isliye lard size ki selection Soch samajhkar Lagani chahie aur proper market ko time Dena chahie Taki aap is market Mein Achcha profit banaa sakyn..


    Click image for larger version

Name:	images - 2022-05-22T194223.700.png
Views:	1
Size:	46.4 کلوبائٹ
ID:	12531713
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Importance of Lot Size in Forex Market.

    Forex Lot Size Kia Hai?

    Lot size pemaiesh ki aik ikai hai jo kisi trading main buy ya sell ki gayi currency ki akayyon ki miqdaar ko zahir karne ke liye istemaal hoti hai. Jab bhi aap kisi position ko trade karne ke liye order dete hain, to is order ko lot size mein zahir kya jata hai. Jo hamein is taraf lata hai ke forex laat size kya hai? Standard lot size currency ke 100,000 units hain lekin kuch aur bhi hain. Aap ko mini, micro, aur nino lot size bhi mil satke hain. Aik mini lot ka size 10,000 unit hai, aik micro 1,000 unit hai, aur aakhir mein aik nino 100 unit hai. yeh sab broker ke faraham kardah lot size chart mein milein gey.

    Click image for larger version

Name:	images (371).png
Views:	8
Size:	14.5 کلوبائٹ
ID:	12395622

    Lot Size Types

    Nano Lot Size : Forex trading mein bohat kam dekha jata hai lekin yeh lot size mein sab se ziyada lachak dar hai. Agar aap choti aghaz kar rahay hain aur forex trading ke value ko janchna chahtay hain to nino lot mufeed hen.

    Micro Lot Size: Micro lot size aam tor par sab se choti laat size mein qabil tijarat hoti hai, kyunkay nino laat bohat kam dekhe jatay hain. 1000 units par, aap chhootey account par tijarat kar satke hain jis ki wajah se micro lot aksar naye tajir istemaal karte hain jo mumkina nuqsanaat ko kam karna chahtay hen.

    Mini Lot Size: Mini lot size ibtidayi ke tor par trading se ziyada se ziyada faida haasil karne ke liye, is lot size mein tijarat karne ki sifarish ki jaye gi. bohat se jadeed tajir apni forex pozishnon par ziyada control haasil karne ke liye money laat istemaal karte hen.

    Standard Lot Size: Retail traders accounts walay ziyada tar tajir is lot size ko kabhi istemaal nahi karen ge. Is size mein tijarat karna purkashish mehsoos hota hai lekin kisi ko waqai mehfooz tareeqay se aisa karne ke liye sarmaye ki zaroorat hoti hai. mayaari lot un taajiron ke liye hain jo rissk managment ko achi terhan samajte hen.

    Pips aur Lot Size ki Calculation Karna


    Chunkay currency ki value mein tabdeeli bohat kam hosakti hai, is liye is raqam ko zahir karne ke liye pemaiesh ki aik aur ikai hai, jisay pip kaha jata hai. Aik pip currency ki qader ka bohat chhota percentage hai. Dar-haqeeqat, aik pip aksar hawala kardah qader ka aakhri aashariya hota hai. Misaal ke tor par, agar aap EUR/USD ki tijarat kar rahay hain aur qeemat 3.2040 se 3.2041 tak barh jati hai, to yeh 0.1 EUR izafah aik pip ka izafah hai.
    Lekin lot size ke liye is ka kya matlab hai? Is terhan munafe ka hisaab lagaya ja sakta hai. Agar aap 10,000 units par GBP/USD ki tijarat karte hain, to aap ko munafe ka taayun karne ke liye, apne lot size ke khilaaf pipe ki naqal o harkat ka hisaab lagana hoga. agar GBP/USD ki qeemat 1.0300 thi aur aik pipe muntaqil kya gaya to hum is terhan hisaab karen ge :

    [ ( 000.1 ) / ( 1.0300 ) ] x 1 = 0.00009708 GBP per Unit


    Is ka matlab hai ke 10,000 unit ki tijarat ke sath, aik pip tabdeeli ki qeemat taqreeban 0.97 GBP hai. Hum ne apne laat size ko unit value, 10,000 x 0.00009708 = 0.97 se zarb day kar is par kaam kya. Ab aap forex mein lot size aur pipe value ki ahmiyat dekh satke hen.

    Click image for larger version

Name:	images (372).png
Views:	8
Size:	6.1 کلوبائٹ
ID:	12395623
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #3 Collapse

      Re: Importance of Lot Size in Forex Market.

      Lot Size


      Financial market me trading k leye jo bhi position open ki jati hai, wo lot aize ki madad se hi ki jati hai. Lot size ka kam ya ziada hona trading account main maojood balance, leverage, assets (currencies pairs ya commodities) spreads aur margin par munhasir hota hai. Lot size k ziada ur kam hona nafa aur nuqsan par bhi asar andaz hota hai. Lot size forez trading k leye basic main aik hai jiss ka janna har aik trader k leye bohut hi ziada zarori aur aham hai. Lot size ka risk reward ratio, risk management, money management se bar agehra taluq hai, jiss se trading bohut asar andaz hoti hai.
      Lot size ki selection sab se pehle account k balance par muhasir hota hai, k agar aik trader k account main balance ziada hoga to wo ziada lots k trades ka ahal hpta hai. Jab k uss k baad account ka leverage ata hai. Leverage se bhi trading lot par asarat hote hen, q k ziada leverage se ziada lot size k trades open ho sakte hen, jab k kam leverage se kam trades open hote hen. Spreads ya commission jin assets ka ziada hota hai, uss par bhi trades k lot size kam open hote hen, jab k kam spreads ya commission wale assets par ziada trades lots open hote hen. Margin ziada hone se lot sizes barh sakte hen, jab k kam hone se lot sizes bhi kam trades hote hen.
      Lot sizes nafa aur nuqsan bhi asar andaz hote hen, kion keh ziada lots ya bare lot se trades open karne par uss par munafa ki sorat main achi amount to mel sakti hai lekin loss ki sorat main nuqsan bhi ziada hota hai. Aksar bare lot size se hi jaldi account wash hote hen, yani account ka mukamal safaya ho jata hai. Risk management se lot size ko control main rakha jata hai jiss se trader apne account k mutabiq muhtat tareeqay se lot size ka intekhab karta hai.

      Click image for larger version

Name:	images (15).jpeg
Views:	8
Size:	30.8 کلوبائٹ
ID:	12425056

      Standard Lot Size

      Standard lot size aik broker k trading k leye faraham karda sab se ziada mumkina muahede ka size hai. Standard lot size me 100,000 units hote hen. Yani agar EURUSD ka current rate 1.23456 ho to 1 standard lot size k mutabiq 100,000 EUR khareedne k leye 123456 USD ki zarorat paregi. Standard lot size ko mazeed chote sizes me taqseem kia jata hai, jo k mini, micro aur nano lot size ban jate hen. Forex trading me sab se ziada 100 standard lot size tak hi aik trade open ki ja sakti hai.
      Maximum lot aik transaction k leye lots ki maximum tadad hai,
      Misal k tawar par, 5 standard lots 5 × 10 = 50 oil barrel jab k 5 mini lot 5 × 1 = 5 oil barrel hongay.

      Mini Lot Size


      Aik mini lot (minilot) standard lot k 0.1 ya 10,000 base currency unit hote hen. Mini lot size standard lot k 10% k barabar hota hai, jis me traders 10,000 base currency units ki trading karte hen, is waja se is k leye kam volume ki zarorat hoti hai.


      Micro Lot Size


      Aik micro lot size (microlot) me standard lot k 0.01 ya 1,000 base currency units hote hen. Micro lot size mini lot size ka 10% jab k standard lot size ka 1% banta hai. Is me trader 1,000 base currency units me trading kar sakta hai,is waja se is k leye mini lot se bhi kam volum ki zarorat hoti hai.

      Nano Lot Size


      Aik nano lot size (nanolot) me standard lot k 0.001 ya 100 base currency units hote hen. Nano lot size micro lot size ka 10%, mini lot size ka 1% jab k standard lot size ka 0.1% banta hai. Ye sab se small lot size hai, is waja se is k leye sab se ziada kam sarmaye ki zarorat hoti hai. Nano lot size me 100 base currency units me trade ki ja sakti hai.

      اب آن لائن

      Working...
      X