What is a Forex trading strategy
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    What is a Forex trading strategy
    What is a Forex trading strategy?


    forex trading ki hikmat e amli aik aisa tareeqa hai jisay forex brokr istemaal karta hai is baat ka faisla karne ke liye ke aaya kisi be tarteeb waqt par currency ke jore ki tijarat karna hai. hum khusoosi imthehaan ya barray, khabron par mabni mawaqay ke sath forex trading ke tareeqay talaash kar satke hain. tajir ki currency ki tijarat ki hikmat e amli tijarti ishaaron par inhisaar karti hai jo tijarti intikhab par tay paate hain. forex trading ki hikmat e amli web par qabil rasai hai, ya tajir khud bana satke hain,

    Basics of Forex trading strategy


    forex trading ki tknikin tijarti signal tayyar karne ke liye dasti ya khudkaar hikmat e amli ho sakti hain. minoyl systems mein tajir pi si screen ke samnay baithna, tijarti signals talaash karna, aur tijarat karna hai ya nahi. khudkaar nizamon mein aik brokr shaamil hota hai jo hisaab kitaab ko farogh deta hai jo tijarti signals ki pairwi karta hai aur tijarat ko qudrati tor par injaam deta hai. baad ke nizaam insani jazbaat ko sorat e haal se nikaal dete hain aur tijarti amal daraamad ki salahiyat ko mazeed farogh dete hain. taajiron ko of di rik forex trading ke tareeqa car ko kharedtay waqt alert ki mashq karni chahiye kyunkay un ki tareekh janchna mushkil hai, aur mutadid mo-asar tijarti nizaam khufia hain,

    Developing a Forex trading strategy


    forex market mein tajir apne career ka aaghaz aik saada tijarti hikmat e amli ke sath karte hain. misaal ke tor par, woh dekh satke hain ke aik makhsoos currency jora aik makhsoos support ya muzahmati satah se Rebound ho raha hai. is ke baad woh mukhtalif ajzaa shaamil karne ka intikhab kar satke hain jo un taweel mudti tijarti signals ki durustagi par kaam karte hain. misaal ke tor par, woh tawaqqa kar satke hain ke qeemat aik makhsoos support level se kisi khaas sharah ya points ki tadaad par wapas aaye gi,


    There are a few distinct parts to a powerful Forex trading strategy:


    • Financial instrument selection
    • Trade position sizing
    • Entry point
    • Exit points


    taajiron ko currency ke joron ki khareed o farokht ke liye usool tay karne chahiye, Bashmole amal daraamad ki munasib Techniques ka intikhab karna,
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: What is a Forex trading strategy

    What is a Forex trading strategy

    Strategies apko technical aspects dekh k he bnana hoti hai asal ma jo members forextrading ma apna role play krty hain unko zeyada faida tb he hota hai jub wo sari chezon ky mind ma rakhty huy kaam krty hain agr ap kisi bhi aik chez ko ignore krty ho to aoko uski qeemat chukana prti hai forextrading market ma apko technical support fundamental analysis krna zarori hai jab tk apko candlestick chart pu supposed analysis ma maloom na ho prediction na ho apko trade lena bhi dishvar hota hai aisy he apko dekhna hota hai ky traders ka rujhan kis taraf hai us ky leay strategies best hain wo tab he apko faida de skti hain jab ap demo practice aor experience ko use kro

    Click image for larger version

Name:	1.jpg
Views:	4
Size:	5.2 کلوبائٹ
ID:	12395431

    Forex trading strategy

    Forextrading main koi bi strategy ya planning tab tak sahe result ni dati ha jab hum support or resistance level ka khayal na rakheny q k support level or resistance level ki both ziada importance ha wahan sy market zaror retrace karti ha is key humy ziada sy ziada mehnat kar k apni planning or strategy ko support level ya phr resistance level pe apply karny to humy ziada fayda ho sakta ha or kab jaga pe humy ziada profit ho ga jab k bagar support level or resistance level k planning or strategy apply karny gy to humy ziada loss ho sakta ha is ley humy pehly achy analysis karny or phr us k mutabiq trading karny or proper money management or risk management istamal karny ta k loss ki sorat main ziada loss na ho

    Click image for larger version

Name:	2.jpg
Views:	3
Size:	5.9 کلوبائٹ
ID:	12395432
    Swing trading strategy

    Swing
    trading ek trading ki strategy hai jo ky ek short term ya ek moderate term mein aapko profit de skti hai. Is mein ki jany wali trades aapko ek din ya taqreban ek week tak ky time mein acha profit de skti hain..is mein scalping ky muqable mein aap kam amount kama sktay hain. Lekin aap yeh bat note kar len ky aap ko is mein profit ki ratio bhut kam rkhni chahye. Professioanl traders is ky through maximum 30 percent annual profit apny zehn mein rkhtay hain kyn ky is mein zeada risk nahin lia ja skta..

    Click image for larger version

Name:	3.png
Views:	6
Size:	10.3 کلوبائٹ
ID:	12395433

    Forex trading strategy

    jab ap koi bhi
    strategy banaty hain tu us mein sb chezon ko samny rakha jata hai ap koi bhi chez ignore ni kar sakty jaisa k ap ne support aur resistance ki bat ki tu support aur ressisstance bahut he important hain koi bbi trader agar analysis kary ya koi bhi strategy ho inko ignor ni karna chahye aur support aur resistance ko lazmi dekh k entry leni chahye kyun k market bahut matter karti hai aur jaisa k maine apko bataya k sab chezon ko dekhna chahye tu agar ap k analysis jitny bhi strong hon ya ap kitni he achi entry kyun na lyn lekin agar market mein koi news aa gai tu ap k sary technical analysis fail ho jaty hain aur market fundamental analysis achy karny walon k haq mein jati hai is liye news ko bhi lazmi dekhna chahye aur news ko follow karna chahye investing.com p apko pata chal jata ha k news kitni bari hai ya normal hai tu usko bhi follow karyn aur support aur resistance ko bhi lazmi dekhyn k agar market market top p ho tu sell kar lyn aur agar extreme low p aa jaye tu diffrent time frame laga k dekh lyn k support kahan ban rahi hai aur agar support ya resistance p apko koi acha pattren mily ya pin bar bany tu us k accordingly trade open karyn

    Click image for larger version

Name:	4.png
Views:	1
Size:	6.5 کلوبائٹ
ID:	12395434

    اب آن لائن

    Working...
    X