Aslam o alaikum
[B]Introduction[/B
1) DEFINITION OF TRAILING STOPS :-
Dear Forum members, meta trader main trading karty hway trailing stop esk aisi facility's hai jis ki madad say ap apnay order ko secured rakh sakty hai , yi ek feature security hai laikin yi ek automatic kut hony wala order hai jis mai ap loss say bhi bach kar reh saktay hain, aur us ky sath sath market ki reversel movement's say ham profit bhi hasil karnay ky baad out ho jatay hai , yi es tarah say work karta hai jaisay market hamara STOP LOSS SL ko touch karty hee hamara order khatam kar daity hain...
2) HOW WE USE TRAILING STOP ON TRADING :-
Dear forum members forex market ky chart par TRAILING STOP ka istemal karna buhut ziada asaan hai, bs ap SL ki trah esy bhi trade sy phly place karen r phir TP py bhi place karen ,yi aik simple hai baaki aap nay apnay order aur pips ko khud calculate kartay huway iska istemal karna hai...
3) IMPORTANCE OF TRAILING STOPS IN TRADING :-
Dear Forex forum friends forex trading market main trailing stop ka istemal ziada tar long term ky trades ky liye ziada better hai aur lazmi hota hai , q kh jab market main trader's better profit ky sth sath work kar rahay hoty hain to market kisi big news ya support and resistance areas say reject ho kar trader's ky against movements start karty hai , to tab agar hum TRAILING STOP ka istemal nahin kartay hain to hamaray profit ky sth sath hamain loss ka bhi smna ho skata hai , aur agar ham es ka istemal kar rahay hotay hain, to tab hamain loss ka koi tension nahin hota hai , khwah eo phir koi big news ho ya market main koi conversation ho ham har lihaaz say profit main he rehtay hai hamesha...

تبصرہ
Расширенный режим Обычный режим