Bullish Kicking Candlestick Pattern
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Bullish Kicking Candlestick Pattern
    Assalamu Alaikum Dosto!


    Bullish Kicking Pattern


    Bullish kicking pattern main bearish trend k dowran aik bullish candle upper gap main open ho kar above par ja kar close hoti hai, jiss se pattern k bearish trend ka khate ma ho jata hai. Ye pattern two days candles par mushtamil hota hai, jiss main pehli candle aik long real body wali bearish candle hoti hai, jo k qeematon ko upward push karti hai. Pattern ki dosri candle aik bullish candle hoti hai, jo k open pehli candle se above gap main hoti hai, aur mazeed upper par ja kar close hoti hai. Yanni pehli aur dosri candles k opening prices k darmeyan up side par gap banta hai. Bullish kicking pattern ka opposite side ya top price par bearish kicking pattern banta hai, jo k bearish trend reversal pattern hai.

    Click image for larger version

Name:	images (2) (158).png
Views:	18
Size:	10.4 کلوبائٹ
ID:	12531506

    Candles Formation


    Bullish kicking pattern main prices bearish trend k khatme par aik strong bullish attack hoti hai. Jiss se bearish trend bearish main badal jata hai. Ye pattern bearish aur bullish candles par mushtamil hota hai, jiss ki formation darjazel tarah se hoti hai;

    Click image for larger version

Name:	images (2) (157).png
Views:	39
Size:	2.7 کلوبائٹ
ID:	12531507

    1. First Candle: Bullish kicking candlestick pattern main pehli candle aik bullish candle hoti hai, ye candle price k downtrend ko show kar rahi hoti hai, jo k black ya red color ki candle hoti hai. Ye candle aik strong real body main banti hai, yanni candle ki real body shadow se ziada hota hai.

    2. Second Candle: Bullish kicking pattern ki dosri candle aik bullish candle hoti hai, jo k open pehli candle k upper par gap main hoti hai aur close above price par ja k hoti hai. Ye candle color main white ya green hoti hai, jo k bearish trend ka khatma karti hai.

    Explaination

    Bullish kicking pattern two days candles ka aik bullish trend reversal pattern hai, jo k "Separating Line Pattern" se mushabehat rakhta hai. Ye pattern prices k bottom par ban kar same bullish trend reversal pattern ki tarah prices k bearish trend k khatme ka bahis banta hai. Pattern ki pehli candle aik strong bearish candle hoti hai, jiss ko aik bullish candle follow karti hai. Bullish candle bearish candle k top par gap main open ho kar upper par close hoti hai. Pehli aur dosri candles k darmeyan main wazih faraq hona chaheye. Ziada tar ye dono candles Marubozu candles hoti hai, jiss main kisi aik side par ya dono sides par candles ki small wick mumkin ho sakti hai.

    Click image for larger version

Name:	Screenshot_20220520_234240.jpg
Views:	1
Size:	79.1 کلوبائٹ
ID:	12531508

    Trading

    Bullish kicking pattern buyers ki achanak market main pressure ki waja se banti hai, jiss main market main sellers ki dabao ka khatma karke prices k bottom ko bullish trend main badal deti hai. Bullish kicking pattern par trading se pehle aik confirmation white candle ka hona zarori hai, jo k dosri candle k baad real body main honi chaheye, jiss par buyers market main buy ki entry kar sakte hen. Aggar pattern k baad black candle banti hai to pattern ki reliability khatam ho jati hai. Stop Loss k leye pattern ka sab se bottom position muntakhib karen, jo k pehli candle ka close price banega, se two pips below position select karen.

    Click image for larger version

Name:	images (2) (91).jpeg
Views:	16
Size:	46.9 کلوبائٹ
ID:	12531505
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Bullish Kicking Candlestick Pattern

    Bullish Kicking Pattern Kia Hai?

    Kicking up pattern ( jisay bullish kicking bhi kaha jata hai ) do marubozu candles par mushtamil hai jo lambi linon ki terhan namodaar hoti hain. patteren ki pehli mom batii aik siyah marubozu hai, doosri line aik safaid marubozu hai. doosri line ka aaghaz pichli line se ziyada hai, jo qeemat mein farq peda karta hai. Ye pattern aik ulat aur tasalsul ho sakta hai. lehaza, rujhan se pehlay ke patteren ki mojoodgi ahem nahi hai, jab bhi hum kicking up patteren se nmtte hain, safaid mom batii ka matlab hai maang khareedna, qeemat mein izafay ki paish goi karna. Jaisa k bullish separating line patteren ya to oopar ka rujhan jari rakh sakta hai ya neechay ke rujhan ko rivers kar sakta hai. Chunkay bullish separating lines kicking up se kaafi millti jalti hain, hum ne bhi yahi mafrooza banaya. patteren intehai nayaab hai, khaas tor par maya baazaaron mein. usay sanjeedgi se tijarat karne walay patteren ke bajaye aik exoticism ke tor par dekha ja sakta hai.

    Click image for larger version

Name:	download (6).jpeg
Views:	2
Size:	6.8 کلوبائٹ
ID:	12395169

    Bullish Kicking Pattern Kaam Kese Karta Hai?


    Bullish kicking candlestick pattern aik do baar wala trading patteren hai jo market mein mojooda rujhan ke anay walay ulat jane ka ishara deta hai. yeh market mein achanak tabdeeli ka ishara deta hai. laat maarny wala candle stuck patteren aksar market ke auqaat se pehlay ya baad mein kisi heran kin waqea ya khabar ke elaan ke baad zahir hota hai. laat maarny walay patteren ki do mom btyon ke darmiyan farq signal ki ahmiyat ka taayun karta hai. Kicking patteren sab se mashhoor trading patteren mein se aik hai kyunkay yeh sab se mazboot aur sab se ziyada ba asar trading patteren mein se aik hai jisay nazar andaaz nahi kiya ja sakta. taham, laat maarny wala candle stuck patteren aik bohat hi nayaab patteren hai. mazeed bar-aan, tajir itni jaldi aur dramayi tor par kisi stock ke baray mein apni raye nahi bdalty hain.
    Bullish kicking candlestick pattern bearish trend k dowran douran zahir hota hai aur yeh market mein mojooda mandi ke rujhan ke anay walay taizi ke ulat jane ka ishara deta hai. yeh do shamon par mushtamil hai. pehlay din ki mom batii aik siyah marubozu hai aur dosray din ki mom batii aik safaid marubozu hai jis ke darmiyan oopar ka faasla hai. Bullish Kicking patteren ki yeh do marubozu candles is patteren ki kamyabi ke sath shanakht karne ke liye kaafi hain. taham, yeh note karna zaroori hai ke dono mom batian baghair kisi saaye ke marubozu mom batian honi chahiye.

    Click image for larger version

Name:	download (11).png
Views:	31
Size:	2.0 کلوبائٹ
ID:	12395168

    Bullish Kicking Pattern Ka Istemal Kese Kia Jata Hai?


    Bullish kicking candlestick pattern ki kamyabi uss waqat ziyada hoti hai jab yeh down trend par bantaa hai ya oversold hue ilaqay mein banta hai. Day 1 par, aik candlestick oopar ka rujhan jari rakhti hai aur is wajah se fitrat mein taizi hai. jab up trained mein bantaa hai to is ki apni koi ahmiyat nahi hoti. Dosre din par, aik bearish candle stuck namodaar hoti hai. candle stick isi qeemat par khulti hai jo pichlle din ( ya neechay aik waqfa ) aur phir day 1 candle ke mukhalif simt mein jati hai. is patteren ke durust honay ke liye, day 2 candle stuck ki khuli qeemat day 1 candlesticks ki khuli qeemat ke barabar honi chahiye. taham, aik farq neechay patteren ko mazeed mazboot kere ga. taizi se laat maarny ka patteren taajiron ko anay walay rujhan ke ulat jane ke baray mein batata hai. pehli mom batii ki tashkeel market mein mojooda kami ke rujhan ki nishandahi karti hai. lekin kuch bara waqea paish aata hai aur qeematon ko ouncha kar deta hai jis ki wajah se doosri mom batii ke farq par jatay hain. qeemat qabil zikar taizi ke josh o kharosh ke sath zabardast raftaar se oopar ki taraf barh rahi hai. yeh nah sirf bearish candle ke baad bullish ki mom batii ka achanak namodaar hona hai, muntaqili ki taaqat itni ahem hai ke yeh dono candles ke darmiyan faasla peda karti hai.

    Click image for larger version

Name:	images (308).png
Views:	4
Size:	7.7 کلوبائٹ
ID:	12395167
    • #3 Collapse

      Re: Bullish Kicking Candlestick Pattern

      Bullish Kicking Candlestick Pattern


      Bullish kicking candlestick pattern low qeematon me ya bearish trend me banta hai, jahan par is ko bullish trend reversal k leye istemal kia jata hai. Bullish kicking candlestick pattern do candles par mushtamil hota hai, jis ki 1st candle aik black candle hoti hai, jab k 2nd candle aik white candle hoti hai. Black candle qeematon k maojoda trend ya low price ko zahir karti hai, jab k 2nd white candle prices k bullish trend reversal ko zahir karti hai.

      Click image for larger version

Name:	images (312).png
Views:	32
Size:	5.8 کلوبائٹ
ID:	12395188

      Pattern ki Pehchan k Rules

      1. Bullish kicking candlestick pattern aik bullish trend reversal pattern hai is waja se qeematon ka pehle se loe price area ya bearish trend me hona chaheye.
      2. Pattern ki 1st candle aik bearish Marubozu candle hoti hai, jis k upper aur lower sides par koi saya nahi hota hai.
      3. Pattern ki 2nd candle aik bullish Marubozu candle hoti hai, jiss k bhi 1st candle ki tarah koi saya nahi banta hai.
      4. Pattern ki 2nd candle 1st candle se above gap me banti hai.
      5. Pattern k dono candles k darmeyan banne wala gap wazih aur clear hona chaheye, yani us me candles ka saya nahi ana chaheye.
      6. Pattern ko umoman market k dowran gap me bante dekha gaya hai.


      Click image for larger version

Name:	images (311).png
Views:	39
Size:	2.7 کلوبائٹ
ID:	12395189

      Pattern ki Tafseel


      Bullish kicking candlestick pattern aksar awqat qeematon k darmeyan banne wale waqfay me banta hai, ye pattern market k close hone k bad jab new day open hota hai, to fundamental asarat ki waja se aksar qeematon k darmeyan me gap ban chuka hota hai, jis se bullish kicking candlestick pattern banta hai. Bullish kicking candlestick pattern do candles par mushtamil hota hai, jis ki 1st candle aik strong bearish Marubozu candle hoti hai, jab k 2nd candle aik bullish Marubozu candle hoti hai. 2nd candle 1st candle se upper par gap me banti hai, jis se dono candles k darmeyan aik wazih clear fasela ban jata hai.

      Click image for larger version

Name:	images (209).jpeg
Views:	1
Size:	20.7 کلوبائٹ
ID:	12395190

      Pattern par Trading ka Amal


      Bullish kicking candlestick pattern par trading k leye pehle ye dekhna hoga, k qeematen market k bottom par honi chaheye. 1st black candle aur 2nd white candle k darmeyan aik wazih gap bana chaheye. 2nd candle ki real body strong honi chaheye. Pattern par entry se pehle aik white confirmation candle ka hona zarori hai, jo k 2nd candle k upper par close honi chaheye. Confirmation candle bhi real body me honi chaheye, jab k stop loss ka bhi istemal lazmi karna chaheye.

      Click image for larger version

Name:	images (313).png
Views:	1
Size:	12.7 کلوبائٹ
ID:	12395187
      • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
      • #4 Collapse

        Re: Bullish Kicking Candlestick Pattern

        BULLISH KICKING
        Definition

        Assalamu Aaikum dear forex member apne topic ko discuss karenge bullish kajol king king pattern hai uske upar trade karo market ko dekho samjho to kafi achi trade milati rahti hai trading ek aisa kaun sa app hai jis ko hamen karte rahana chahie ham usmein trade karke cprofit hasil kar lete hain hamen har pattern ko samajhne se kafi fayda milta hai iske sath ham trade karen ham market ko samjhaie to ham usmein kaun sa apps mein rakh sakte hain ham market ke bare mein information was karte rahte hain ismein ham different dekhe to ismein first black candle hoti hai vah white se hoti hai iske bad yah market ko dekhte hain ki iska open aur closing ki ok hai vah between hote do candle ke

        Click image for larger version

Name:	bulish-kicker-pattern.png
Views:	38
Size:	3.4 کلوبائٹ
ID:	12395217

        Recognition Criteria
        1. The market is characterized by a prevailing downtrend.
        2. On the first day a black Marubozu (or a black candlestick) is observed.
        3. Then we see a white Marubozu (or a white candlestick) on the second day.
        4. The second day opens higher with a body gap.

        Pattern Requirements and Flexibility

        requirement to pata rang ki hoti hai vah flexible hote hain ham ismein dekhte hain ki market mein kaun se kaun se aapko humne lekar chalna hai aur kaise treat karni hai kabhi bhi aapane trade ko aise nahin karna ke kam ko samjhe apne hamesha trade aur uske concept ko lekar chalna hai candle ki formation bahut important role play karti hai har formation hi aapko market ke bare mein knowledge deti hai ki aapane trade ko is kaun se app mein lekar aana hai normal candlestick oru naal body ka jo cap hote hain vah ismein separation karte police ko lines ko market ko ho

        Click image for larger version

Name:	maxresdefault.jpg
Views:	16
Size:	95.6 کلوبائٹ
ID:	12395218

        Trader’s Behavior


        behaviour bahut jyada important hai ki hawa bhi behaviour chahie dekhte hain ki ham kaise trading karte hain agar ham active rahenge to ham tere chi kar sakenge lekin agar hamara knowledge achcha nahin hoga to ham kate ko nahin kar sakte hain hamesha active ok trade karte rahana chahie apne concept ko apni trading ko lekar aaye ki aap kisi tarike se bhi kam ki quality ko understand karne aur tere ko hamesha usi point mein active trade karti hai jo trader ko najar aata hai ki vah kam aur uski performance ko lekar chale tera jab bhi kam aur uski quality ko samajhta hai to usko training ke bare mein knowledge milta hai hamen kam ko dekhna hai uski performance ko dekhna hai to ham trade kar sakte hainghar ghar gha

        Buy/Stop Loss Levels


        confirm level code define kare to lost to hamara closes mein ham cross take the above dekhte hain level ko confirmation karte stop rose flower ko ham define karte hain uska jo lost lo hai is per ham follow karen bike hoga price yahan se down jaati hai to ham considered karte hain different level jo hamari trading aur uske concept ko lekar chale ismein hamen jab market durg court per najar aati ham confirmation per najar aati hai ham kam aur uski quality ko maintain rakhe ham uski formation ke bare mein knowledge ko maintain rakhe ke hamen candle ki ek acchi information hasil ho jaaye

        اب آن لائن

        Working...
        X