Forex Trading me Matching High Candlestick Pattern par trading ka tareeqay kar

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Forex Trading me Matching High Candlestick Pattern par trading ka tareeqay kar
    Matching high Pattern

    Matching High candlestick pattern do candles par mushtamil aik bearish trend reversal pattern hai, jo k qeematon k high area ya bullish trend k baad bantta hai. Pattern main shamil dono candles same trend ki yanni bullish trend ki hotti hai, jiss ki down side par closing price same point par hotta hai. Candles same length ki zaroorin nahi hai, aur ziadda tar iss main pehlee candle long real body wali black candle hotti hai, jis ko aik small real body wali bearish candle follow karti hai. Ye pattern dekhne main same "Tweezers top candlestick pattern" jaisa hi dekhaye deta hai, lekin us me candles mukhtalif colors ki hoti hai.

    Click image for larger version

Name:	images (306).png
Views:	7
Size:	6.5 کلوبائٹ
ID:	12531496

    Pattern ki Pehchan k Rules

    1. Bearish Matching High Candlestick Pattern aik bearish trend reversal pattern hone ki waja se qeemayon ka pehle se bullish ya high price area me zaror hona chaheye.
    2. Pattern do candles par mushtamil hota hai.
    3. Pattern me shamil dono candles bullish ya white color ki honi chaheye.
    4. Pattern ki 1st candle aik long real body wali white candle hoti hai.
    5. Pattern ki 2nd candle aik small real body wali white candle hoti hai.
    6. Pattern ki dono candles ka closing price aik hi point par hona chaheye, jab k shadow iss mei shamil nahi hai.


    Click image for larger version

Name:	images (304).png
Views:	25
Size:	5.1 کلوبائٹ
ID:	12531497

    Pattern ki Tafseel


    Bearish Matching High Candlestick Pattern high price ya bullish trend me banne ki waja se trend reversal pattern ka kaam karta hai. Ye pattern dekhne me Tweezers Top candlestick pattern jaisa hi dekhaye deta hai, lekin uss se candles k mukhtalif color ki waja se different ban jata hai. Ye pattern do candles par mushtamil hota hai, jis me dono candles ki real body aur color white hota hai. 1st candle aik bari real body wali white candle hoti hai, jab keh 2ndd candle aik small real body me white candle hotti hai. 2nd white candle gape main 1st candle k real body maen open ho kar same point par close hotti hai.

    Click image for larger version

Name:	images (303).png
Views:	31
Size:	9.2 کلوبائٹ
ID:	12531498

    Pattern par Trading


    Bearish Matching High Candlestick Pattern par Trading karne se pehle humen ye dekhna hai k patterns ki dono candles ka upper high same hona chaheye, ye aik qisam ka double top role play karta hai. Aggar pattern ki dono candles bullish aur same point par close hotti hai, to ye humen sell ka signal deta hai, lekin trend confirmation hona zarori hai, q k is k bagher pattern neutral count hota hai. Pattern ki 3rd candle real body me bari black candle honi chaheye jo 2nd white candle k bottom par close ho jaye, iss se pattern ki confirmation mukamall ho jate hai, aur stop loss ko pattern k dono candls k high par lagayen.

    Click image for larger version

Name:	images (305).png
Views:	24
Size:	7.6 کلوبائٹ
ID:	12531495
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Forex Trading me Matching High Candlestick Pattern par trading ka tareeqay kar

    Matching High Pattern Kia Hai?

    Matching high aik do candlestick pattern hai jo bullish trend ke ekhtataam par dekha jata hai. Is qisam ka patteren rujhan ke ulat jane ki nishandahi karta hai aur is ke baad mandi ki really dekhi jati hai. chunkay aik misbet rujhan hai, is liye pehlay din aik lambi sabz mom batii banti hai jo mazeed taizi ki nishandahi karti hai. kuch bail jo kaafi der tak really mein thay ne mehsoos kya ke qeemat ab aik premium par trade kar rahi hai aur unhon ne apni lambi chorrie kholna shuru kar di. jis ki wajah se dosray din waqfa kam hogaya. taham, chunkay market mein taizi hai, is liye qeemat barhi aur guzashta roz ki buland tareen satah par band hui. taajiron ne doosri mom batii ke band honay ko dekha jo pichli oonchai ko uboor nahi kar sakti thi, jo muzahmat ki nishandahi karti hai. kuch aur belon ne apni lambi lambi chorrie kholi aur reechh bhi manndi mein anay lagey. is ki wajah se rujhan badal gaya aur is ke baad bearish trend dekhnay ko millti hai.

    Click image for larger version

Name:	images (210).jpeg
Views:	6
Size:	15.8 کلوبائٹ
ID:	12395204

    Matching High Pattern Kaam Kese Karta Hai?


    Matching high pattern banne ki soorat mein candles ka white marubozu ya closing white marubozu hona chahiye. Is patteren ko grig mors ne matching lo patteren ke bator bearish hum mansab ke tor par muta-arif karaya tha. Aam tor par matching high patteren kam se kam aksar honay walay patteren mein se hai. agar patteren ki zaroriat ko thora sa aaraam karna aur oopri saaye ki ijazat di jaye to hamaray paas aur bhi bohat se waqeat hon ge. phir patteren ke adad o shumaar ka andaza lagana bohat ziyada maienay rakhta hai. Pattern ki pehli candle aik lambi candle ke tor par zahir hoti hai jabkay doosri ya to lambi ya choti hosakti hai. dono mom batii linon ko aik hi satah par band karne ki zaroorat hai. mazeed bar-aan, doosri mom batii ka khilna pichli mom batii ke khilnay se ziyada hona zaroori hai. Matching high ka talluq taizi ke reversal patteren group se hai. chart par is ki zahiri shakal ki tasdeeq darj zail mom btyon par ki jani chahiye, yani ya to qareeb tareen support zone ko toar kar, jo matching high patteren ki pehli line se ban sakta hai. behtareen tasdeeq siyah mom batii ki shakal mein hai ke ikhtitami qeemat pehlay patteren ki line ki open qeemat se kam hai.

    Click image for larger version

Name:	images (317).png
Views:	5
Size:	3.0 کلوبائٹ
ID:	12395203

    Matching High Pattern Ka Istemal Kese Kia Jata Hai?


    Matching high candlestick pattern par bhi wahi qawaneen lagon hote hen, jo dosre pattern par psychology asar andaz hote hen. Pattern k peechay aik psychology hoti hai jo barray taajiron aur idaron ki sargarmi ko zahir karti hai, jab taizi ke rujhan ke oopri hissay mein aik barri blush candle stuck banti hai, to yeh zahir karta hai ke khredar baichnay walay se ziyada mazboot hain. pehli blush candle stuck ke baad, agli candle pichli candle ki opening price ke neechay aur oopar aik gape ke sath khulay gi. achanak farq aik ahem satah se farokht knndgan ki aala raftaar ko zahir karta hai. jab doosri mom batii aik nai onche onche bananay mein nakaam ho jaye gi to yeh zahir karta hai ke khredar baichnay walay ki taraf se banai gayi bunyadi satah ko tornay mein nakaam rahay hain. ab baichnay walay market ko control kar rahay hain, aur qeemat kam ho jaye gi. candle stuck patteren jeetnay ke imkaan ko badhaane ke liye, aap ko deegar takneeki tools shaamil karne chahiye. yahan mein ne do takneeki ozaar shaamil kiye hen.

    Click image for larger version

Name:	images (316).png
Views:	4
Size:	2.1 کلوبائٹ
ID:	12395202
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #3 Collapse

      Re: Forex Trading me Matching High Candlestick Pattern par trading ka tareeqay kar

      Asslam o alikam dear all ferinds i hope k sab thek hon gein ur market mn acha kam kr rhe hon gein jaisa k hum log jante hein is business mn hum jitna acha kam krein utni hi asani se kameyabi hume milti ha regular work krein ur is mn hum candelstick pattern ko fallow krein tu hume is mn knowledge mil jata ha matching high ka istamal krne k be bohat zada faida hote hein is pattern mn hum proper kam krein tu faida milta ha technical analysis ko be fallow krein .

      What is matching high candelstick pattern

      Forex member market mn kam krne k liye hume pattern ka istamal krna important ha ise acha knowledge ur hume result dekhne ko milta ha ye eik high candelstick pattern ha jo k bullish pattern k khatam hone par banta ha is ko hum bearish trends reversal candelstick pattern ka be name de sakte hein jab ye pattern market mn apni position leta ha tu os k bad market mn bearish move hona start ho jati ha ye pattern do candel stick pattern par mustamil hota ha is ko hum achi tra study kr k kam krein tu faida milta ha ur asani se hum is mn kam kr k faida le sakte hein ..

      Click image for larger version

Name:	images (17).png
Views:	24
Size:	7.6 کلوبائٹ
ID:	12395229

      Trading in matching high candelstick pattern

      Is pattern mn kam krne k liye hume wohi rule ko fallow krna hota ha jo k hum baki pattern mn krte hein hume is mn regular kam krna hota ha trading krne se phaly trading ka knowledge lena hota ha matching high candelstick pattern mn kam krne k liye hume pta hona chaiye k ue bearish trends reversal candelstick pattern ha ise market mn bearish move hoti ha hum jab tecnical work krte hein analysis ko fallow krte hein tu asani se is pattern mn acha work kr sakte hein .

      Click image for larger version

Name:	images (18).png
Views:	18
Size:	4.0 کلوبائٹ
ID:	12395235
      :1f60d: hard work :1f60d:

      اب آن لائن

      Working...
      X