Risk and reward ratio explanation
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Risk and reward ratio explanation
    Risk and reward ratio ka concept ko jab bhi aap ache se samajhne ki koshish karte Hain to aise mein humko ek adiya milta hai ki jab Ham ek amount hasil karna chahte hain to uske liye ye hamen Kitna experience bardasht kar sakte hain forexample jab Ham ek profit ko hasil karte hai wo market mein enter hote Hain to ham definitely uske against ek amount ko expenditure main bhe shamil krna ho ga main aapsa isk kuch point discuss karna chahta hun

    Click image for larger version

Name:	IMG_20210923_231400.jpg
Views:	6
Size:	113.3 کلوبائٹ
ID:	12531444

    1) High Risk--Low Reward2) Low Risk -- Low Reward
    3) High Risk -- High Reward
    4) Low Risk -- High Reward.

    1) High Risk--Low Reward


    Iska matlab hai kya friend aap Jo bhi trade kar rahe hain osk ap high risk le rahe hain aur Reward bahut chhota le rahe hain
    Farz Kai example k tur per apane Yahan per ek standar ki lot layta hai Osk aap stop-loss rakhte Hain 30 pip aur reward/TP rakhte Hain 15 pip iska matlab hai ki aap mein double loss karna chah rahe hain porokia ke aapane ismein 4 trade ki hai do aapki positive gai hai aur do apki negative ge hai iska matlab hai ki aapane 30 profit hasil Kiya aur 60pip aapko nuksan hua main aapko 30 pips loss mein chal rahe hain yah hamari acchi planning nahin hai aur hamen aisa nahin karna chahie aise bhi hamen nuksan hoga


    2) Low Risk--Low Reward


    My dear friend isk Matlab ya hai aapane bahut ache tarike se baith kar Sara din analysis Kiya aur per darte hue Lot to big ley lee but chota stop loss 10pip aur Tp be 10 pip rakh dai fraz kiya ke aapane eik standard ki lot lee aur iska Staop loss 10pip ke rakha aur reward bhi 10pip rakha iska matlab hai ki aapane agar ismein 10 trade lee hai aur s mein point trade aapki positive mein gai hai aur 5 trader negative gai hai to ismein bhi aapko kuch bhi profit Nahin Hoga aur na he loss yah bus barabari per khatm Hogi isiliye ja yah rashow bee theek nhe hai


    3)High Risk -- High Reward


    Iska matlab hai k apane ismein high risk high reward liya jismein aapane farz Kiya 2 standard ki lot li aur uska aapane Stop loss 50pip rakha aur reward bhi 50pip rakha to iska matlab hai ki agar aapane farz kiya ke is main 2 trade positive mein gai aur 2 trade negative mein to aise mein bhi aapko kuch fayda Hans Nahin Hoga kyunki aap Sara din acha analysis karne ke bad jaldbazi kar jaate Hain jaise aapko kuch bhi fayda Hans Nahin hota yah bhi reshow aapke liye theek Nahin


    4) Low Risk -- High Reward


    Farz kiya ke aapane ek standar ki lot lee aur aapane is main stop loss 15pip rakha aur reward 45pip rakha
    IS mein aapane agar aapane 4 trader li hai 2 positive mein gai hai aur 2 trade negative ge is mein aapko 30pip loss Hoga aur 90pip profit Hoga ismain aapka agar loss cut Diya jaaye to aap 60profit mein rahenge is main aapko acha fayda hasil Hoga aur aap aise acha profit hasil karne mein kamyab hona sakenge ya reshow aap ke liye bahut hi acha hai

    Click image for larger version

Name:	IMG_20210923_231427.jpg
Views:	6
Size:	114.8 کلوبائٹ
ID:	12531445

    One ratio one (1:1)


    Is ka matlab hai ki jab aap forex trading market mein inter hote hain to aap apne estimated profit ka 100 percent equal stop ke value select karty Hain is theory ko one ratio one kaha jata hai Forexample ager ap gold per 1780$ price per trade buy ki open krty Tu ap isk TP 1795$ aur isk stop loss 1770 dollars ki Price main set krty hain .


    One Ratio Two( 1:2)


    One ratio tow risk and reward ratio ko jab app explain karte Hain tu is main aapko yah information available hoti hai 1.3800 jab aap ek trade open karte Hain to as main aap estimated profit ka 50 percent stop-loss ke value select krta hai forexample agar gbpusd per ek bat trade Lete Hain to iski opening value 1.3850 hai isk estimated Profit 1.3900aur stop loss ki value 1.3750 per hi ga. Is thera one ratio tow kaha jata hai


    Benefit of Risk and Reward


    Agar aap apne account ki safety level ko maintain karna chahte hain to definitely apko risk and reward ratio ko aapane achi Tarah study karna hota hai kyunki without risk and reward ratio aap kabhi bhi successful trading nahin kar sakte isiliye aap apne account level ko maintain karne ke liye aapko achi information jama karna pare gi tab jakar aap aise acha benefit result hasil kar sakte hain





    Click image for larger version

Name:	IMG_20210923_231414.jpg
Views:	6
Size:	109.7 کلوبائٹ
ID:	12531446

اب آن لائن

Working...
X