What is Elliott wave theory in forex trading
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    What is Elliott wave theory in forex trading
    Assalamu alaikum kaise hain aap tamam member sumit Karti hun sab khairiyat se honge aur apna Kam achy sy kr rhy hn gye dear member aj main apke sath ek important topic share krna chahiti hn jo k ap k liye bht faidamand sabit ho skta hai iski knowledge or information hona bht zaruri hota hai agr Forex trading market me kamiyab hona hai to uske liye apko mehnat or hard work krna zaruri hota hai main ap k sth mazeed information share karna chahti hun.

    What us wave
    Dear member Forex trading me jab market ksi trend ya pattern ko follow krti hn to usko hum wave theory kehty hn waves ki two types hoti hai first bullish wave or second bearish wave jab market uptrend bnati hai to usko hum bullish wave kehty hn or isi tarah downtrend ko hum bearish wave kehty hn yeh dono Wave bht important hoti hai q k unki waja sy hum trading kr skty hn.

    Click image for larger version

Name:	download.jpeg
Views:	2
Size:	4.5 کلوبائٹ
ID:	12531386
    Elliott wave theory

    Dear member market mein jab 5 sy 3 waves bnti hn to usko hum Elliott wave kehty hn yh bht zaida important hoti hn unki knowledge hona bht zaruri hota hai or inki help sy hum trading kr skty hn is k ilwa yh two waves hoti hai jinki waja sy trading krny me faida milta hai.

    Impulsive wave example

    Dear member Forex trading ki market me jo Wave trend ki base py bnti hai unko hum impulsive wave kehty hn for example agr market me bearish trend me jo Wave bnti haii or jo bearish trend ko show kr ri hun gii usko hum Forex trading market me impulsive wave kahain gye.

    More information

    Dear member jab aap k pass market k related trading k related knowledge Zaida hoga to apko tabhi fayda milta hai or ap trading me kamiyab hoty hn is liye apko mehnat or hard work krna zaruri hota hai zaida knowledge hoga to faidamand rahain gye is liye knowledge gain kren ta k acha profit Hasil kr skrn.
    Click image for larger version

Name:	download (1).jpeg
Views:	3
Size:	2.8 کلوبائٹ
ID:	12531387
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: What is Elliott wave theory in forex trading

    Elliot wave Theory:-

    Elliott Wave theory ki baat karain to ye hmen bahut achi tariky se market mein faida de sakti hai agar Ham isko istemal Karte Hain To Hamen Apne loss ko recover karne ka mauka Milta hai aur ham Apne Loss ko Achy sy recover kar sakte hain aur apna profit bhi zyada Earn kar sakte hain Agar Ham normal technical analysis lete Hue trading karte hain to usmein kya hota hai ki agar market opposite Chali Jaati Hai To Hamen bahut bada loss hota hai aur Usy Ham bahut Mushkil se recover kar sakte hain Elliott Wave theory yah hai ki Ham Agar trading karte hue is theory per kam karte hain aur Hamen loss Bhi Ho Jata Hai To Hamen Ek Achcha experience Mil gata Hai.

    Click image for larger version

Name:	images (16).jpeg
Views:	7
Size:	15.4 کلوبائٹ
ID:	12395058

    Explanation:-

    Elliot wave theory ko phly hmain samghna hoga k jab market kisi bhi pair main movement kerti hai tou jis direction main bhi market movement continue ker rehi ho tou us main ham kitni expectations ker sakty hain ky market kahan tak aik hi direction main movement continue ker sakti hai isliay hamain Elliot wave theory ko samajha bahot zaruri hai ky agar ham forex market main trade kerty huey kisi bhi pair ka market movement chart open ker ky market ky technical analysis kernty hain tou hamain kafi had tak clearance mil jati hai ky ham jo trade open kerny ja rehy hain us main hamain loss kam sy kam aur acha profit hasil ho sakta hai so hamain market ky analysis kerty waqat Elliot wave theory ko bhi zarur mind main rakhna chahiye.

    Click image for larger version

Name:	images (17).jpeg
Views:	1
Size:	24.2 کلوبائٹ
ID:	12395059


    Jab bhi ham market ky normal technical analysis kerty hain tou ham market ko support aur resistance ko sirf read kerty hain aur usi per trade continue ker lety hain lekin fundamental effect ki waja sy hamain aesi open trade main bhi loss hona shoru hota hai tou ham bary loss ky dar sy bahot jald trade close bhi ker lety hain agar ham Elliot wave theory ki madad sy market ky technical analysis ker lain tou phir open trade main agar loss bhi ho raha hoga tou ham trade ko apni expectation ky mutabiq continue kerty huey loss ko recover bhi kerain gy aur acha profit bhi hasil ker sakain gy.

    اب آن لائن

    Working...
    X