Technical analysis overview

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Technical analysis overview
    Candlestick:

    Ager ap technical analysis krna chaty hain, to ap individual candlesticks ko study kr k apna analysis easily complete kr sakty hain. Individual candlestick say ap ko market k future trend ki achi information milti hai.


    chart pattern:


    Chart patterns, different candlestick say mil kr banty hain. Different chart patterns, ki different interpretation hoti hai. Is liy technical analysis k liy, ap k pass chart pattern ka knowledge hona zarori hai.


    Channel formation:


    Dear foum members, ager ap market ka technical analysis krna chaty hain to is k liy channal formation ki understanding hona buht zarori hai. Normally, market aik channel k under movement krti hai.


    Support and resistance levels:


    Dear friends, technical analysis k liy support or resistance levels ko identify karna bahut zarori hota hai. Ager ap market k support aur resistance level identify kr laity hai to ap ko yah decide krny main asani hoti hai k kis time ap ko buy ki trade lagani chaiy aur kis time sell ki trade lagani chaiy.


    Trend line:


    Dear members, jab ap technical analysis krty hai to is main ap ko trend line ko focus krna chaiy. Trend line. Wo particular level hota hai, jis level pay market, consistently, movement krti hai.

    Pivot point


    Dear forum members, Forex trading aik asa business hai, jis main kamyabi k liy ap k pass technical analysis skills hona buht zarori hai. Technical analysis kr k hi ap loss say bach sakty hain. Technical analysis k liy kuch terms hain, jin ki understanding zarori hai. Ager ap technical analysis krna chaty hain, to ap ko following factors consider krny chaiy.




    Dear foum members, ager ap market ka technical analysis krna chaty hain to is k liy channal formation ki understanding hona buht zarori hai. Normally, market aik channel k under movement krti hai.


    karna bahut zarori hota hai. Ager ap market k support aur resistance level identify kr laity hai to ap ko yah decide krny main asani hoti hai k kis time ap ko
    Dear members, jab ap te


    Understanding of pivot point:


    Ager ap technical analysis krna chaty hain, to is k liy, different indicators ap ki help krty hain. Indicator ki do types hain. Leading and leggings indicators. Ager ap technical analysis krna chaty hain, to is k liy, ap ko moving average aur relative strength index ap ki buht help kr sakty hain.

    Click image for larger version

Name:	IMG_20210920_210552.jpg
Views:	5
Size:	119.5 کلوبائٹ
ID:	12531373
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Technical analysis overview

    Technical Analysis


    Financial market me kaam karne k leye hamesha traders markets ki supply aur demand ko made nazar rakh kaam karte hen. Jab bhi kisi stock ya assets ki demand barh jati hai, to us se prices me izafa hota hai, aur us k bar akas jab supply ziada hoti hai, to us waqat price kam ho jati hia.
    Prices ka kam hona aur ziada hote rehna ye waqat k sath sath jari rehta hai, lekin jab baat ati hen, assets par trading ka, jiss se munafa kamana ho to uss sorat me bagher kisi khas techniques k trading ka amal karna bohut riski hai, q k iss amal k diwran hum virtual assets hi khareed rahe hote hen, actual item ya assets hone par agar prices ger bhi jayen to bhi assets hamare pass hone chaheye, lekin virtual me hargez aisa nahi hota hai, iss me sarmaye se mukamal hath dhoya ja sakta hai.
    Assets ki prediction aur mustaqil bhi uss ki qeematon me uthar ya charao k semat ko malom karnek leye analysis ki jati hai, ye analysis teen aqsaam par mushtamil hoti hai, jiss me aik fundamental analysis hai, jiss me economy me kami wa beshi se assets asar andaz hote hen, jab k dosre ko technical analysis kaha jata hai, jiss main asasajat ko technical base par historical data ki madad se study kia jata hai, jab k last par aik sentimental analysis ki jati hai, jo trader k mind set up k mutabiq hoti hai.
    Technical analysis sab se mushkil aur ziada knowledge par munhasir hoti hai, jiss me trader technical toolsbka istemal karte howe prices ki mustaqbil ki prediction karta hai. Technical Analysis main istemal hone wale tools me do aqsam ziada aham hen, jiss se ye analysis sar anjam de jati hai, aik hai technical indicators aur dosra hai, prices chart patterns ya candlestick patterns.

    Click image for larger version

Name:	images (193).jpeg
Views:	2
Size:	38.5 کلوبائٹ
ID:	12395038

    Technical Indicators

    Technical indicators trading k dowran traders ki prices ki historical data ki calculation ku madad se kulyaat ka istemal karte howe mukhtalif qisam k results muhaya karta hai, jiss se traders kisi currency jore ya assets ki agli mumkina harkat ka nateeja ahaz karta hai. Technical analysis short term ki trading hoti hai, jo k ziada se ziada aik week aur uss se kam waqat par muhasir hoti hai, ye indicators bhi mukhtalif timeframes ka istemal karte howe data ki analysis karke apne formulas k mutabiq results deta hai.

    Price Chart Pattern


    Technical analysis main price charts pattern ka istemal bhi bohut had tak kia jata hai, jiss main wo charts ziada successful rehte hen, jin ka timeframes ziada waqfay par muheet hota hai. Prices charts pattern ko do hiso, candlestick pattern aur charts pattern main taqseem kia gaya hai. Candlestick patterns aik ya aik se ziada candles par mushtamil hota hai, jiss main ziada se ziada candles ki tadad 10 tak ho sakti hai, jab k charts pattern main ye tadad bohut ziada hoti hai, jo k 10 se ziada aur 50 ya 100 tak bhi ho sakti hai.
    • #3 Collapse

      Re: Technical analysis overview

      forex trading main storng learning krna parta hain forex trading main best learning k sath kaaaam karna must hain forex main agar analysis k sath kaaam hota hain tu kamyabi b milskti hain jisne learning k sath kaam kia wahi tradders kamyab ho skte hain or achi earning kar skte hain forex trading ek high risk wala busniess hain jsine b learning k sath forex trading main kaam kia hain wahi traders forex trading main easy kamyabi haisl kar rahy hain forex traidng ka busniess ek trusted busniess hain jisne learning nhe ki vo learning k bina kabi b kamyab nhe hain learning karna must hain forex ek kamyab busniess hain forex main mehnat karna parta hain forex trading main hardwork karna parta hain forex main jitni achi tara learning ki jati hain forex main itni he kamyabi hasil ho skti hain


      How to analysis in forex trading market:


      forex trading main analysis karna must hain jsine forex trading main analysis kar k kaaam kia wahi traders forex trading main ek kamyab earning kar skte hain analysis karne k liye demo account main kaam karna hota hain forex trading main jaaab tak analysis nhe kai jata hain tu kamyabi b nhe mil skti hain kamyab hone k liye forex traidng main analysis kare forex trading ek kamyab busniess hain forex trading main learning karna parta hain forex main kamyabi k liye forex main demo account main kafi mehant karna parta hain qk forex main stong learnig ka hona must hota hain forex traidng ka busniess ek best busniess hain jis main strong learning karne wale traders ek kamyab traders ban skte hain or achi earning kar skte hain forex main regular pratice kare hard work kare best learning he kamyabi de skti hain or kamyab traders bana skti hain
      • #4 Collapse

        Re: Technical analysis overview

        forex trading k releted bhot he good sharing ki hain apne forex traidng main kamyab hona hain tu forex trading main learning kare forex trading main hardwork karna parta hain forex main pratice karna parta hain regular learning he kamyab traders bana skti hain jsine learning nhe ki vo trading kabi b nhe kar skte hain is liye learning karna parta hain forex trading main hard work karna parta hain regular pratice he forex main earning de skti hain earning karne k liye forex main hard work karna parta hain partiace he kamyabi deti hain
        • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
        • #5 Collapse

          Re: Technical analysis overview

          forex exchanging primary storng learning krna parta hain forex exchanging fundamental best learning k sath kaaaam karna must hain forex principal agar examination k sath kaaam hota hain tu kamyabi b milskti hain jisne learning k sath kaam kia wahi tradders kamyab ho skte hain or achi procuring kar skte hain forex exchanging ek high gamble wala busniess hain jsine b learning k sath forex exchanging principal kaam kia hain wahi dealers forex exchanging principal simple kamyabi haisl kar rahy hain forex traidng ka busniess ek trusted busniess hain jisne learning nhe ki vo learning k bina kabi b kamyab nhe hain learning karna must hain forex ek kamyab busniess hain forex principal mehnat karna parta hain forex exchanging principal hardwork karna parta hain forex principal jitni achi tara learning ki jati hain forex principal itni he kamyabi hasil ho skti hain

          The most effective method to examination in forex exchanging market:


          forex exchanging fundamental investigation karna must hain jsine forex exchanging primary examination kar k kaaam kia wahi merchants forex exchanging principal ek kamyab procuring kar skte hain investigation karne k liye demo account principal kaam karna hota hain forex exchanging principal jaaab tak examination nhe kai jata hain tu kamyabi b nhe mil skti hain kamyab sharpen k liye forex traidng primary investigation kare forex exchanging ek kamyab busniess hain forex exchanging primary learning karna parta hain forex fundamental kamyabi k liye forex principal demo account fundamental kafi mehant karna parta hain qk forex principal stong learnig ka hona must hota hain forex traidng ka busniess ek best busniess hain jis fundamental solid learning karne rib merchants ek kamyab dealers boycott skte hain or achi acquiring kar skte hain forex fundamental normal pratice kare difficult work kare best learning he kamyabi de skti hain or kamyab merchants bana skti hain

          اب آن لائن

          Working...
          X