What is Scalping!?

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    What is Scalping!?
    Assalam o alikum Friends




    Hello dear members umeed ha ap sb khairiat se hn gy or apki trading achi jaa ri ho ge.aj ki post main hum scalpingbtrading method ko studt karen gy k ye kia hota ha or main kia use hota ha or ye kitna useful ha.


    Scalping Kia hai??

    Dear members forex scalping day trading ka aik style ha jo k bhht se trader adopt karty hain es main shorter time frmae 1 minute se le kr longer time frame maximum 1hour k chart py trade ki jati ha.
    es trading style main trades apni trades minimum seconds or maximum minutes tk hold karty hain.
    es tradibg style main zada tr 5 or 15 minute ka chart yse hota ha or es main 10 to 20 moving averagw ka bhi istmal ki jata ha.

    Click image for larger version

Name:	images (11).jpeg
Views:	17
Size:	33.1 کلوبائٹ
ID:	12531334


    es trading style main 20 to 30 pips target kiye jaty hain laikin es main layer trading ki jati ha.

    Layer Trading !

    layer trading ka mtlb ha different trades different prices py oprn karna .
    scalping main bhi esa hi kia jata ha jo entryvprice hoti ha wahan py hi apni target trades ni li jati bl k wahan py kch trades li jati hain or phr agr market hmary opposite jay to price gaps k sth new entries li jati hain or estra jb market hmari favour main move karti ha to sb se last entry py sb se zada profit hot ha.
    layer trading style main loss km or profit zada hota ha.
    Q k agr SL hit ho hy to hr trade ka 1st trade se loss km hota jyga or agr to hit ho to last trade ka sb se zada profit ho ga.


    Click image for larger version

Name:	images (4).png
Views:	11
Size:	15.5 کلوبائٹ
ID:	12531335


    ​Risk In Scalping !


    Dear members baki tmam trading styles ki tarha scalping main bhi risk involve hota ha.
    Es main per trade to itna zada risk ni hota ha bcz 10 to 20 pips ka hi top loss hota ha laikin layers entries ki wja se wo loss accumulte ho k kafi zada ho skta ha.
    Or es main slippage ka bhi dr hota ha agr slippage ki wja se SL hit na ho or trades close na hn to loss barh jata h
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: What is Scalping!?

    Scalping Trading Strategy


    "Scalping" forex trading ka aik aisa tareeqay kar hai, jis ka istemal qeematon me choti tabdeelion se kia jata hai. Scalping strategy me musalsal aur pay-dar-pay trading hoti hai. Aik scalper trader ko sakht exit policy ki zarorat hoti hai, q k aik bara nuqsan doasre trading me hone wale tamam chote (small) munafay (profit) ko zaya kar sakta hai, is waja se scalping me trading k sakht discipline, trading plan aur strategy k sakht rules hote hen. In sab awamel aur achay trading tools k sath aap aik kamyab scalper trader ban sakte ho.
    Scalping trading kuch traders k leye bara dilchasp hota hai, q k ye tareeqay kar dosre analysis se kafi mukhtalif hai. Lekin kamyab trading karne k leye, aap ko market me munafa k mawaqay (opportunity) ki nishan-dahi karne k leye mukhtalif technical trading techniques ko sahi tareeqay se sar-anjam dene k leye experience ki zarorat hogi.

    Click image for larger version

Name:	images (223).jpeg
Views:	30
Size:	37.6 کلوبائٹ
ID:	12395339

    Scalping Trading aik short-term trading technique hai, jis me qeematon k darmeyan faraq se muanafa khamane k leye din k dowran bar bar khareedo-wa-ferokht ki jati hai. Scalping strategy me low price pe buy karna aur high price pe sell karna shamil hai. Scalping strategy k leye liquidity ka hona bohut ziada zarori hai, q k smoth market ya sideways movement me kabhi bhi scalping ka amal sahi tareeqay se ya faida mand sabit nahi hota. Liquidity ye bhi yaqeeni banati hai k market me entry ya exit hone k waqat aap ko aik achah profit mele.
    Scalpers ka khayal hai k market k utaar-charo (volitilety) k nuqta-ye-nazar se small trading karna asaan aur kam riski hai, q k wo muqa zaya hone se pehle hi aik chota sa munafa hasil kar lete hen. Scalper trader un long term traders se mukhtalif hote hen, jin k traders bohut lambe arse k leye open hote hen, aur baaz awqaat to ye hafton aur maheeno tak bhi chalte rehte hen, jis se ye muanafa haisl karte hen. Jab k scalper ka mind setup mukhtalif hota hai, aur wo ziada arsa traders open rakhne ki bajaye small time me small profit se achah munafa hasil karte hen.

    Scalpers market me teen osool par kaam karte hen;

    1. Kam waqat k Market me rehna Kam Riski hota hai

    Scalping strategy me scalper market me kam waqat k leye trading karte hen, yani market me open trades ka duraneya bohut kam rakhte hen, is waja se in ka risk bhi kam hota hai.

    2. Kam Movement se Profit asaan hai

    Market me qeematon ka kam movement karne se munafa asani se hasil hota hai, bajaye aik trade ko ziada waqat k leye open rakhna. Market me supply aur demand ki waja se qeematen oper nechay hoti rehti hai, is se scalper asani se faida hasil kar jate hen.

    3. Market me Small Movement ziada hoti hai

    Scalpers pur-sakoon market me bhi profit hasil karte hen, wo market ki choti choti up-down movement se faida mand hote hen, jab k long term traders is se bulkul kuch bhi hasil nahi kar sakte.

    Jab dosre trader jaise positioning trades market me trades k leye technical aur fundamental dono tarah ki analysis karte hen, un ki bajaye scalper market me technical techniques se faida hasil karte hen.

    Technical analysis me maojooda trend ko follow karne k sath sath qeematon ki historical data bhi shamil hoti hai, jis k leye scalper traders mukhtalif chart patterns aur technical tools ka istemal karte hen. Chart pattern aur qeematon ki historical movement se scalpers market ki agli mumkina tabdeeli ka result hasil karte hen.
    Scalper trader jo chart pattern ya timeframe ka istemal karte hen, wo sab se mukhtasir tareen hote hen. Agar aik day-trader aik din me panch (5) trading k leye M5 ka timeframe istemal karta hai, to scalper trader 10 se 100 trading karne k leye S5 (Five second) ka mukhtasir timeframe ka istemal karega. Trading ki is fast techniques ko hasil karne k leye, scalper trader kafi ziada technical tools ka istemal karte hen, jin me market ka "waqat aur ferokht (time and sell)", "buy", "sell" aur "cancel trades" k lain dain ka record shamil hai.
    • #3 Collapse

      Re: What is Scalping!?

      forex trading main agar forex trading main learning kar k kaaam kia jata hain tu achi kamyabi mil skti hain forex trading main pratice kare forex trading main learning karna parta hain forex main agar hardwork k sath kaaam kia jata hain tu achi kamyabi mil skti hain forex trading main learning karna parta hain forex main pratice kare agar achi tara forex trading main kamyabi milskti hain forex trading main pratice kare forex main achi kamyabi pana hain tu forex trading main learning kare forex main kamyabi panna hain tu achi tara learning karna parta hain forex trading main regular pratice kare forex main kamyab hona hain tu achi tara learning kare forex trading main pratice he kamyab traers bana skti hain forex main regular pratice kare achi kamyabi hasil karna hain tu achi tara learning kare


      What is scalping:


      forex trading main learning karna must hain forex trading main strong learnng kare forex trading main pratice kare jaaab tak pratice nhe hoti hain tu big loss ho skta hain forex trading main regular pratice karna parta hain forex ek kamyab busniess hain jsine learning ki wahi kamyab ho skte hain forex main pratice kare regular hardwork kare forex main kamyabi mill skti hain forex trading main learning karna parta hain forex main hard work karna parta hain forex main pratice kare agar achi tara earning karna hain tu achi tara kamyabi mil skti hain kamyabi k liye forex trading main pratice kare achi tara pratice karna parta hain hard work karna parta hain jaaab tak pratice neh hoti hain tu kamyabi mil skti hain forex trading main pratice karna parta hain
      • #4 Collapse

        Re: What is Scalping!?

        " Forex scalping se kia Murad ha "
        Aslam o alaikum doston aap sab khairiyat se honge jaisa k aj hamara topic ha scalping to aj ham is ki ahmahmiat aur
        afadiatafadiat k bare me parhe ge to chle shro karte hen aj ka topic.
        Forex mn scalping aik qalil muddat hikmat amli ha jis ka maqsad qemat ki choti movement se munafa kamana ha
        Forex scalping ki bhtin hikmat amliyo mn leverage ka istmal aik aisi technic ha Jo tajiro ko aik browker SE sarmaya idhar lene ky
        qabil bnati ha ta ky forex market mn ziyada se ziyada numaish hasil ki ja sake sirf Jana ky tor pr mukamal asasa ki qemat ka
        ka aik chta sa hisa istmal karte hen ye hikmat amli munafa ko barhati ha lekin ye nuqsan ko bhi barha sakti ha agr Bazar shart
        ky ly saz gar simt mn nhi barhta ha .lihaza , forex scalping ko kisi bhi tabdili ky ly market par musalsal nazar rakhne ki zarorat
        ha
        Forex price action scalping price action trading aik technic ha Jo bghair kisi ishary ky Kam krti ha . Is ky bajaye ,forex scalping sirf
        qemat pr tawujo markoz krte hwe , technici tajziya ky anasir ka tajziya krte hn .is ka mushahida candle stick charts ky zariye

        kia jata ha , isi malomat ko samjhne ky ly sport aur resistance levels trend line ko istmal karte hen tajir rujhan ky tasalsul
        ki bunyad par aik bakhabar faisla kr sakte hn aur sirf is sorat mn tijarat ko khokhla krn ge jan hadaf ky pas munasib risk
        rewards tanasub ho
        Forex price action scalping aik technici nuqta nazar ky Haq mn bunyadi tajziya ky tamam anasir ko nazar anadaz krti ha, aur is
        qisam ky tajir dosry baironi awamil ko madnazar nhi rkhte Jo currency ky jory ki qemat ko mutasir kr sakte hn
        Misal ky tor pr ,Kuch aham iqtasadi ishary Jo ghair mulki currency ki qemat pr asar Andaz hate hn in MN afrat zar ,iqtasadi
        tarqaqi,talab aur rasad, tijarat haisiyat,sharah sod aur account balance shamil hn .


        • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
        • #5 Collapse

          Re: What is Scalping!?

          forex exchanging fundamental agar forex exchanging primary learning kar k kaaam kia jata hain tu achi kamyabi mil skti hain forex exchanging principal pratice kare forex exchanging fundamental learning karna parta hain forex fundamental agar hardwork k sath kaaam kia jata hain tu achi kamyabi mil skti hain forex exchanging principal learning karna parta hain forex primary pratice kare agar achi tara forex exchanging principal kamyabi milskti hain forex exchanging principal pratice kare forex principal achi kamyabi pana hain tu forex exchanging primary learning kare forex primary kamyabi panna hain tu achi tara learning karna parta hain forex exchanging fundamental ordinary pratice kare forex principal kamyab hona hain tu achi tara learning kare forex exchanging fundamental pratice he kamyab traers bana skti hain forex primary standard pratice kare achi kamyabi hasil karna hain tu achi tara learning kare

          What is scalping:

          forex exchanging fundamental learning karna must hain forex exchanging areas of strength for primary kare forex exchanging principal pratice kare jaaab tak pratice nhe hoti hain tu large misfortune ho skta hain forex exchanging principal normal pratice karna parta hain forex ek kamyab busniess hain jsine learning ki wahi kamyab ho skte hain forex principal pratice kare customary hardwork kare forex principal kamyabi factory skti hain forex exchanging primary learning karna parta hain forex fundamental difficult work karna parta hain forex principal pratice kare agar achi tara acquiring karna hain tu achi tara kamyabi mil skti hain kamyabi k liye forex exchanging fundamental pratice kare achi tara pratice karna parta hain difficult work karna parta hain jaaab tak pratice neh hoti hain tu kamyabi mil skti hain forex exchanging primary pratice karna parta hain

          اب آن لائن

          Working...
          X