*Importance Of "MORNING STAR CANDLESTICK PATTERN" In Forex Trading.

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    *Importance Of "MORNING STAR CANDLESTICK PATTERN" In Forex Trading.
    *MORNING STAR CANDLESTICK PATTERN:-
    *INTRODUCTION:-



    ✓Asalam o alaikum dear forex members kesy hain ap sb log umeed ha k ap sb thk hon gy r forex trading ko enjoy kr rhy hon gy dear members forex trading ek bht hi acha platform ha humy isky liye apny knowledge r experience ko increase krna chahiye. R humy ziada se ziada hr pattern r Indicator ko learn krna chahiye ta ky hum technical tools ko use kren r apny account ko gain kr saky r losses se dor rkhen r acha profit hasil kr sky.. is ly main apky sth forex trading ka important pattern jo k "Morning star candlestick pattern" ha apky sth detail se share krta hn ta ky apko b isko smjh as sky...

    *IMPORTANCE OF CANDLESTICK PATTERN:-


    ✓Dear members forex trading me trader past r current prices ko compare krny k liye complex price chart ko read krta ha. Price chart market price ki accuracy ko identify krny k ly importante technical tools me candlestics pattern ha. Candlestick ki formation trader ko price chsrt me "trade entry r trade exit" ko accuracy k sth identify krta ha. Is liye main aj apky sth "Morning star candlestick pattern" k related apna knowledge share krta hn...

    *MORNING STAR CANDLESTICK PATTERN:-


    ✓Dear members morning star candlestick pattern ek bearish trend reversal pattern ha. Jo long bearish trend k bottom par Support level par bnta ha. Is pattern me ek new bullish trend start hota ha jo bht importance rakhta ha forex trading me..
    Click image for larger version

Name:	images (1).png
Views:	87
Size:	11.3 کلوبائٹ
ID:	12531293


    *IDENTIFICATION OF MORNING STAR CANDLESTICK PATTERN:-



    ✓Dear members morning star candlestick pattern ek bullish pattern ha jo bearish trend ko khtam kr k bullish ko start krta ha. Aur ye pattern three candles ko mila k bnta ha.

    1: is pattern me first candle Day_1 ki long real body bearish ki candle bnti ha. R ye sellee k strong pressure ko represent krti ha.


    2: is pattern me second candle Day_2 ki small real body bullish candle GapDown k sth bnti ha. R agr second candle doji bny to signals r ziada strong ho jty hn.

    Click image for larger version

Name:	images (2).jpeg
Views:	1
Size:	13.4 کلوبائٹ
ID:	12531294

    3: is pattern me third candle Day_3 ki long real body bullish k GAPUP k sth bnti hs jo buyer's ka market pe strong hold show krati ha. R is pattern k complete hony ki confirmation deta ha.

    *TRADING WITH MORNING STAR CANDLESTICK PATTERN:-

    Click image for larger version

Name:	images (3).jpeg
Views:	15
Size:	24.9 کلوبائٹ
ID:	12531295

    ✓Dear members morning star candlestick pattern k complete hony k bd new candle k open pr trader ko "Buy ki Trade" active krni chahiye. Stoploss ko second candle k low se 6 pip nichy place kren. R take profit ko next resistance level pr Tp1 Tp2 r Tp3 kr k plce kren.
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: *Importance Of &quot;MORNING STAR CANDLESTICK PATTERN&quot; In Forex Trading.

    Morning Star Candlestick Pattern

    Introduction


    Morning star candlestick pattern teen candles par mushtamil aik bullish trend reversal pattern hai, jo k prices k top par ya bearish trend k baad main paya jata hia. Ye candle dekhne main "Bullish Abandoned Baby Candlestick Pattern" aur "Morning Doji-Star candlestick Pattern" jaisa hai, lekin star candle ki difference k waja se ye un dono pattern se change ho jata hai. Pattern ki 1st candle aik bari real body wali black candle hoti hai, jiss ka baad gap main lower side par aik small real body wali candle hoti hai, jis ko star candle kaha jata hai. Ye candle small shadow wali Spinning top candle candle hoti hai. Jiss ka baad last par aik bari real body wali white candle hoti hai, jiss ka upper ya high price star candle k shadow ko overlap karti hai.

    Click image for larger version

Name:	images (190).jpeg
Views:	22
Size:	14.3 کلوبائٹ
ID:	12394999

    Pattern k Peh han k Rules
    1. Morning star candlestick pattern aik bullish trend reversal pattern honne ki waja se prices ka pehle se low prices ya bearish trend me hona chaheye.
    2. Pattern ki 1st candle aik bari real body wali black candle hoti hai.
    3. Pattern ki 2nd candle aik small real body wali candle hoti hai, jo k pehli candle se below gap main banti hai.
    4. Pattern ki 3rd candle aik bari real body wali white candle hoti hai, jo k close 1st candle ki real body main hoti hai.


    Click image for larger version

Name:	images (191).jpeg
Views:	35
Size:	32.9 کلوبائٹ
ID:	12395000

    Pattern ki Tafseel


    Morning star candlestick pattern black, white aur star candles par mushtamil aik bullish trend reversal pattern hai, jo k prices k low par ya bearish trend me banta hai. Pattern ki 1st candle aik bari real body wali black candle hoti hai, jiss k baad aik star candle below gap me banti hai. Pattern ki star candle small rela body wali hoti hai, jiss ka color zarori nahi k black ya white ho, lekin iss k position 1st candle k lower par hona chaheye. Pattern ki 3rd candle aik bari white ya bullish candle hoyi hai, jiss ka low price star candle ko touch karti hai.

    Click image for larger version

Name:	images (271).png
Views:	12
Size:	1.5 کلوبائٹ
ID:	12395001

    Pattern par Trading


    Morning star candlestick pattern teen candle ka aik bullish trend reversal pattern, jo dekhne amin same "Bullish Abandoned Baby Candlestick Pattern" aur "Morning Doji-Star Candlestick Pattern" lagta hai, lekin 2nd candle ka Spinning top candle banne se un se mukhtalif ho jata hai, baqi ye pattern bhi un ki tarah bullish trend reversal pattern ka kaam karta hai.
    Pattern par trading k leye zarorri hai k prices low position ya bearish trend me hon, dosra pattern long timeframes me hona chaheye. Pattern k baad bullish candle ka confirmation honna zarori hai, jiss ka baad aik bullish candle ka hona zarori hai. Ye candle market me buy ki entry ka signal detta hai, jiss se traders market me iss position par entry karte hen.

    Click image for larger version

Name:	images (189).jpeg
Views:	78
Size:	20.0 کلوبائٹ
ID:	12394998
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #3 Collapse

      Re: *Importance Of &quot;MORNING STAR CANDLESTICK PATTERN&quot; In Forex Trading.

      Morning Star Pattern Kia Hai?

      Morning star pattern assets ki price ke charts k reversal patteren ki aik qisam hai, yeh aam tor par downtrend ke bottom hissay mein zahir hota hai aur aik bullish signal hota hai. Traders ko aam tor par morning star patteren nazar nahi aata, lekin yeh technical analysis ke liye aik qabil aetmaad isharay hai. evening star patteren aik takneeki tajzia ka tool hai jo oopar ki qeemat ki raftaar ko mandi ki raftaar mein tabdeel karne ka ishara deta hai. patteren Shaz o nadir hi zahir hota hai, lekin usay aik qabil aetmaad mandi ka ishara samjha jata hai. Morning star patteren bhi aik trend reversal patteren hai, jo bullish ka hai aur kharidari ka ishara deta hai. Morning star ka patteren aik lambi blush candle par mushtamil hota hai, aik" sitara" jis ka jism chhota hota hai ya koi bhi nahi hota hai, aur bearish confirmation candle hota hai.

      Click image for larger version

Name:	images (2) (89).jpeg
Views:	35
Size:	32.9 کلوبائٹ
ID:	12395320

      Morning Star Pattern Kaam Kese Karta Hai?


      Morning star candlestick pattern ko asasa ki qeemat ke bottom candlestick chart mein dekha ja sakta hai, jis mein teen candles hoti hain. Pehli aik lambi body candle hai, jo khuli qeemat ke oopar qareebi qeemat ke sath qeemat mein barray izafay ki numaindagi karti hai. yeh bullish wali mom batii asasa ki qeemat mein izafay ki raftaar ko zahir karti hai. doosri mom batii" star" hai jis ka aik chhota sa jism hai ( ya to bullish ya bearish ) ya baghair body ( ghair janabdaar ). sitara ki khasusiyat yeh batati hai ke asasa ki qeemat mutawazan khareed o farokht ke order ke sath khuli qeemat ke bilkul qareeb satah par band ho jati hai. sitara guzashta taizi ki raftaar mein sust rawi ka ishara karta hai. misali evening star patteren mein pehli mom batii se setaaray tak aik waqfa hona chahiye. is ka matlab yeh hai ke khuli qeemat guzashta qareebi qeemat se taizi se barhi aur is douran bohat kam ya yahan tak ke koi lain deen nahi sun-hwa. Aam tor par pichlle setaaray se neechay ke waqfay ke sath, teesri mom batii bearish hoti hai, jis ki qareebi qeemat khuli qeemat se kam hoti hai. pehli mom batii mein dukhaay jane walay oopar ki taraf rujhan ko tabdeel kar diya gaya hai, aur qeemat mein izafay ko khatam kar diya gaya hai. yeh mom batii evening star patteren ki tasdeeq karti hai ( misali tor par neechay ke farq ke sath ) aur farokht ka ishara deti hai. Candlestick ki real body ki khususiyaat mom batii ke saaye ki nisbat ziyada zaroori hain. shadow mom batii ke jism ke oopar aur neechay ki lakerain hain aur aik makhsoos muddat ke douran sab se ziyada aur sab se kam qeematon ko zahir karti hain. aik lamba saya qeemat ke ziyada utaar charhao ki nishandahi karta hai, is ke bar aks. Morning star patteren ki nishandahi karte waqt, tajzia car is din ki tijarti had ke bajaye khuli aur qareebi qeematon par ziyada tawajah dete hain.

      Click image for larger version

Name:	images (292).png
Views:	2
Size:	2.2 کلوبائٹ
ID:	12395319

      Morning Star Pattern Ka Istemal Kese Kia Jata Hai?


      Morning star candlestick pattern technical analysis ke liye aik mufeed tool hai, kyunkay yeh sarmaya karon ke jazbaat aur qeemat ki raftaar mein tabdeeli ka andaza laga sakta hai. jaisa ke oopar behas ki gayi hai, shaam ka sitara patteren teen mom btyon par mushtamil hota hai, har din ke liye aik. pehlay din, aik lambi taizi ki mom batii ke sath, asasa ki qeemat mazboot raftaar ke sath oopar ki taraf barhti hai. qeemat mein achanak izafay ke baad farq se zahir hota hai, dosray din jab sitara zahir hota hai to raftaar kamzor hona shuru ho jati hai. Taham, dosra din ab bhi taizi aur mandi ke jazbaat ke darmiyan ghair faisla kin din hai. agar teesray din market khilnay ke sath hi koi farq hota hai, to yeh is baat ka ishara hai ke raftaar ulat jaye gi, jo taajiron ko mukhtasir faisla karne ka ishara day gi. jab teesray din ke ekhtataam par qeemat bohat kam ho jati hai, to morning star patteren ki tasdeeq hoti hai.

      Click image for larger version

Name:	images (290).png
Views:	40
Size:	8.0 کلوبائٹ
ID:	12395321

      اب آن لائن

      Working...
      X