Dragonfly Doji aik pattern

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Dragonfly Doji aik pattern
    Dragonfly Doji Patern
    Dragonfly Doji aik pattern ki type ha jo price mein downside aur upside ki taraf potential reversal ka ishara dy sakti ha. Past price k action par depending hai. Yeh us time banta hai jab assets high, open aur close prices aik jesi houn. Long lower shadow yeh suggestions karta ha k candlestick k period k doran aggressive selling hoti hai. Liken price open k qareeb close hoti hai aur us sey ye pata chalta hai k buyers ko absorb b karny aur price ko agy barhany k qabil thy. Is pury process ko dragonfly doji kaha jata ha .


    Explanation of dragonfly doji candle,
    Dragonfly doji aik common occurance nahi hoti. IIsliye ye zada tar prices ko tabdeel karny k liye reliable tool nahi hai. Jab yeh hota hai tou ye hamesha reliable nahi hota ha. Koi assurance nai ha k price confirmation candle k baad expected direction mein continue rahy gi. Dragonfly Doji ka size confirmation candle k size k sath mil kar yeh keh sakta ha k trade k liye entry point stop loss k point sey bhot dor ha. Is ka matlb hua k traders ko stop loss k liye koi aur point talash karney ki zarurt ho gi.
    Click image for larger version

Name:	images(4).jpg
Views:	7
Size:	10.5 کلوبائٹ
ID:	12531283
    Importance,
    Dragonfly doji unhey trade chorney ki zarurt par sakti ha. Kyun k boht zada stop loss trade kk potential reward ko justify nai bana sakta. Dragonfly doji k potential reward ko estimate ko karna mushkil ho sakta ha. Kyun k candles k pattern typically price k target ko provide nae karta. Dusri technique jesy other candlestick k pattern indicator ya strategy required hoti ha ta k traders Bahar niklen jab profitable houn .
    Click image for larger version

Name:	images(18).png
Views:	6
Size:	5.3 کلوبائٹ
ID:	12531284
    Keypoints of dragonfly doji,
    Dragonfly doji price mein rise ya price decline k baad ho sakti ha. Open, high aur close prices aik dusry sy match karty hein. Aur lower period pehly teeno sy significant lower hai . Yeh aik T shape banata hai. Prices mein appearance k baad dragonfly doji ka next candlestick par lower ki taraf move ki confirmation provide karta ha. Price mein decline k bad dragonfly doji warn karti ha. Aur prices barh sakti hein .

  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Dragonfly Doji aik pattern

    Dragonfly Doji Candlestick Pattern


    Dragonfly doji candle main prices bagher real body k sath upper side par aik long shadow banati hai. Ye candle bearish trend k dowran sellers prices ko waqti tawar par bearish le jane ki koshash karte hai, lekin ziada buying pressure aur low price area hone ki waja se aisa mumkin nahi hota hai. Lekin bearish trend main banne wali dragonfly doji candle prices k bullish trend reversal ka sabab banti hai. Dragonfly doji candle main real body shadow k muqabele main bohut zero hota hai, yanni candle ka shadow lower side par bohut ziada ho sakta hai. Dragonfly doji candle main prices ka open aur close same hona chaheye, q k aisa na hone par ye candle aik umbrella candle ban sakti hai.

    Click image for larger version

Name:	images (1).jpeg
Views:	2
Size:	10.7 کلوبائٹ
ID:	12424893

    Pattern ki Pehchan k Rules

    1. Dragonfly doji candle aik bullish trend reversal candle hone ki waja se prices k bottom ya bearish trend k baad banti hai.
    2. Candle bagher real body body ki hoti hai, yanni candle k open aur close prices same point par honi chaheye.
    3. Candle k open aur close price k nechay lower side par aik lamba shadow hona chaheye, jo prices ko support level par rejection zahir karti hai.
    4. Candle k upper side par koi shadow ya wick nahi hona chaheye, q k ye candle aik dragonfly insect ki tarah hoti hai.
    5. Candle prices k top par ziada tar trend continuations ka kaam karti hai, jab k ye candle aik small real body k sath bhi acceptable hai.


    Click image for larger version

Name:	images (3).png
Views:	10
Size:	10.8 کلوبائٹ
ID:	12424894

    Pattern ki Tafseel


    Dragonfly doji candle jo k bullish trend main banne wale gravestone doji candle ki ulat shap main hoti hai, aik bullish trend reversal candle hai. Ye candle bagher real body main aik lower long shadow k sath banti hai. Ye candle bullish trend main banne wali small real body wali hanging man candle k jaisi dekhti hai, lekin bagher real body ki hoti hai. Candle ki bearish trend main lower prices main banna bohut ziada aham hai, jab k ye candle colourless hoti hai, aur aik line si nazar ati hai. Candle k upper side par wese role k mutabiq to koi shadow nahi banna chaheye, lekin agar aik small wick ban bhi jaye to bhi ye doji candle k mutabiq hota hai.

    Click image for larger version

Name:	images (4).png
Views:	47
Size:	10.8 کلوبائٹ
ID:	12424895

    Pattern par Trading ka Amal


    Dragonfly doji candle bearish trend main sellers ki taraf se aarzi koshash hoti hai, jiss main wo prices ko bearish push karte hen, lekin market main achanak buying dabao ki waja se prices wapis apne aghaz wali position par a kar close ho jati hai. Jiss se candle k bagher real body k sath lower side par aik long wick ya shadow ban jata hai. Ye shadow aik bearish trend k lower side par rejection ki alamat hoti hai. Trend confirmation ya market main entry karne se pehle aik white candle ya technical indicators ka oversold zone main hona zarori hai, jiss se prices k low hone ka ishara melta hai. Stop loss candle k sab se lower side par two pips below par set karen, jo mumkina support level sabit ho sakta hai.

    Click image for larger version

Name:	images (2).jpeg
Views:	5
Size:	27.7 کلوبائٹ
ID:	12424896
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #3 Collapse

      جواب: Dragonfly Doji aik pattern

      What Is a Knock-Out Option?
      Introduction

      naak out opportunity aik blt un mikanzm ke sath aik choice hota hai jis ki meyaad khatam ho jati hai agar bunyadi asasa mein qeemat ki aik makhsoos satah tak pahonch jati hai. Naak out choice is satah par preserve set karta hai jis tak desire holdar ke haq mein pahonch sakta hai. Chunkay naak out ikhtiyarat alternative khredar ke liye munafe ki salahiyat ko mehdood karte hain, inhen naak out shart ke baghair masawi opportunity se chhootey top rate par khareeda ja sakta hai. Naak out ka mawazna naak un choice se kya ja sakta hai. Naak out choice aik qisam ki rukawat ka desire hai. Rukawat ke ikhtiyarat ko aam tor par ya to naak out ya naak out ke tor par darja bandi kya jata hai. Agar bunyadi asasa apni zindagi ke douran pehlay se tay shuda rukawat par pahonch jata hai to naak out opportunity khatam ho jata hai. Naak out preference muaser tareeqay se naak out ke bar aks hai. Yahan, choice ko sirf is soorat mein fa-aal kya jata hai jab bunyadi asasa pehlay se tay shuda rukawat ki qeemat tak pahonch jata hai. Naak out aapshnz ko ghair mulki ikhtiyarat tasawwur kya jata hai, aur woh bunyadi tor par barray idaron ke zareya commodity aur foreign exchange marketon mein istemaal hotay hain. Un ki over di counter ( otc ) market mein bhi tijarat ki ja sakti hai

      Down and out opportunity

      neechay aur bahar ka ikhtiyar aik qisam hai. Yeh holdar ko haq deta hai, lekin zimma daari nahi ke woh pehlay se tay shuda strike qeemat par aik bunyadi asasa khareed ya farokht kere — agar bunyadi asasa ki qeemat choice ki zindagi ke douran aik makhsoos rukawat se neechay nahi jati hai. Agar alternative ki zindagi ke kisi bhi mourr par bunyadi asasa ki qeemat rukawat se neechay ajati hai to choice ki meyaad khatam ho jati hai. Misaal ke tor par, farz karen ke aik sarmaya vehicle kisi aisay stock par down and out cal alternative kharidata hai jo $ 60 par trade kar raha hai, jis ki strike price $ 55 aur aik rukawat $ 50 hai. Agar inventory $ 50 se neechay tijarat karta hai, kisi bhi waqt, cal desire ki meyaad khatam honay se pehlay, phir down and out cal desire fori tor par khatam ho jata hai .

      Up and out choice

      davn and out biriyr option ke bar aks, oopar aur out biriyr alternative holdar ko aik makhsoos strip qeemat par bunyadi asasa kharidne ya baichnay ka haq deta hai agar asasa alternative ki zindagi ke douran aik makhsoos rukawat se tajawaz nahi karta hai. Up and out alternative sirf is soorat mein naak out hota hai jab bunyadi asasa ki qeemat rukawat se oopar jati hai. Farz karen ke aik sarmaya automobile inventory buying and selling par $ forty par up and out pitt option kharidata hai, jis ki strike qeemat $ 30 aur aik $ 45 ki rukawat. Option ki zindagi ke douran, stock $ forty six ki bulandi par pohanchana hai lekin phir gir kar $ 20 fi percentage reh jata hai. Bohat bura : desire ab bhi khud bakhud khatam ho jaye ga kyunkay $ forty five ki rukawat ko toar diya gaya tha. Ab, agar inventory $ 45 se oopar nahi gaya tha aur bil akhir $ 20 par farokht sun-hwa tha, to choice apni jagah par rahay ga aur holdar ke liye is ki qader hogi .

      Advantage and drawback

      naak out alternative kayi mukhtalif wajohaat ke liye istemaal kya ja sakta hai. Jaisa ke zikar kiya gaya hai, un ikhtiyarat par top fee aam tor par nan naak out hum mansab se sastay hotay hain. Aik tajir yeh bhi mehsoos kar sakta hai ke bunyadi asasa ki rukawaton ki qeemat ko mutasir karne ke imkanaat daur daraaz hain aur yeh nateeja akhaz kar satke hain ke sasta opportunity is khatray ke qabil hai ke tijarat se bahar honay ka imkaan nahi hai. Aakhir mein, is qisam ke ikhtiyarat un idaron ke liye bhi faida mand ho satke hain jo sirf khaas qeematon ko oopar ya neechay karne mein dilchaspi rakhtay hain ya khatray ke liye bohat kam rawadari rakhtay hain. Pesha kam premium rakhen nuqsanaat ko mehdood karen. Makhsoos hadge / rissk managment ki hikmat amlyon ke liye acha hai. Cons ke ghair mustahkam marketon mein kamzor munafe ko mehdood karen. Ghair mulki ikhtiyarat aksar sarmaya karon ke liye kam qabil rasai hotay hain. Naak out ikhtiyarat nuqsanaat ko mehdood karte hain. Taham, jaisa ke aksar hota hai, manfi pehlu walay bafarz bhi ulta munafe ko mehdood karte hain. Mazeed bar-aan, naak out function ko mutharrak kya jata hai yahan tak ke agar muqarara satah ki sirf mukhtasir tor par khilaaf warzi ki gayi ho. Yeh ghair mustahkam baazaaron mein khatarnaak saabit ho sakta hai .

      اب آن لائن

      Working...
      X