Details of Bearish Belt-Hold Candlesticks Pattren in Forex Trading.
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Details of Bearish Belt-Hold Candlesticks Pattren in Forex Trading.
    Assalam Walekum dear member Mujhe ummid hai kya aap sab khairiyat se Honge aur faraks Market Mein acchi running kar rahe Honge farax market Mein Jab aap kam kar rahe hote hain to ismein aapko careful hokar kam karna hota hai aur kabhi bhi market Mein jaldbaji Nahin Karni chahie Kyunki Jo members forex market Mein jaldbaji karte hain vah Hamesha nakam Ho Jaate Hain isliye agar aap successful trading karna chahte hain to aapko Hamesha Soch samajhkar aur acchi planning Karke kam karna hoga Taki aapko is market Mein Achcha result Mile main aaj aapko bahut hi important topic discuss karungi jo aapki trading ko successful banaa sakti hai to Mera topic ha Bearish Belt-Hold Candlesticks Pattren kia hai hum es par trading kesy kar sakhty hain...

    What is Bearish Belt-Hold Candlesticks Pattren:

    Dear member for AX market Mein Jab aap kam kar rahe hote hain to ismein aapko yah to Pata Hoga Ki candle candlestick pattern ki bahut jyada ahmiyat Hoti Hai Jab aap bear is belt hold candistic pattern ko acche tarike se study karte hain aur Iske related proper information rakhte Hain To yah candlesticks pattern aapko ek strong aap Trend ke bad bear is moment ki confirmation provide Karta Hai is candlestick pattern mein aapko Ek down side trend Mein candistics milati Hai Jiski Apar Shadow Nahin Hoti Hai Aur Lo aur side per Halki Si week Hoti Hai is candlesticks pattern ko rignise karna bahut hi iji Hota Hai Iski interpretation bhi ISI hoti hain agar aap Iske related further study karte hain to aapko bahut jyada fayda Milta Hai..

    Click image for larger version

Name:	images - 2022-05-19T083428.518.jpeg
Views:	7
Size:	21.6 کلوبائٹ
ID:	12531254

    Value of Stop Loss:

    Dear member forex market Mein Jab aap trading karte hain aur ismein inter hote hain to stop loss ko large mein set Karen Kyunki stop loss ko large me study karna hota hai agar aap is candlesticks pattern ki basis per market Mein inter hote hain to aapko stop last ki calculation Hamesha Bole stand ki highest value per select Karni chahie Star Plus ke bagair trade Nahin Karni chahie Kyunki stop loss agar aap Nahin lagaenge to isase Aapka account mein loss bhi ho sakta hai agar aap apne account ko sev Rakhna chahte hain aur isko Masjid successful banana Chahte Hain To aapko stop loss maintain Rakhna Hoga aur usko important samajhna hoga..

    Click image for larger version

Name:	images - 2022-05-19T083440.128.png
Views:	40
Size:	26.9 کلوبائٹ
ID:	12531255

    Trading With Bearish Belt-Hold Candlesticks Pattren:

    Dear member forex market Mein bear is belt hold candlesticks pattern per trading techniques ka complete Idea Hona chahie dear forex market Mein Jab aap belt hold candlesticks pattern ki basis per market Mein inter hote hain to definitely aapko market Mein seling confirmation provide kar raha hota hai Kyunki Jab aap is candistic pattern ko study karte hain to aapko market Mein seling ki ek acchi opportunities available ho rahi Hoti Hai Jis per aap entry Lekar Achcha profit banaa sakte hain isliye aapko Koshish Karna Hogi ki aap acche tarike se identify Karen Taki aapko Achcha result mile..

    Click image for larger version

Name:	images - 2022-05-19T083434.538.png
Views:	23
Size:	24.5 کلوبائٹ
ID:	12531256

    Chart in Analysis:

    Dear member forex market mein aapko Hamesha analysis Karke trading karna hoti hai aur Market ko acchi tarike se focus karna hota hai agar aap isko acchi tarike se focus kar rahe hote hain to ismein aapko bahut jyada advantages available hote hain aapko Hamesha Koshish Karna Hogi different important analysis per completely study Karen Taki aapko is market Mein best entry Mile aap chart mein bhi iski details ko focus kar sakte hain dear main aapse belt hold candidate pattern ki trading charge share karne ja rahi hun yah chart aapko Abba mention detail ki fardar explanation karne Raha se aapko bahut jyada fayda Milta Hai Iski help se aap aasani se market Mein Apni entry Lekar effective trading kar sakte hain aur Achcha profit banaa sakte hain..

    Click image for larger version

Name:	images - 2022-05-19T083448.893.jpeg
Views:	10
Size:	13.4 کلوبائٹ
ID:	12531257

    Dear member forex market Mein Jab aap kam kar rahe hote hain to usmein aapko bahut hi careful hokar kam karna Hota Hai osilators Ko samajhne ke liye iski introduction bahut important hai Usi later basically farak study market mein aapko Ek range bata raha hota hai jismein aapko do specific limits available hoti Hain Jinke andar market ki movement expected hoti hai ismein aapko do mukhtale French provide ki Jaati Hain Jo aapke liye Kuchh helping information share kar rahi hoti hain agar aap Inki madad se Inko use karte hain to aapko bahut jyada fayda Milta hai aur aapko ismein bahut hi advantages Hasil hote hain Usi rating process ko understand karna chahte hain Kyunki yah Ek perfect Purush Hai To ismein folling images aapko iski classification Karti Hain jismein aapko different level ki identification provide ki ja rahi hoti hai agar aapko oscillator process ko understand karna hota hai to iske liye logistics oscillators aur relative strength index indicator bahut important helping information provide Karta Hai Iski madad se aap best entry Lekar acchi earning kar sakte hain..
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Details of Bearish Belt-Hold Candlesticks Pattren in Forex Trading.

    Bearish Belt Hold Line Candlestick Pattern


    Bearish belt hold line pattern prices k high peak area ya bullish trend main banta hai. Pattern ki khas baat ye hai k ye pattern dekhne bullish thrusting line candlestick pattern ki tarah black aur white candles se mel kar bana hai, lekin bajaye trend continuation k ye pattern trend reversal ko ziada tarjeeh deta hai, jiss se prices same sabeqa trend ko hi follow karna shoro karti hai. Pattern ki 1st candle aik strong aur long real body main white ya green candle hoti hai, jab k 2nd candle real body wali black candle hoti hai.

    Click image for larger version

Name:	401174.jpg
Views:	1
Size:	5.2 کلوبائٹ
ID:	12394942

    Pattern ki Pehchan k Rules

    1. Bearish belt hold line pattern aik bearish trend reversal pattern hone ki waja se qeematon ka pehle se high price area ya bullish trend me hona zarori hai.
    2. Pattern ki 1st candle aik white candle hoti hai.
    3. Pattern ki 2nd candle aik black candle hoti hai. Jiss k upper ya open side par koi shadow nahi banta hai.
    4. Pattern ki dono candles shadow samet ya shadow k bagher ho sakti hai, lekin real body hamesha shadow se ziada honi chaheye.
    5. Pattern ki 2nd candle 1st candle se top gap me open ho kar usi ki real body k darmeyan se thora sa nechay close hoti hai.


    Click image for larger version

Name:	401173.jpg
Views:	1
Size:	12.3 کلوبائٹ
ID:	12394943

    Pattern ki Tafseel


    Bearish belt hold line pattern k leyw zarori hai, k prices ka top ya bullish trend ho. Pattern k top prices se reversal k chances ziada hote hen. Pattern me 2nd white candle ka close point 1st candle k midpoint se below hota hai, aur umoman ye 1st candle ka open point k qareeb hota hai. Ye trend reversal pattern hai, jo k prices k top ya bullish trend main banta hai. Ye pattern trend continuation pattern k muqabele main ziada successful nahi rehta hai. Pattern ki 1st candle aik long real body wali hoti hai, jo k bullish trend ki alamat hoti hai. Jab k 2nd candle size main 1st candle k taqreeban barabar hoti hai, jiss ka open price 1st candle se above gap main hota hai aur closing price 1st candle k darmeyan se nechay hota hai.

    Pattern par Trading ka Amal



    Bearish belt hold line pattern humen information deta hai, k market main ya to selling pressure ziada hota hai, aur ya buying pressure kam honne ki waja se qeematen ziada taqat se bearish jati hai. Pattern par trading se pehle confirmation candle ya indicator confirmation ka honna zarori hai, jo k aik 3rd black candle ho sakti hai. Lekin white candle banne se pattern invalid ho jayega, jo k trade k qabil nahi rehta hai. 3rd candle k baad market main sell ki entry ki ja sakti hai.

    Click image for larger version

Name:	401175.jpg
Views:	1
Size:	8.8 کلوبائٹ
ID:	12394941
    • #3 Collapse

      Re: Details of Bearish Belt-Hold Candlesticks Pattren in Forex Trading.

      Dear friends
      Forex trading mein agar successful hona hai to different patterns aur candlesticks ko understand karna bahut ziada important hai, inhi patterns mein sa aik hai, bearish belt hold candlestick pattern, esko define kartay hain

      Aik aisa pattern jo keh upward trend mein form hota hai esko bearish belt hold candlestick patterns kehtay hain, eski specification kuch es tarah hain:

      1. Bullish trades ka stretch ko follow kartay huay , aik bearish ya black candlestick formation hoti hai

      2. Opening price jo keh din ka liay high ban jati hai, previous day ki close sa higher hoti hai

      3. Stock price throughout day decline karti hai, jiski waja sa long black candlestick formation hoti hai, jiska lower shadow short hota hai air upper shadow nahin hota
      Esko aik picture sa show kia ja sakta hai
      Click image for larger version

Name:	download (7).png
Views:	20
Size:	8.5 کلوبائٹ
ID:	12394947

      Es picture mein , peak point per highest price ko opening price show kia gya hai, aur es black bodied candlestick mein closing price ko day ki lowest price show kia gya hai

      Important:
      Bearish belt hold ko bahut ziada reliable consider nahin kiya jata q keh iski occurrence frequently hoti hai, aur mostly yeh preceding future share prices mein incorrect consider hota hai

      Explanation:
      Bearish belt hold aik aisa signal hai jo keh , investor sentiment mein bullish sa bearish ki taraf reverse signals provide karta hai, yeh reliable bhi nahin hota q keh yeh bahut ziada occur hota hai, future mein share prices ko predict karnay ka liay bhi yeh incorrect hota hai. Jesa keh dosray candlestick charting pattern mein , two days sa ziada ki trading ko consider kia jata hai jab trends ki prediction ko dekha jata hai Yeh acha pattern hai per eski non reliable nature ki wja sa ziada use nahin kia jataBearish belt easily spot hotay hain lekin esko confirm karna chahie, jo keh periods ko looking karnay sa understand hota hai jo keh beyond day period extended hotay hain Previous day ki candlestick clear uptrend mein honi chahiay, jis sa confirm hota hai keh sentiment change ho chuki hai Signals ki validity ko affirm karnay ka liay , candlestick ko long hona chahiay, next session ki candlestick bhi bearish honi chahiayJab aap market mein is candlestick pattern ko properly recognise kar lete hain to iske bad aapko market mein according to rules and regulation iski interpretation karna hoti hai

      1) Sabse pahle aapane according to time frames apna target select karna hota hai kyunki jitna minimum time frame hoga iska target itna hi minimum ho sakta hai

      2) Apko market mein hamesha jyada se jyada advantages hasil karne ke liye time frames per focus karna hota hai

      3) Jab aap market mein jyada se jyada advantages hasil karne ke liye is candlestric pattern ki identification kar lete hain to uske bad aapko seling confirmation ke bad entry Lena hoti hai aur apne targets ko achieve karna hota haiEsko mazeed aik picture sa dekhtay hainClick image for larger version

Name:	download (8).png
Views:	7
Size:	4.2 کلوبائٹ
ID:	12394948
      Es picture mein market ka uptrend mein simple way mein pattern ki formation ko dikhaya gya hai Pattern ki formation bahut ziada simple hai es sa marked candlestick ko dekh ka market mein bahut ziada faida hasil kia ja sakta hai, yeh pattern repeat ho raha hai, is picture mein bhi 2 br esko show kia gya hai Es picture sa apko achay sa understanding mil gai hogi
      • #4 Collapse

        Re: Details of Bearish Belt-Hold Candlesticks Pattren in Forex Trading.

        Assalamu Alaikum Dosto!


        Bullish Belt-Hold Pattern


        Bearish belt-hold pattern two days candlestick pattern par mushtamil hota hai, jo k prices k top par ya bullish trend k baad bearish trend reversal pattern ka kaam karta hai. Ye pattern dekhne main same dark cloud cover candlestick pattern ya bullish thrusting line pattern jaisa dekhaye deta hai, lekin dosri Bearish candle ki shape thori si difference honne ki waja se ye uss mukhtalif ban jata hai. Iss pattern ki pehli candle bullish aur dosri Bearish candle hoti hai. Bearish candle ki haseyat ki waja se ye pattern bearish trend reversal ka kaam karta hai, dosra iss candle ki strongness ki waja se iss pattern ko single candle pattern bhi kaha jata hai. Second bearish candle ko bearish marubozu candle bhi kaha jata hai, q iss candlestick k upper side par koi shadow ya wick nahi banta hai.

        Click image for larger version

Name:	images (86).png
Views:	38
Size:	10.6 کلوبائٹ
ID:	12396777

        Candles Formation


        Bearish belt-hold line candlestick pattern prices k top ya upper prices par low demand ki waja se banta hai, jahan par do candles prices ki trend change ka aik positive signal deta hai. Pattern ki dono candles strong real body main banti hai, aur market ki current supply aur demand ki akasi karti hai. Pattern main shamil candles ki formation darjazel tarah se hoti hai;

        Click image for larger version

Name:	IMG_20220530_060353.png
Views:	1
Size:	24.0 کلوبائٹ
ID:	12396776

        1. First Candle: Bearish belt-hold line candlestick pattern ki pehli candle aik bullish candle hoti hai, jo k market main maojood current trend ki akasi karti hai. Ye candle prices ko higher side par push karti hai, jiss main candle ka close price open price se upper side par hota hai. Ye candle shadow samet ya shadow k bagher bhi ho sakti hai.

        2. Second Candle: Bearish belt-hold line candlestick pattern ki dosri candle aik real body wali bearish candle hoti hai, jiss k upper side ya opening side par koi shadow nahi hota hai. Ye candle open pehli candle k top par gap main hoti hai, jab k close pehli candle k darmeyan se below hoti hai. Bearish candle market main current bullish trend ka khatma karti hai, aur prices ko aik new semat deti hai, jo k bearish trend reversal hota hai.

        Explaination


        Bearish belt-hold pattern ki pehchan dosre marubozu candle se hoti hai q k ye pattern dekhne main same dark cloud cover pattern hai, is waja se pattern ko kuch analyst single Bearish candle bhi tasawar karte hen, q k iss ki haseyat ki waja se hi pattern bearish trend reversal ka kaam karta hai, jab kuch trader pehli candle k mutabiq dosri candle ki reference banate hen, jiss se ye pattern two candles ka ban jata hai. Bearish Belt-Hold Pattern main pehli candle bullish trend k mutabiq hoti hai, iss waja se ye candle aik strong real body main aur white ya green color ki hoti hai. Ye candle buyers ka control zahir karti hai, jiss main prices upward move karne ki koshash karti hai. Bearish belt-hold pattern ki dosri candle aik strong real body wali bearish candle hoti hai, jiss ka open bagher wick ya shadow k hota hai aur ye pehli candle k above gap main open hoti hai, jab k close pehli candle k midpoint ya fifty percent hissey se below hoti hai. Ye candle bearish trend reversal main aham kirdar ada karti hai.

        Click image for larger version

Name:	Screenshot_20220530_060446.jpg
Views:	1
Size:	67.3 کلوبائٹ
ID:	12396775

        Trading


        Bearish belt-hold line pattern dekhne main kuch dosre trend reversal pattern ya trend continuation pattern se mushabihat rakhta hai, jiss tarah bullish thrusting line pattern aik bullish trend continuation pattern hai, aur dosri candle ka high pehle candle k darmeyan se kam hone ki waja se iss se difference ban jata hai. ki pehli candle normal bullish trend wali candle hoti hai, jo k prices k bullish trend ki alamat hoti hai, jab k dosri candle pehli candle k upper gap main open honne k bawajood close pehli candle k fifty percent se below area main hoti hai, jiss se dosri candle ki mazboti zaher hoti hai. Bearish belt-hold pattern par trading se pehle trend confirmation ka honna zarori hai. Trend confirmation price action se bhi ho sakti hai aur kisi reliable indicator se bhi ho sakti hai. Pattern k dosri candle k bad agar aik real body bearish candle banti hai, to yahan par market main entry ki ja sakti hai. Stop Loss pattern k sab se highest point jo umoman dosri candle ka upper ya open banta hai, se aik ya do pips top par set karen.

        Click image for larger version

Name:	Screenshot_20220530_060520.jpg
Views:	1
Size:	70.7 کلوبائٹ
ID:	12396774
        • #5 Collapse

          Re: Details of Bearish Belt-Hold Candlesticks Pattren in Forex Trading.

          Bearish Belt-Hold Candlesticks Pattren
          bearish belt-hold design two days candle design standard mushtamil hota hai, jo k costs k top standard ya bullish pattern k baad negative pattern inversion design ka kaam karta hai. Ye design dekhne fundamental same foreboding shadow cover candle design ya bullish pushing line design jaisa dekhaye deta hai, lekin dosri Bearish candle ki shape thori si distinction honne ki waja se ye uss mukhtalif boycott jata hai. Iss design ki pehli candle bullish aur dosri Bearish light hoti hai. Negative flame ki haseyat ki waja se ye design negative pattern inversion ka kaam karta hai, dosra iss light ki strongness ki waja se iss design ko single candle design bhi kaha jata hai. Second negative light ko negative marubozu flame bhi kaha jata hai, q iss candle k upper side standard koi shadow ya wick nahi banta hai....

          Candlesticks Formation,,
          bearish traders say hi belt-hold line candle design costs k top ya upper costs standard low interest ki waja se banta hai, jahan standard do candles costs ki pattern change ka aik positive sign deta hai. Design ki dono candles solid genuine body fundamental banti hai, aur market ki current inventory aur request ki akasi karti hai. Design primary shamil candles ki development darjazel tarah se hoti hai Bearish belt-hold design ki pehchan dosre marubozu candle se hoti hai q k ye design dekhne principal same foreboding shadow cover design hai, is waja se design ko kuch examiner single Bearish candle bhi tasawar karte hen, q k iss ki haseyat ki waja se howdy design negative pattern inversion ka kaam karta hai, poke kuch merchant pehli flame k mutabiq dosri candle ki reference banate hen, jiss se ye design two candles ka boycott jata hai...

          EXPLANATION,,
          BULLESH Belt-Hold Pattern principal pehli flame bullish pattern k mutabiq hoti hai, iss waja se ye light areas of strength for aik body fundamental aur white ya green variety ki hoti hai. Ye flame purchasers ka control zahir karti hai, jiss fundamental costs up move karne ki koshash karti hai. Negative belt-hold design ki dosri candle areas of strength for aik body wali negative flame hoti hai, jiss ka open bagher wick ya shadow k hota hai aur ye pehli light k above hole fundamental open hoti hai, poke k close pehli candle k midpoint ya 50% hissey se beneath hoti hai. Ye candle negative pattern inversion principal aham kirdar ada karti hai.Tu hi trades say hi ik trah say hi karein gy....
          Importence of bullesh belt hold,,
          bearish belt-hold line design dekhne primary kuch dosre pattern inversion design ya pattern continuation design se mushabihat rakhta hai, jiss tarah bullish pushing line design aik bullish pattern continuation design hai, aur dosri flame ka high pehle candle k darmeyan se kam sharpen ki waja se iss se distinction boycott jata hai. ki pehli light typical bullish pattern wali flame hoti hai, jo k costs k bullish pattern ki alamat hoti hai, hit k dosri candle pehli candle k upper hole principal open honne k bawajood close pehli candle k 50% se beneath region fundamental hoti hai, jiss se dosri candle ki mazboti zaher hoti hai. ...

          Bearish belt hold kia hy??
          bearish belt-hold design standard exchanging se pehle pattern affirmation ka honna zarori hai. Pattern affirmation cost activity se bhi ho sakti hai aur kisi dependable marker se bhi ho sakti hai. Design k dosri candle k awful agar aik genuine body negative candle banti hai, to yahan standard market principal passage ki ja sakti hai. Stop Loss design k sab se most noteworthy point jo umoman dosri flame ka upper ya open banta hai, se aik ya do pips top standard set karen.
          Negative belt hold line design costs k high pinnacle region ya bullish pattern primary banta hai. Design ki khas baat ye hai k ye design dekhne bullish pushing line candle design ki tarah dark aur white candles se mel kar bana hai, lekin bajaye pattern continuation k ye design pattern inversion ko ziada tarjeeh deta hai, jiss se costs same sabeqa pattern ko greetings follow karna shoro karti hai. Design ki first candle serious areas of strength for aik long genuine body primary white ya green flame hoti hai, hit k second candle genuine body wali dark candle hoti hai....
          Trading ka Amal,,
          bearish belt hold line design k leyw zarori hai, k costs ka top ya bullish pattern ho. Design k top costs se inversion k possibilities ziada hote hen. Design me second white flame ka close point first candle k midpoint se underneath hota hai, aur umoman ye first candle ka open point k qareeb hota hai. Ye pattern inversion design hai, jo k costs k top ya bullish pattern principal banta hai. Ye design pattern continuation design k muqabele primary ziada effective nahi rehta hai. Design ki first candle aik long genuine body wali hoti hai, jo k bullish pattern ki alamat hoti hai. Hit k second candle size fundamental first light k taqreeban barabar hoti hai, jiss ka open cost first candle se above hole principal hota hai aur shutting cost first flame k darmeyan se nechay hota hai.
          Negative belt hold line design humen data deta hai, k market primary ya to selling pressure ziada hota hai, aur ya purchasing pressure kam honne ki waja se qeematen ziada taqat se negative jati hai. Design standard exchanging se pehle affirmation flame ya marker affirmation ka honna zarori hai, jo k aik third dark light ho sakti hai. Lekin white flame banne se design invalid ho jayega, jo k exchange k qabil nahi rehta hai. third flame k baad market principal sell ki section ki ja sakti hai.tu asaani say hi ik trah say hi trading ho jay gii....
          • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
          • #6 Collapse

            Re: Details of Bearish Belt-Hold Candlesticks Pattren in Forex Trading.

            aslam o alikum dear forex trader kya hal hai umeed krta ho ky ap sub khariat se ho gy aur forex fourm mein khoub mojeen kr rhy ho gy pakistan forex fourm ek esa platefourm hai jis mein lakho loog is platefourm py apna business kr rhy haen aur daily base py lakhoo rupay kama rhy haen Q ky ye ek esa platefourm hai jis mein ap parttime apna kam start kr sakty haen agar to ap ky pass tora sa bhe time hai to pher ap ye wala business aram se ghar baith kr part time ky tour per kr sakty haen aur kafy sary paisy kama sakty haen ab jo topic main ap logo se share krny ja rha ho wo hai bearish pattern ya kya hai aur is ki forex fourm mein kya important hai to chalye start krty haen.
            What is bearish candlestick pattern
            dear forex trader ye bearish pattern ye ek kism ka price ka indicator hai jo hamen inidicate krta hai jub bhe market nechy ki tarf any lagti hai to ye hamen indicate kr deta hai jub ap ne koi trade lagi hoti hai for example agar to market up ho rhi hai to pher os waqat bullish pattern create hota hia os ka matlab hota hai ky ab market mein is value up ho gi aur gar bearish pattern create hota hia to pher os ka matlab hai ky ab market down ho gy yani price level nechy chala jay ga ye indicator bhot he important hota hia kesi bhe trader ky lye agar hamen ye signal na milen ya pher hamen in candnle ka koi bhe eleam na ho to hum trade mein loss zida kren gy aur profit kam kren gy is lye hamen in indicator ka sara lene parta hai

            اب آن لائن

            Working...
            X