Aslam u Alaikum! Dear members i hope ap sab khariyat sy hon gay, or market main achi earning kar rhy hon gy.Agr ap market main kamyabi Hasil karna chahty hain to aapko Hamesha experience k sath kam karna hota hai aur apni learning ko perfect banana hota hai. Tab hi ap kamyabi hasil kar sakte hain.Forex trading mein agar aap successful trading karna chahte hain. To ap ko different factor par study karty hain to ap ko bhot zyda advantages available hoty hain. Main aj ap XAU/USD k related important information discuss karna chahti hun. Jis ko ap samjh kar asani sy trading ko successful bana sakhty hain.
OBSERVE THE FAST MOVEMENT OF MARKET:
Dear members agar ham is pair par trade krty hain tw isky tez movements ki wajah sy hamary profit main izafa bhi kaafi tezi sy hta rehta hai aur bar bar movements change hny ki wjaah sy ismy ham bqi pairs sy zyada trades enter krskty hain hamy monthly monthly ek e trade main nahi rehna prta balky iski movments itni gtez hain k month main hum 10 sy bhi zyada trades laga sakty hain.Isky ilawa ismy profit leny kilie wait bhi nahi krna prhta kyunky iski trades baqi pais sy bht short hain jis sy hm jaldi jaldi profitable trades karky baqiun sy jaldi rich hskty hain jo dsry pairs prefer krty hain unhy ham tk phnchny main saal lag sakty hain jo ham kuch months main succcess haasil krskty hain.Islie ispy trade krna hamy bht jaldi bht zyada successfull krskta hai.
RISK MANAGEMENT :
Dear friends is pair py trading krty waqt risk bhi zyada hai kyunky movements tez htien hain zara c laprwahi hamy khatry main daal sakti hai aur hamy kafi loss bhi hskta hai jistarah profit jaldi aur zyada hta hai isitrah loss bhi zyada aur jaldi hskta hai.Islie is main kafi active rehna prta hai aur kafi active rh kr trade krni prhti hai.Warna ham apna bht zyada nuqsan krskty hain Agar koi news ajye tw is market main aur pairs sy zyada tezi aati hai aur 2 mint main hamary hazaro dollars bhi urh sakty hain islie ismy trading krny kilie kafi zyada expert hna prht hai aur kafi zyada active hna prhta hai analysis main zara bhi laprhwai nahi krni chaiye.
SUPPLY OUER DEMAND:
Dear Wesy to saari commodities Supply aur demand par chalti gain lekin gold ke demaand hamesha say rahi hai. Chahy wo jewellery ke ssorat main ho, industrial uses ke soorat main yaa phiir safe-heaven currency ke soorat main ho. Wesy to gold ke demand rehtee he hai lekin main reason ye hai hai gold Financial crisis ya dosry economic problems main gold hamesha sy stable raha hai aur esi soorat main demand main izzafa hua ha. Aur gold ke Supply gold bars ya jewellery weghra main bhe available rahi hai.
STRONG ANALYSIS IN FOREX MARKET:
Dear members ye aik bht hi acha pair hai trade krny ky liye lekin agar ham is my laprwahi krengy to baht loss hoga lekin agar ham positive sochien or apni skills aur apny analysis py work krien aur discipline k sath trading krien tw yehi pair hamy maheno main lakhpati bana sakta hai.Islie apni skills p hardwork krien aur is pair par trade krien tw ismy bht profit hai aur yeh hmary liye bhot acha hai.
Dear forex members Hazaron saalon say physically aur economically gold ke demaad rahi hai aur gold ko safe heaven asset kay torr par jaana jaata hai. Wakt guzarny kay saath sath gold ke demaand main izzaffa hota raha hai aur gold ko baad main currency ke base kay torr par use kiyaa jaany laga.

تبصرہ
Расширенный режим Обычный режим