*Importance of Support and Resistance:-

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    *Importance of Support and Resistance:-
    *Importance of
    Support and Resistance:-


    ✓Technical analysis k leye support aur resistance levels aik aham point k tawar par dekhe jate hen, jiss se prices aksar baar baar rebound ho jati hai. Ye levels analysis main market main entry, exit aur stop loss k leye istemal keye ja sakte hen. Support aur resistance zone do aham aur trading k leye strong point hote hen, jiss k bare main janna analysis k keye bohut aham hai. Jab bhi ye support aur resistance level breakout ho jatti hai, to ye samjha jatta hai k supply aur demand ki forces jinhon ne in sathon ko bannaya hai munttaqil ho gaye hai, aisi sorrat me naye support aur resistance levels k banne ka imkan hotta hai, jahan par assets ki supply aur demand main wazih tabdeeli a jati hai.

    images (2) (132).png

    *Support Explaination:-


    ✓Support prices k leye wo zone hota hai, jahan par sellers ki market main dilchaspi khatam ho jati hai, jiss se assets ki demand main supply ki nisbat izafa hona shoro ho jata hai. Support satah par qeematon ko nechay main dushwaree hotti hai, ye is waja se hotti hai, k jab bhi qeemat gerti hai, aur support level k qareeb atti hai, to market main buyers khareedne ki taraf ziadda mayel ho jatte hen, aur sellers market me ziadda kam mutaharek hotte hen, ye zone prices k taqat deti hai k yahan se prices mazeed nechay na jayen.

    *Resistance Explaintion:-


    ✓Resistance wo zone hai jiss main buyers ki dilchaspi assets main khatam ho jati hai, aur assets ki value kam hoti ya demand kam ho jati hai, jiss se supply main izafa hota hai. Resistance levels stock ko mazzeed upper janne se roktti hai. Jab bhi kisi stock ki qeemat resistance levels k qareeb jatti hai, to us ko ziadda upper janne me mushkil pesh atti hai, is ki wajja ye hai, k jaise jaise prices resistance levels k qareeb pohunnchti hai, to sellers sell karne ki taraf mayyel ho jate hen, jo demand main izafay ka bahis bante hen.

    *Briefly Explaination of Support and Resistance:-


    ✓Support aur resistance k pechay market main buyers ki waja se demand aur sellers ki waja se supply main izafay ka sabab hote hen, ye levels stock main kisi bhi position par ban sakte hen, lekin wo position baar baar prices ko breakout se bachane k leye iss ko reject karti hai. Misal k tawar par buyers ka ek group support area main stock ko khareed rahe hotte hen, aggar yahan par support level $50 ka hai. Buyers $50 par kuch stock ko buy kartte hen, aur prices yahan se move kar $55 par challi jatti hai. Is par buyers khush hotte hen aur wo mazzeed $50 par stock khareedna chahte hen, lekin $55 par nahi. So wo faisela karrte hen jab bhi qeemat wapis $50 par jayegi to wo mazzed stocks ko bay karengay, yahan par wo $50 par demand set kartte hen.
    Ab aik dosra traders ka group aisa hai, jo k $50 par stock ko khareedne par tazzabzub ka shikar they, lekin $55 par stock janne ki waja se wo $50 par stock buy na katke pechta rahen hen, aur faisela karte hen, k jab bhi stock wapis $50 par jayega to wo lazzmi buy karengay aur wo bhi $50 par demand set kar lette hen.
    Ab buyers ka ek teesra aisa bhi group hai, jis ne $40 par stock ko buy kia hotta hai, lekin wo $50 par us ko sell karte hen. Lekin jab wo dekhtte hen k stock $55 pe chala gaya to wo apne selling par pechtate hen, is waja se wo bhi faisele kartte hen, k jab bhi aggar stock dobbara $50 pe ayega to wo khareedengay. Ye group bhi $50 par stock k leye demand set karte hen, jis se demand bohutt mazzbot hotti hai.
    Resistance k mesal main bhi hum stock ki maojooda qeemat $50 hi tasawar kartte hen, aur buyers stock ko $50 par buy karte hen. Ab aggar qeemat $50 se $55 par chali jatti hai, to traders koshash kartte hen, k wo stock ko $55 par sell karden, bajaye ia k keh ye wapis $50 par aye, aur maximum traders aisa hi karrne ki koshash karrte hen. Jab bohut zyada miqdar main stock market me ferokht k leye pesh hogga to qeematen wapis support level ki taraf chalna shoro kartti hai. Stock par teen qisam k groups ka bohut ziadda pressure parne ki waja se stock $50 k level se wapis mor jata hai, lekin $50 par dobara demand ziadda hone ki waja se qeematen mazzeed nachay nahi jatti hen.
    Technical analysis main ka aik key concept hai k jab bhi prices support aur resistance levels kp breakout kartti hai, to is ka role reversal ho jata hai. Aggar qeemat support level se nechay atti hai to wo level resistance ban jayegi, aur aggar qeemat resistance level se upper jatti hai to ye aksar support level ban jatti hai. Jaise jaise qeemat support ya resistance levels se guzzarti hai, to ye khayal kia jata hai, k supply aur demand main tabdelli aye hai, jis ki waja se ye tabdeeli reversal role kartti hai, aur prices main faraq parhna shoro hota hai.

    images (2) (72).jpeg

    *Trading:-


    ✓Support aur resistance levels trading k leye market main entry exit aur stop loss k leye bohut hi ziada zarori aur aham points hen. Traders lazmi trades entry leye support aur resistance indicators ko trading main istemal karte hen. Support aur resistance indicators main sab se ziada istemal hone wala indicators main fabonacci retracement aur extension indicator, pivot point indicator hai. Ye indicators prices ki bunyadi support aur resistance levels ki information dete hen, jiss ko buy, sell, stop loss aur take profit k leye istemal kia ja sakta hai.
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: *Importance of Support and Resistance:-

    Support our resistance ki bari importance hy bara naam ho aik acha scope resistance market ki limit batata hy ky aj market is limit tak jaey gi is sy ziyada reach nae kary gi mukhtalif mukhtalif option dy deti hy ab is ko mind sy soch kar trade per muntakil karna ho ga our support osy kehty hain jab market limit ko cross kar jae ya os limit ko break kar dy tu isy suppoy kehty hain our yahan per trade open karna mind master kehlata hy
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #3 Collapse

      Inverted head and shoulder pattern:

      Assalam alaikum expensive individuals!
      Umeed ha ap sb khairiat se hn hy or apki buying and selling achi jaa ri ho ge.
      Agr ap meri posts examine karty hain to apko yad ho ga hm head & shoulder pattern phly cowl kr chuky hain or aj ki submit foremost hum inverted Head & shoulder pattern ko speak karen gy.

      What is inverted head and shoulder pattern?
      Dear contributors ye aik bullish reversal sample ha.
      Ye bearish trend ok end most important bnta ha jb marketplace kafi nechy jaa chuki hoti ha oversold ho chuki hoti ha or ksi robust help place py rukti ha or thora opr ja ok aik excessive bnati ha or wahan se nechy ati ha sedha or apna previous low smash kr okay nechy ja ok aik naya low bnati ha or phr es jgha se opr jati ha or usi jgha rukti hai jahan phly excessive bna chuki hoti ha merket es resistance vicinity se phr nechy ati ha or jo 1st low bnaya tha marketplace big apple us k same nechy aa k low bnati ha or wapis apni redistance ki trf jati ha.
      Inverted head and shoulder k four parts hain jo ok nechy bayan kye gaye hain.


      Neckline:
      Nechy jany ok awful wapis jahan aa okay market 3 bar rukti ha , or phr nechy ja k new lows bnati ha, es resitance line ko jahan market rukti ha, neckline kaha jata ha jesa okay ap photograph primary dkh skty hain nechy.

      Head:
      apni neckline se tkrany ok terrible market nechy ja ok 3 lows bnati ha jin primary se 2 low identical hoty hain jb okay aik darmyan wala low un se thora nechy hota ha esko head khty hain.

      Left and right shoulder:
      head jo okay sb se nechy wala kow hota ha uski dono sided py equal length ok low hoty hain jo okay right & left shoulder khlaty hain jesa okay ap image important dkh skty hain nechy.

      Breakout of neckline:
      Dear members sample jb entire ho jata ha to es ok bad neckline k breAkout ka wait kia jata ha. Breakout tb hota ha jb market neckline ko move kr jy or us k bahor km se km aik ghnty ki candle near kry.
      Breakout ki confirmation ok horrific hi es principal hint lo jati ha buy ki.

      Stop loss:
      es fundamental hmara stop loss neckline sa neechay hota hai.

      Profit goal:
      income goal head sa neckline ki height ka identical hota hai.

      اب آن لائن

      Working...
      X