What is stop loss and take profit?

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    What is stop loss and take profit?
    Introduction! ASSALAM ALAKUM! kya hal he ap ka umeed krti ho sb khyrit se ho gy or forex trading me acha profit hasil kr rhe ho gy. Friends aj ka mera topic stoploss aj me apko btao ge k is ko forex me kase use krna he or forex me hme stop kb krna chahey or stop loss krne se kya hota he. Friends aj me bao ge k take profit ko forex me use kase krna he or is k kya faida ho skta he. Stoop loss or take profit ki forex me kya ahmiyt he hm is pe b bt kre gey



    Stoploss ki Setting.

    Jab bhi ham market mein koi order open karte Hain to iske liye hamen Star plus ko sath lagana bahut jaruri hota hai kyunki jab tak stop loss Nahin hoga tab tak ham ji Nahin kah sakte hain ki hamara account safe Hai kyunki without stop loss per hamara account safe Nahin hota hai isliye hamen chahie ki ham Jab bhi koi order open karen to uske sath hi hamen stop loss jarur rakhna chahie Jab ham stop loss Rakh Lete Hain to fir hamara account safe hota hai aur FIR hamara nuksan bahut hi kam hota Hai.
    Star plus ko rakhne Ka tarika yah hai ki jahan se ham apna order lete hain vahan se ham Kisi bhi miner support ya resistance level per apna stop loss Rakh dete Hain agar market hamare parivar so jaati hai aur hamare against jaati Hai to hamara stop loss hit ho jata hai aur hamara account safe rahata hai.
    Click image for larger version

Name:	images (17).jpeg
Views:	10
Size:	13.0 کلوبائٹ
ID:	12531058
    Take profit ki Setting.

    Stop loss ki Tarah take profit bhi bahut jaruri hai kyunki jis Tarah ham Apne account ko safe banane ke liye stop loss ko istemal karte hain aur apne loss ki ek limit Rakh lete hain ISI Tarah hamen take profit rakhna bhi bahut jaruri hota hai kyunki jab tak hamara market mein take profit Nahin hota tab tak ham Apne profit ko safe nahin kar sakte hain market agar hamare target ko ja pahunchi hai aur hamara take profit Nahin hota to hamara profit Kabhi Seth Nahin hota hai aur iske bad agar market revers ho jaati Hai to hamara Sara profit waste ho jata hai isliye hamen chahie ki ham jarur ek profit ko istemal Kiya Karen kyunki take profit ko istemal karne se hamen profit jarur milta Hai.
    Click image for larger version

Name:	images (15).png
Views:	1
Size:	42.0 کلوبائٹ
ID:	12531057
    Importance of stoploss and Take Profit:

    Without stop loss or take profit ke hum Kabhi bhi successful trading nahi kar sakte hain agar humne successful trading karni hai to hamen take profit aur stop loss kar rakhna bahut jaruri hai kyunki jab tak ham Apne target Nahin rakhte Hain tab tak hamen kamyabi nahin milati hai isliye target Ka Hona bahut jaruri hai agar ham ek target ke sath kam karte Hain to fir hamara kam kafi behtar ho jaate Hain aur hamen Apne kam mein koi tension Nahin Hoti Hai isliye hamen jarur ek profit aur stop loss rakhna chahie tha ki ham aasani ke sath successful ho sake agar take profit aur stock loss Nahin hoga to fir hamen
    Click image for larger version

Name:	images (16).jpeg
Views:	18
Size:	20.0 کلوبائٹ
ID:	12531056
    TRADING
    friends Forex ak buht achi job he is pe kam krne k liy hme kafi experience ki zrurt hoti he agr hm is me successful hona chahte he to hme achi poste krni ho ge. Or hme pta hona chahey k trading kase krne he trad kb lgani he sell kb krna he buy kb krnaor hme ai bt ka b pta hona chahey k trad close kase krne he or kb krni he or hme pta hona chahey k take profit or stoploss kise khte he or trading k wqat is ko kase use krna he
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: What is stop loss and take profit?

    What is stop loss and take profit?

    Trading Mai stoploss lagne se ap bht bare nuksan se bach skhty ho apko chahye k ap jb be trade lagao to ap stoploss lagao wo zarori hy q k agar market break out hoti hy to usse Apka account wash ho skhta hy Jis se ap bht bare nuksan ma ja skhty ho isliye apko chahye k stoploss lagao taha k ap nuksan se bacho ...ye ak function diya hy to isko istimal karo

    Click image for larger version

Name:	1.jpg
Views:	2
Size:	8.4 کلوبائٹ
ID:	12394832

    Importance of Stop loss and take Profit

    Forex trading me stop loss boht bari ahmyat rakhta hai stop loss ki waja se ham market me zyada zinda reh sakte hai stop loss ki madad se jo trade hamari against jaati hai stop loss ki waja se ham jald hi market se bahir hojate hai jtne b baray trader hai professional hai wo zyada tawaja stop loss pe dete hai wo waheen par hi stop loss lagate hai jahan par trend change hone k zyada chance hai Sl aur tp lagana apny account ko wash hony sy bhi bachata hai aur kabhi kabhi bahot profit main market ja ker wapis chali jati hai lekin her waqat ham market ko observe nehi ker rehy hoty aur same time main ham profit main close kerny ka chance zaya ker jaty hain so agar tp selected ho tou trade profit main close ho jati hai

    Click image for larger version

Name:	2.png
Views:	1
Size:	4.1 کلوبائٹ
ID:	12394833

    Stop loss and take profit

    Trading Mein
    stoploss ki bahut jyada ahmiyat hai stop-loss aapke account ki safety ke liye bahut jyada Jaruri hota hai agar aap stop-loss ki limit Nahin Lagate to aapki trade negative trend main bhi Chalti rahti hai aur jab tak aapka account wash Nahin ho jata trade continue rahti hai isliye Hamesha stop-loss ki option ko Jarur istemal karna chahie Taki aapka account safe Rahe aur aap dobada bhi trade kar sake stop-loss ki option istemal karne ke liye aapko pahle calculation Karni chahie aur vah maximum loss calculate kar lena chahie jo aap Kisi bhi trade mein Main bear karna chahte hain

    Click image for larger version

Name:	3.jpg
Views:	1
Size:	7.7 کلوبائٹ
ID:	12394834

    Use of Stop loss and take profit

    Forex trading business mein
    stoploss ki buht ziada ehmiyeet hoti hai kiok agr hum apni trade mein stoploss laga kar trading kartay han tu is se buht ziada loss se bach saktay han stoploss laga kar trading kartay han tu is se account wash nahin hota trading mein stoploss laga kar trading kartay han tu hum loss ko kam kar saktay han aur phr loss ko recover kar kay profit earn kar saktay han stoploss lazmi lagana cahaiye is ka faida hi hota hai nuqsaan koi nahin hota

    Click image for larger version

Name:	4.png
Views:	13
Size:	5.7 کلوبائٹ
ID:	12394835
    • #3 Collapse

      Re: What is stop loss and take profit?

      Stoploss our takeprofit trading ka hisa hain stoploss tab lagaya jata hy jab loss ka imkaan ho tab hi stoploss lagaya jata hy misaal ky tour per ap nein sell ki trade open ki hy apko loss horaha hy ziyada loss sy bachny ky liye ap aik hadood tak stoploss laga dety hain tu jab market os hadood tak pohnchti hy tu woh automatically close ho jati hy our is tarah take profit ha ap koi trade open karty hain ya order open karty hain ap chahty hain ky aik point per hahan profit acha ho wahan ky take profit lagana hota hy is sy bhi order automatic close ho jata hy ap profit gain kar lety hain
      • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
      • #4 Collapse

        Re: What is stop loss and take profit?

        stap las aur take praft orders muaser tareeqay se aap –apne brokr ko hadaayat dete hain ke bator tajir apni tijarat kab band karen .stap las ka maqsad aap ke brokr ko is khatray ki miqdaar se aagah karna hai jo aap apni tijarat ke sath lena chahtay hain .
        take praft taqreeban is ke bar aks hota hai. yeh aap ke brokr ko batata hai ke aap aik tijarat par kitna munafe kamanay ke liye tayyar hain aur jab aap raqam se mutmaen hain .


        nuqsaan ko rokain aur munafe lainay ke aapshnz aisay tools hain jin ko tijarti software ke sath istemaal kya ja sakta hai jo aap ka brokrij faraham karta hai. yeh un mein se taqreeban har aik mein hai. taham, agar aisa nahi hota hai, to aap ko –apne service prowayidr se rabita karna chahiye kyunkay tool bohat ahem hai


        How to use SL and TP orders


        nuqsaan ko rokain aur munafe lainay ke orders, jaisa ke pehlay bataya gaya hai, samajhney mein aasaan lag satke hain, lekin aisa nahi hai. inhen mahino takneeki tajzia ki tarbiyat ki zaroorat hoti hai. yeh tab hota hai jab aik tajir mukhtalif asason ke chart ki jaanch partaal karta hai aur mukhtalif الگورتھم ka istemaal karte hue taayun karta hai ke currency ka jora kab apni buland tareen qeemat haasil kar sakta hai aur kab yeh mumkina tor par bohat ziyada gir sakta hai .


        stap las orders aksar tijarat ke aaghaz mein khusoosi tor par istemaal hotay hain. yeh afraad ko market ke baray mein behtar tor par samajhney ki ijazat deta hai, khuwa woh take praft orders tarteeb nah dainay ki wajah se paisay kho bathain .


        yeh yaad rakhna zaroori hai ke aap chahay kitney hi praatmad hon, munafe bakhash position sikndon mein kharab ho sakti hai, aur mamooli nuqsaan taizi se barray pemanay par ban sakta hai


        What is stop loss and how to use it


        jab koi tajir stap nuqsaan ka order deta hai, to woh is baat ka ishara day raha hota hai ke woh apni position band karne ke liye tayyar hain chahay woh –apne alay ke qareeb nah hon .
        haan, yahan tak ke agar aap –apne computer ya smart phone ko haath nahi lagatay hain, tab bhi stap loss order fa-aal rahay ga. aap sirf aik tijarat shuru kar satke hain aur usay raton raat khula chore satke hain. agar sharah mubadla mein numaya tor par utaar charhao aata hai to stop nuqsaan aap ke account ki hifazat kere ga

        اب آن لائن

        Working...
        X