*Long lower shadow candle:-
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    *Long lower shadow candle:-
    *Long Lower Shadow Candle:-

    ✓Long Lower Shadow Candle ziadda tar bottom trend k baad banti hai, jo ziada tar prices k bullish ya uptrend reversal ki alamat hotti hai. Long lower Candle k baane k pechay psychology ye hoti hai, k jab bhi prices aik session k dowran bearish jati hai lekin baad main buying pressure ki waja ussi session main prices wapis upper a jati hai, is ko bullish trend indication samjha jatta hai. Jab bhi market main sellers bohut ziada active ho jate hen aur market par ghalba pane ki koshash karte hen to qeematen lower movement karti hai, lekin usi duran bulls bhi market main active ho jate hen, jiss se qeematen wapis upper jati hai. Jiss se candle ki aik small real body k sath aik lamba lower saya ban jata hai. Lower Shadow Candle main candle ki wick ki importance aur bottom price par honne ki waja se candle ki real body ki koi ahmeyat nahi hoti hai.

    images (2) (79).jpeg
    *Candle kasa banta ha:-

    ✓Long lower shadow candlestick single candle hai, jo high demand ki waja se price chart k bottom par high selling pressure k baad banti hai. Ye candle prices k leye next bullish trend reversal ki prediction deti hai, jo market main buyers k active hone ka aik positive signal hota hai. Candle ka shadow strong rejection dekhata hai, jiss se market main trend k tabdeel ka aik zarya hota hai. Candle ki formation darjazel tarah se hoti hai;

    Screenshot_20220516_191500.jpg

    ✓Long Lower Shadow Candle: Long Lower Shadow candlestick aik small real body wali candle hai, jiss k lower side par aik long shadow hota hai. Candle ka shadow candle k real body ka dungna ya uss se bhi ziada hota hai. Jab k candle k upper side par koi shadow nahi hona chaheye, lekin agara banta bhi hai, to bohut ziada large size main nahi hona chaheye, jiss se candle ki formate tabdeel hone ka hadsha ho.

    *Explanation:-


    ✓Long Lower Shadow Candle aik single bullish trend reversal pattern hai, aur jab bhi market main qeematen low area main jane k baad mustarad ho jati hai to uss waqat ye candle banti hai. Candle ki lower side par lambi wick battati hai k candle k leye lower price par mazeed demand nahi hai, jiss k leye prices ko lower area main push kia jaye. Ziada tar in candles main real body small hoti hai, q k open aur close aik dosre k bohut nizdeek hotte hen. Candle ki real bullish ho ya bearish is se candle ki performance par koi faraq nahi parta hai. Yani ye candle bullish aur beariah dono tarah se ho sakti hai. Long Lower Shadow Candle shap main shooting star candle hi dekhaye deti hai, lekin aik to iss candle k upper side par bhi aik small wick ho sakti hai, dosra ye candle lower side par aik long real shadow rakhti hai. Candle ki bottom price k hone ki waja se bullish trend reversal pattern ka kaam karti hai.

    Screenshot_20220516_191658.jpg

    *Trading:-


    ✓Long Lower Shadow Candle trader k leye buying ki opportunity deti hai. Kuch candles main real body ki nisbat candle ki wick ya shadow ziada strong indication deti hai, jiss tarah se aam tawar par doji candles main dekha jata hai. Is candle k bane se market main qeematon ki wazih nishan-dahi ho jati hai, k prices bearish jane k baad aik khas position par mustarad ho chuki hai, jis se candle ki lower side par aik long wick bani hoti hai. Market me buy ki entry karne se pehel candle ki lower price par position aur trend confirmation lazmi check karen. Candle k baad aik real body wali bullish candle lazmi bani chaheye, jis se market k trend reversal pattern confirmation ka signal melta hai. Stop Loss ki position candle k wick k low par ya uss se ek do point lower side par set karen. Candle se munafa k leye dosre pattern aur indicators ka istemal kia ja sakta hai.

    Screenshot_20220516_191715.jpg
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Long lower shadow Pattren candlesticks


    Assalamu Alakum! honorable member Main ummid Karti hun, aap sab kheyriyat se Honge aur Apna Achcha kam kar rahe Honge. Jab aap ismein kam karte hein to aapko daily ka goal complete karna hota hey aur hard work ke sath kam karna hota hey. agar aap ismein hard work Nahin Karenge to aap kabhi bhi successful trading nahin kar sakte, isliye aapko market My other important analysis on complete study Karni chahie aur Market ko acchi tarike se focus karna chahie jitne acchi analysis ke sath aap je market Mein trading Karenge aapko itna hello Achcha result milega. main aaj aapse bahut hi important information share karungi yes aapki trading ko profit chart banaa sakti hey to Mera topic hey long lower shadow candlestick pattern kya hey Ham is according to Kais kam Karke profit trading kar sakte hein.

    Candlestick pattern with a long lower shadow:


    Click image for larger version

Name:	11444844654.jpeg
Views:	13
Size:	10.4 کلوبائٹ
ID:	13054195
    Long bottom candlestick pattern single candlestick pattern hone ki vajah se technical analysis mein bahut jyada use hone wala Ek bullish trend reversal pattern Hey Jisko na sirf forex trading mein jyada use Kiya Jata Hey balky Index band aur crypto currency trading mein bhi iska Khasa use hota hey long lower Shadow candles action price traders ko bullish or bearish trend to reverse bad trend ki Talash karne mein help kar sakti hey long lower Shadow candles ki karykarta ki ka Insan selected time for Hota Hey Jab Bhi ye candle price to bottom for banti hey to ye mami karna bullish trend reversal ka signal Children Hey long bottom Shadow candles indicators dusre ke sath price ke bottom for bullish trend reversal ke liye Jyada famous Hey Jiske opposite direction Mein top price Mein long top Shadow candles Banti hey long bottom Shadow candles ke sath price to bottom na Ek hammer candle bi same hososeyat rakhti Hey Jo Bullish shape hey lekin Mein long bottom Shadow candle ka se various hot hi.
    Long lower shadow

    Making Candles:

    Long lower Shadow candles reliability by price chart by muntakhab Karda timeframe by hota hey Jitna Jyada timeframe long slept Hoga candles ki haseyat Jyada strong Banti Jayegi long lower shadow candle price chart by darja zail hososiyat ke sath banti hey.

    Long candlestick bottom shadow bullish trend mein baltarteeb buy or sell pressure ki vajah se banti hey jismein candles ki jyadatar hososiyat bullish trend ki hoti hein ye candle Small real body Mein Hoti Hey Sparkle bottom side behind Ek long shadow hota hey candle ki real body bullish aur bearish donon ho sakti hein lekin ye candle bullish hi candle shumar hoti hey.


    Explanation of candlestick pattern with long lower shadow:

    Long bottom Shadow candlestick pattern Ek Small real body Mein bottom side par long Shadow wali candle Hey jismein price trend ko reject karne ka Ishara Children Hey candle shape ki Bearish donon Tarah Se ho sakti hein Jab Ke candles ki shadow real body ke size se dugna ho sakti hey long lower Shadow candles Ek Aisa pattern hey jo different financial market ke sath acchi Tarah kam Karta Hey ye candlestick ke sabse famous pattern Mein Se Ek Hey Jaise trader price ki movement ko Dekhte hue result ke imakan ka andaza Lagane ke liye use karte hein candlestick price chart Mein Har EK candle selected time frame ke mutabik Ek period Se mutaalik Hoti Hey long Lo aur Shadow candle one candle hone ki vajah Se Har ek time frame Mein Ek Hi candle ka pattern hoga.

    Trading the Long Bottom Shadow Pattern:

    Long bottom shadow police donon shapes mein bullish trend reversal ki hososeyat ka hamil Hoti Hey Kyunki price ke bottom ya bearish trend Mein ye candles price ke liye support zone ka roll play Karti Hey single candle pattern Mein Jitna Jyada Lamba timeframe Hota Hey Iski reliability Uske hisab se acchi Hoti Hey candles for trading with pahle long term ke timeframe ke sath Ek trend confirmation candles Ka Hona bhi Jaruri hey jo ki real body Mein bullish candle hone ke sath long bottom Shadow candles to the top for closing honi chahie candles ki CCI confirmation ,RSI indicator aur oscillator Sy bhi ki Ja sakti hey Jiski value above sold zone Mein Hona chahie stop loss pattern ke sabse bottom ya Low price with two pips below set Karen.ong lower shadow Pattren candlesticks.

    • #3 Collapse

      **Long Lower Shadow Candle: Ek Comprehensive Guide**
      Forex trading mein candlestick charts ka istemaal bohat important hota hai aur in charts mein mukhtalif patterns aur formations hoti hain jo market ke trends aur price movements ko samajhne mein madad deti hain. Aaj hum ek khas candlestick pattern ke baare mein baat karenge jo "Long Lower Shadow Candle" kehlata hai. Yeh pattern aapko market ke potential reversal aur support levels ko pehchaanne mein madad kar sakta hai.

      **Long Lower Shadow Candle Kya Hai?**

      Long Lower Shadow Candle ek aisi candlestick hoti hai jisme lambi lower shadow ya wick hoti hai aur chhoti body hoti hai. Is candle ka upper wick chhota hota hai ya phir hota hi nahi. Yeh pattern yeh signal deta hai ke sellers ne price ko lower levels tak push kiya lekin buyers ne price ko wapas upar pull kar diya. Yeh candlestick bullish reversal signal deti hai, khas taur par jab yeh ek downtrend ke baad aati hai.

      **Long Lower Shadow Candle Ka Formation**

      1. **Lower Shadow:** Lower shadow ya wick candle ka sabse important hissa hoti hai. Yeh shadow yeh show karti hai ke market ne ek waqt par low level ko touch kiya tha lekin phir wahan se bounce back kiya.

      2. **Body:** Candle ki body chhoti hoti hai aur open aur close price ke darmiyan kam difference hota hai. Yeh body yeh batati hai ke price ne session ke dauran zyada move nahi kiya lekin lower level se recovery zaroor hui.

      3. **Upper Shadow:** Upper shadow chhoti hoti hai ya phir hoti hi nahi. Yeh batati hai ke buyers ne price ko upper level tak push kiya lekin us level ko hold nahi kar sake.

      **Long Lower Shadow Candle Ka Istemaal**

      1. **Reversal Signal:** Long Lower Shadow Candle ka sabse ahem istemaal reversal signal ke taur par hota hai. Agar yeh candle ek downtrend ke baad form hoti hai, toh yeh is baat ka indication ho sakta hai ke trend reverse hone wala hai aur bullish trend shuru ho sakta hai.

      2. **Support Levels:** Long Lower Shadow Candle support levels ko identify karne mein madad kar sakti hai. Agar yeh candle kisi key support level par form hoti hai, toh yeh strong support ka signal ho sakta hai aur yeh level buy orders ke liye achi jagah ban sakti hai.

      3. **Entry Points:** Traders Long Lower Shadow Candle ka istemaal entry points ko determine karne ke liye bhi karte hain. Agar yeh candle support level par form hoti hai, toh yeh buying ka acha mauka ho sakta hai. Is point par buy order place karke traders price ke upar jaane ka faida utha sakte hain.

      4. **Stop-Loss Levels:** Long Lower Shadow Candle ko stop-loss levels set karne ke liye bhi use kiya ja sakta hai. Agar aapne buy order place kiya hai aur price ne lower wick level ko break kar diya, toh yeh signal ho sakta hai ke market ka sentiment bearish hai aur aapko apna position close kar leni chahiye.

      **Conclusion**

      Long Lower Shadow Candle chart pattern trading mein ek important tool hai jo market ke bullish sentiment ko pehchaanne mein madad karta hai. Is pattern ka sahi istemaal karke aap market ke reversal points ko identify kar sakte hain aur profitable trades execute kar sakte hain. Isliye, candlestick patterns aur unke formations ko samajhna aur effectively use karna har trader ke liye bohot zaroori hai.
      • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
      • #4 Collapse

        ### Long Lower Shadow Candle: Ek Wazahat
        Forex trading mein candlestick patterns ka bohot ahmiyat hai, kyunki ye price action aur market psychology ko samajhne mein madad karte hain. In patterns mein se ek khas pattern hai "Long Lower Shadow Candle." Is post mein, hum is pattern ki characteristics, iska interpretation, aur trading strategies par tafseel se baat karenge.

        ### 1. Long Lower Shadow Candle Kya Hai?

        Long lower shadow candle wo candlestick hoti hai jismein price ne ek significant low banaya hota hai, lekin closing price us low se kaafi upar hoti hai. Is pattern ki khasiyat ye hai ke lower shadow ka size body se kaafi bada hota hai. Ye bullish reversal signal ko darshata hai, kyunki ye dikhata hai ke buyers ne price ko niche se upar ki taraf kheench liya hai.

        ### 2. Characteristics of Long Lower Shadow Candle

        - **Lower Shadow:** Is candle ki lower shadow body se zyada lambi hoti hai, jo sellers ki bekar hoti hai. Jab sellers price ko niche le jaate hain, to buyers react karte hain aur price ko wapas upar kheenchte hain.

        - **Body Position:** Is candle ki body usually upper half mein hoti hai, jo bullish momentum ko darshata hai.

        - **Volume Analysis:** Agar long lower shadow candle ke sath volume increase hota hai, to ye pattern ki strength ko confirm karta hai.

        ### 3. Interpretation

        Long lower shadow candle ka interpretation karte waqt kuch important factors hain:

        - **Market Sentiment:** Ye candle market mein buyers ki strength ko darshata hai. Agar ye pattern support level par ban raha ho, to ye bullish reversal ka strong signal hai.

        - **Context:** Is pattern ka context dekhna zaroori hai. Agar ye pattern downtrend ke dauran banta hai, to ye reversal ka strong indication ho sakta hai. Lekin agar ye uptrend mein ho, to ye temporary pullback ko darshata hai.

        ### 4. Trading Strategies

        **Entry Point:** Jab aapko long lower shadow candle dikhai de, to aap iske closing price par buy position le sakte hain. Iska matlab hai ke buyers ne price ko support level se upar kheench liya hai.

        **Stop-Loss:** Stop-loss ko long lower shadow ke low ke neeche set karna chahiye taake unexpected price movements se bach sakein.

        **Profit Target:** Profit target set karte waqt, previous resistance levels ya moving averages ko target karna behtar hota hai. Isse aap apne profits ko maximize kar sakte hain.

        ### 5. Conclusion

        In conclusion, long lower shadow candle ek valuable tool hai jo bullish reversals ko darshata hai. Iski characteristics aur trading strategies ko samajhkar, traders apne trading decisions ko behtar bana sakte hain. Agar aap technical analysis mein interested hain, to long lower shadow candle par nazar rakhna zaroori hai. Iski madad se aap market ke fluctuations ko samajh sakte hain aur profitable trades karne ki taraf barh sakte hain. Proper analysis aur strategy ke sath, aap is pattern ko apne trading toolkit mein shamil kar sakte hain.

        اب آن لائن

        Working...
        X