Retracement kya hai aur esy kesy jana jaay?
Retracement kisse bhee barrhy trend main aarzi reversal hoti hain aur Retracement ka matlab yeh hota hai kay market ka trend tabdeel nahi ho raha hai ballkay trend kaay mukhalif simtt main aarzi reversal hai. Jessa kay neechy dee gai photo main aap deikh saktey hain kay market uptrend main hay aur market thori up movement karny k baad down aati hai. Aur kuch percent down aanay kay baad matket phir aik bar up jaati hai aur pichly peakpoint ko cross karr kar agla peak point banati hai. Aur phiir usi tarhaa down aati hai aur pechly down point say pehly he markets up jaanaa shuru kar deti hai. Ye saari tafseel aapko jo mane batai wo aap tasveer main bhe asaani sy deikh sakte hain.
Reversal Ke Pehchaan?
Reversal market trend kee simmt main tabdiil hony ko kehtyy hain. Jbb Reversal hota hai to market ussi same direction main rehhny ke janib bhartee hai aur trend ke direction tabdeel hoo jaati hai. Uptrend main reversal neechay ke jaanib hota hai jabbkay downtrend main reversal Uper ke jaanib hoti hai. Aik baat dehyaan jo kay har trader ko rakhna chahey kay trend Reversal ke confirmation kay badd he Reversal pe trade ke jaay. Kunn kay reversal aur retracement main farak ka pata hona bahut zaroori hai.
Neechy de gaai tasveer main aap dekh sakte hain kay market trend line aur Moving average ko cross kar kay Reversal banaati hai to ye es baat ke Confirmation hai kay market trend tabdeel kar chuki hai.
Upper dee hui tasveer main deikkh sakte hain kayy market uptrend main hai aur higher highs or higher lows banati hai, phir market trend line ko torrti hai aur lower lows banana start karti hai. Eskay baad matket beshk pullback dekhati hai lekin market main trend ke simt main jaari rehti hai.