fundmental tradeUSD

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #16 Collapse

    pricey i'm sure that currency trading candor the bets for everyone and most of us must fork out increasingly more attrition throughout finding out currency trading to turn into a profitable dealer.
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #17 Collapse

      Forex trade mein fundamental mein ki bohat he ehmiyat hai dear agar ap analysis k sath ki lot place kar k to apko os sy profit hoga must lekin agar ap kald bazi karo gy ya lalach karo gy to apko is mein nuksaan uthana par sakta hai...
      • #18 Collapse

        g dearusa main mausam buhat kharab chal raha hai jis waja se usa ki economy buhat mutasir huyi pardi hai jub ye news ana thi tu main aik chanel pr watch kr raha tha jahn live conference ho rahi thi ous main bhi yehi baat kr rahy thy or keh rahy thy mausam theak hony tak recovery nahi ho sakti hai iss news se afi negetive impact aya tha usd ka jis waja se usd pairs main buhat movement huyi thi
        :mad:No Greed No Emotional Follow Trend And Fundamentals Low Risk Trade With Technical Analysis!:mad:
        • #19 Collapse

          dosto apki post pe pehle to men yeh kahoon ke yahan scalping se apki kya murad he zara ise wazeh kijiye,doosra yeh ke shortcuts kisi bhi tarah ke hon hamesha kisi bhi business ke liye shortcuts nuqsan da hi sabit hote hen aur jo apka faida hochuka hota he use bhi nuqsaan men badal dalte hen,,,,,,,
          • #20 Collapse

            USD american currency hai aur is per daily k halat bohat asar andaz hote hain. Jid din agar USD ki news hon to bara khiyal karna chahiye k aisa na ho k trade minus main chali jaey. Always avoid news trading.
            • #21 Collapse

              yes dear i think that we all have to eb a lot fo successful trader in forex trade and w eall need to pay attention in learrning from forex trade and i think that we all need to learn more an dmroe profit form forex trade and i think thatt from forex trade and i think that we all will be a lot fo expert in forex trade and we all will agin mony fromf roex rade and will earn money form forex
              • #22 Collapse

                G han is main ap experience hasi kar sakty hou jab is main ap demo account main bhi kam karo ya phr is main aisa hoga ke is main ap ksii senior se bhi seekh sakty hou our ismain ap prextis karo phr ism ain ap asai ke sath agy ja saktyu hou
                • #23 Collapse

                  fundamental analyze kar ke ke boht achi thread ko post kiya ha jis se boht logo ko sani mil sakti ha or wo trade ko ache direction per trade thak expert nai hon and i would like to tell you that i am still learning Forex trading and i hope that one day i will be succeeded in Forex tradings
                  • #24 Collapse

                    Jee apki baat sahi hay forex trading main agar hum fundamental trading karna chahty hay to humay chahiey keh forex news par bhi nazar rakhy aur jab ye news ani ho to humay es kay mutabiq trading karni chahiey.
                    • #25 Collapse

                      mjhy is Quation ky bare men inform ni yhe but ab mjhy inform ho chka ha thax my all friends................ umeed krta ho next sy fr ay sa ni ho ga
                      • #26 Collapse

                        dear aap ne trader ko achhi suggestion di ha ta k wo koi bi trade open kernay se pehlay achhi tra market ko analyse ker lain ..agr jeld baazi me trade open kerain gay to trader ka ziaada loss bi ho sekta ha .
                        • #27 Collapse

                          bhai ji jesa kay main abhi is forum pay new hon .main boht kuch learna kar raha hon is forum say app nai achei iformation share ki hy USa main jo halaat hai moseum kesy effect kar raha haei trade pay.
                          • #28 Collapse

                            janab apki post pe pehle to men yeh kahoon ke yahan scalping se apki kya murad he zara ise wazeh kijiye,doosra yeh ke shortcuts kisi bhi tarah ke hon hamesha kiesi bhi business ke liye shortcuts nuqsan da hi sabit ka hote hen aur jo apka faida hochauka hota he use bhai nuqsaan men badal dalte hen.
                            • #29 Collapse

                              in Fact USD Ke bare Mein BOht Si Peshan Goiyan Ati Hain. Abhi NFP Aaa Raha Hai Kuch Weeks Mein. To app Dekhen Market Kahan se kahan Jati hai. Possibly Market Up Trend Ho. But Last Time Florida Ke Mousam Ke bawajood New Home sales Ziyada tha.
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #30 Collapse

                                boohat he best thread aap nay open kia hai.usd to most important hai.sari market usd kay fundamental say effect ho jaati hai or agar hum yahan iss thread main iss bary main sharing karain gay to faida ho ga.

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X