fundmental tradeUSD
No announcement yet.
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #121 Collapse

    fundamental trading best hoti hai ap ko trading jitni ho sake utni zyada karni chahiye lekin tab karen jab aap ko market ki situation theek se samajh me aa rahi ho agar sahi se market ki situation samajh kar chalen ge to kafi faida hasil ho ga aap ko .
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #122 Collapse

      Bhai mai forex trading mai ubi new hon od ubi tak learning process sai guzar rha hon mja is fundamdntal trade usd ke bare mai zaida pata nai hy learn ker ke apko btao ga
      • #123 Collapse

        fandemantel tredung usd paor pa4 hum.ko treding karne se buhat hi best ernig hoti hy is biznees min usd pairs buhat hi bahtren hyn lun kah ye best hyn
        • #124 Collapse

          trader ko market main invest krny k sath is baat ko or is say milny vali sari bation ko miind main safe krna hota hai k kis tara say khud ko safe kr saqty hain trade k liay laikin hum nay is k liay market ko khud say nahi keh saqty hain k ye move hoti hai laikin is k sath khud ko hum nay safe krna hota hai
          • #125 Collapse

            agr hum is main fundametle analysis ko use kar kay kam karty hain to humain market main achi earning hasil ho sakti hay humain trade main kam karnay main loss km ho sakta hay profit ho ga
            "The mind is everything, What you think you become"
            • #126 Collapse

              humay chahiey keh country kay halat ko bhi mady nazar rakhty huway trading karen kyun keh kisi bhi country kay halat bhi currecy par asar andaz hoty hay aur es kisam kay analysis ko fundamental kehty hay
              • #127 Collapse

                market ko fundamentally b analysis karna zarori hota hay or technically analyzing b zarori samja jata hay app ko 2no type ki analyzing karny k bad trades open karny chaye
                • #128 Collapse

                  yap dear forex market k k oper musam k effect ki wja say bhe zeada usd pairs effect hoty hian khas toor pay jab USA main bhe weather change hota hy our pher bhe pairs k up and down movement hoti hy our pher hum ache movement pay ache earning ker sagtay hain
                  • #129 Collapse

                    Bhai g forex trading mai traders technical or fundamental analysis ko use kerty hy lakin mai ubi is mainew hun mja in ke use ka pata nai hy is liya mai apko nai bta sakta
                    • #130 Collapse

                      Gee bhai ma agree keon ga humen 0akistan forex forum sy intouch rehna chue yahan humen bht sari informationa milti hen jin ko ise kr ky hum bht achi trading kr skty hen humen major mumalik ki current ecnomic satuation aor news update py nazar rakhni chue news market ko bht move krvati hen
                      • #131 Collapse

                        ye ak qism k analysis hoty hain jin k begar trade nai kar sakty hain aur is forexto boht say log trade karty hain aur boht acha profit bi hasil karty hain aur is main kam karny k liye bi experince ki zrort hoti hai
                        • #132 Collapse

                          Is main Boht say pair gain hamain WO pair chose kar k kam karna ho ga ta k him is main acha profit hasil karna ho ga is main us pair ko learn kat k him is main earn kar sakty hain
                          • #133 Collapse

                            usd bohat strong hai or pechly kuch saal say still strong hi ho rahi hai or uneed hai agy b yeh strong hi hu gi es leyeh humy chahiyeh slow slow profit banaty rahy tu acha hai lekin usd ko buy hi karna chahiyeh hemshaaa
                            • #134 Collapse

                              usd ka data mostly united states ki political affairs ya current affairs ic man zyada matter kerty hain. jis say market bhi kafi movement show kerti hai or index man trade kerny walun ku acha profit mil jata hai.
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #135 Collapse

                                theak hai g ap na usd or usa k bary main bara acha data provide ka hai . or yhee forum ka purpse hai k jo ap ko new information milly us ko others tak share karain . or her trade lagany se pahly ap ko chahian k economic calander ko zaroor check kra lain us main different countries ki news hoty hai jiss se ap market ki movement ka andaza laga skty hai

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X