Mini LOT kis ko kahty hain?

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Mini LOT kis ko kahty hain?
    aaj ka topic hai ki mini lot kise khate Hain tu mere khyal mein main jin traders k pass low capital hota hai hi va mini lot per trading karna kyon zyada pasand karenge aur lot size mein mukhtalif kism ke lot size available hote Hain jeene meinforex members forex trading main lot 3 trha ki hoti hain jis main hum apni trade lgaty hain main ap se yah pochna chahata hun k stander lot kis ko kahty hain or yah kitny account balance main lgti hai or hum kis trha apni lot lga skty hain ? please seniors jawab den hamy apne amount ky hesab sy lot lagane chahey agar hamae amount kam hai to hamy is main kam lot lagane chahey agar hamare amount zeyada hai to hamy is main zeyada lot lagane chahey hamy kam karny ky har aik rules ko pora kaerna chahey pher he hum is mai kamyab trader ban sakty hain

    Click image for larger version

Name:	images (12).png
Views:	13
Size:	17.9 کلوبائٹ
ID:	12530896

    Forex me trading lots ke base per hoti hai lots lot size basically investment volume hota hy Jo ap apni mrzi sy select kr Kay koi bhi item sell ya buy krty hen jis ki base currency ya commodities per mushtamil hoti haizyada ter broker three kisam ki lots trading ke liye pesh krty ha.

    Forex trading mn Long term ke liye survive krne k liye aapko help Krti Hain is ke ilava aap small lots a reasonable earning dikha skte hain. Yeh Ek human nature hai ki maximum log bahut lalchi Hote Hain Har Koi Chahta Hai Ki vah jaldi jaldi Jyada Se Jyada paise Kama le is lalach ki vajah se log Badi lot size ka intekhab Karte Hain aur Market opposite Jaane Ke sawab vah Bade nuksan face Karte Hain yah Apna account bilkul zero kar dete Hain.

    Click image for larger version

Name:	images (13).png
Views:	3
Size:	1.3 کلوبائٹ
ID:	12530897
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Mini LOT kis ko kahty hain?

    Mini Lot Size ;-

    Important Role ;-
    Forex trading may lot size aik basic point hai r best lot size ka select karna forex trading main kamyabi k liye eham role play karta hai. Forex Trading may lot size ka aik bara important role hota hai ya yeh samjh lo k lot size trading may trade ki akaee hay. Jab hum lot size ko positive or negative value say waqif ho jayen to us k baad hi hamen trading start karni chahiye.

    Click image for larger version

Name:	images.png
Views:	8
Size:	6.1 کلوبائٹ
ID:	12394765

    Small lot size hamary account k liye ideal hota hai or is say hum apne account ko safe rakhty hain lekin agar lot size hum ziyada karte hain to is say hamara account risky ho jata hay or mumkin hay keh hamara account wash bhi ho jaye.Aam tor pay lot size ka start 0.01 say hi hota hai or is ko hum mazeed increase bhi kar sakte hain.Lot size ko boht hi zeyada careful use karna chahiye kyun k hamari trading ka sab depend is pe hi hota hai.Forex trading me hum lot size ko different name dete hain us k valume k hisab se jaise; Standard , Mini , Micro or Nano Lot size.

    Click image for larger version

Name:	images.jpeg
Views:	14
Size:	25.7 کلوبائٹ
ID:	12394764

    Standard Lot size ;-

    Foeex trading me aik Standard lot size 1:100,000 hota hai r jis ka matlab hai k hum standard lot 100,000 currencies units ki trading k liye use hota hai. Agar hamare pas standard lot size k liye capital maojood ho to hum aik standard lot say 100,000 ki currencies units buy or sell kar sakty hain. Standard lot size main aik pip 10$ k hota hai.

    Mini lot size ;-

    Standard lot size k baad mini lot size hai jo keh hum 0.1 se show karty hain jo keh 1:10,000 currencies units k equal hota hai. Aik mini lot aize say hum 10,000 ki currencies units ki sell ya buy kar sakty hain. Mini lot size main aik pip 1$ k pip k equal ka hota hai.


    Micro Lot Size;-

    Forex trading main micro lot size ko hum 0.01 se show kartay hain jo keh 1:1000 k equalr hota hai.1000 k equal hone say murad hai keh aik micro lot say hum 1000 ki currencies units ko buy ya sell karte hen. Micro lot size me aik 0.1$ ka hota hai.

    Click image for larger version

Name:	images (1).png
Views:	8
Size:	14.5 کلوبائٹ
ID:	12394766

    Nano lot size ;-

    Nano lot one-tenth of micro lot k equal hota hay or forex trading main is ko 0.001 se hi show kiya jata hai jo keh 100 uints of currencies ki buy or selling k leye istemal hoti hai.Ye lot size 1:100 hota hai or is may aik pip 0.01$ ka hota hai.

    اب آن لائن

    Working...
    X