Demand and supply in forex trading market

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Demand and supply in forex trading market
    Forex market ma kam krty hoay hmain kuch parametres la khayal rkhna hota ha market ki movement ko smjhty hoay kam krna hota ha. Ap sb ko pta hona chaheay k market mein trends hmesha market ko movement or supply and demand py depend krty hain q k agr market ma supply stable value py ha tw market ki movement the stable yani sideways trends bnta ha or agr market mein supply aur demand imbalance hain tw market bullish ya bearish trend follow krti haDear ab ye supply or demand kia cheez hain in ko smjh lety hain ager hum in ko smjh lety hain tw hmain pta hona chaheay k supply or demand trading ma kia cheez hain or q use both hain.


    Understanding:


    Supply aik lafzi Matlab sy he pta chlta ha k supply ka mtlb kisi cheez ko provide krna hota ha or demand kia Matlab hota ha k kisi bhe cheez ki demand kia hoti ha mtlb us cheez ki market ma maang kitni ziada ha
    Dear ab hum trading ma supply or demand ko justify krty hain k age market ma kisi bhe mantel ki ya phr currency ki supply ziada ho tw market ma us ki demand bhe kum ho tw us currency ki value kum ho Katie ha or us currency ya matel ko lent waly log kum ho jaty hain.agr market ma kisi cheez ki demand bhe ziada ho or us ki supply bhe limited ho tw market ma us currency ya matel ki value ziada hoti ha or us k buyers bhe ziada gotta hain q k us ki demand ziada ho jati ha tw us k invested bhe ziada gotta hain or us k value bhe ziada hoti ha.
    Dear ab hum market ma demand or supply ko smjhty k least aleda aleda discuss krty hain jis sy hmain asaani sy smjh a jay get.


    Demand:


    Forex trading ma demand kia mtlb hota ha k market ma kisi currency ya matel ki kitni ziada maang ha or is sy market ma us currency ki value bhe kum ya ziada hoti ha q k age market ma koi cheez limited mojood ha tw us ki demand bhe ziada hoti ha tw us ki value ma bhe izafa hota ha for example GOLD ko he ly lety hain gold market ma limited hota ha is ki demand bhe ziada hoti ha or market ma isi wja sy is ki value bhe ziada ha or GOLD manga bhe ziada ha or is ma investees bhe bhot ziada hain.


    Supply:


    Market mein supply mein mtlb hota ha kisi cheez ya currency ki ho miqdaar market ma mojood hoti ha is supply sy bhe market ma kisi currency ya matel ki supply kum ho get tw us cheez ki value bhe ziada ho get or log us k investor bhe ziada hon q k us cheez ki value or price ma izafa hota jy ga isi least log us ma ziada sy ziada invest krain gy ta k u hain faida hasil ho.


    Role:
    Forex market ma supply or demand ki importance ko smjhty k leay hmain is ki 3 important states ko smjhna bhot zrori hota ha.


    Explanation:
    1: Dear market ma jb bhe kisi currency ki ya metal ki supply ziada ho jati ha tw is ki value kum ho jati ha or us ki value ki sath sath demand bhe kum ho jati ha is sy market ma us ki price down hona shroud ho jati ha.
    2: dear age market ma kisi currency ki supply kum hoti ha tw market ma us ki value ziada hoti ha or us ki demand bhe brh jati ha just sy us currency ki price market ma up jati ha.
    3: dear age kisi bhe currency ya matel ki market ma utni he supply hoti ha kitni k demand hoti ha tw market ma us ki value stable rahti ha.


    Agr hum in states ko smjh lety hain tw hmain supply or demand ki market ma trading importance ma pta chl Jaya ha.
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Demand and supply in forex trading market

    Assalam o alaikum umeed hai k ap sab theek thaak hon gy aur apna kam bohat hi achy treeky sy kar rahy hoon gy. aaj ka hmara topic hai k demand aur supply kai hai aur es per trading kis trha sy ki ja sakti hai.

    Suply zone kia hai?

    jab kisi chezz ki suplu market mai bohat ziyada ho . mtlb k agr kisi chezz ko sell karny waly log bohat ziyada hai jab k khareedny walay log kam hain to wo price region jahan per log jo selling kar rahy hain wo ziyada hai jab k buyers kam hain wo region supply zone kehlata hai. sulpy jab ziyada ho aur demand kam ho to os chezz ki price kam hony lgti hai. lehaza suply zone mai price fall hony lagti hai

    Suply zone kahan banta hai?

    Suply zone aam tor per aik mazboot resistance k nazdeek banta hai jahan per bohat ziyada log selling start karty hain ab k bohat hi kam log buying kar rahy hoty hain. to es region ko suply zone kaha jaye ga

    Suply zone kia indicate karta hai?

    suply zone indicate karta hai k ab trend mai change aany wala hai sellers domionate hon gy aur selling tend ka agahz ho ga lehaza selling ki jaye

    Demad zone kia hai?

    market mai wo price region jahan per buyer bohat ziyada hon aur seller kam hon demand zone kehlta hai. jab kisi chezz ki demand ziyada ho aur supky kam ho to os chezz ki price increase hona start ho jati hai . lehaza demand zone mai market mai price increase hona start ho jati hain.

    Demand zone kahan per banta hai?

    demand zone aam tor per support k nazdeek banta hota hai jahan per buyer ki tadaad ziyada hoti hai aur seller ki tadaad bohat kam hoti hai. yahan sy price increase hona start ho jati hai.

    demand zone mai trading?

    demand zone indicate karta hai k ab buyers dominate ho chuky hai ab selling rok kar buing karni chaheay.
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #3 Collapse

      Re: Demand and supply in forex trading market

      Assalamualaikum

      My dear forex member I hop ap sub khryat Sy ho gy ji bilkul AJ ap my buut hi acha question Kya Hy min agree krta ho ap ki bat Sy kha AJ ap bhut hi good hi acha experience wala question Kya Hy min ap ko btna chaho kha Pakistan forex mber min ap logo ko zida Sy zida mhnatkrni pary gy jii bilkul ap ko jitna mhnat kry gy itna hi acha profit hasla kr skay gy

      اب آن لائن

      Working...
      X