Asslam.o.Aliakum.!
dear members ummed hai ap sab theek hon gy jesa k ap jante hain forex ik aisa business hai jis main without experience ham kamyiab nahi ho sakte is liye hamain experience hasil krne k liye patterns pr study krni ho gi tabhi hamara experience barhe ga aur ham achi trading kr k forex business main kamyiabi hasil kr sakte hain.
Bearish Flag Chart Pattern :
dear members bearish flag chart Pattern ik bearish continuation pattern hai jis main flag two matwazi bearish line se banta hai ye ik mustateel banate hain ye trend k opposite side py banta hai isko normally consolidation kaha jata hai bearish channel ki nisbat ye mustateel boht kam time ka hota hai jis main seller trading k duran kuch dair k liye ruk jate hain bearish flag ki formation bearish trend main hoti hai prices main hone wala gap trend k takreeban center main banta hai. dosto takreeban 35 percent bearish flag patterns main prices pattern k bottom k neche par exit hoti hain ye pattern takreeban 85/90 percent tk continuation ka kam krta hai ye ik bearish trend main use hota hai is main takreeban 65 percent tk ye pattern apna target gain kr leta hai aur takreeban 12 percent tk ye pattern trend reversal ka kam krta hai.
Explanation:
dear forex members bearish flag chart pattern two types pr mushtamil hota hai is main pehla hisa flag ki stick hoti hai aur second hisa flag hota hai flag ki stick bearish trend candle pr mushtamil hoti hai ye boht tezi k sath low main jati hai jab k flag mustateel shakal main banta hai is main candles small size main banti hain aur ye ik tarah se channel trend lines ki tarah ka hota hai ye hisa buyer's k waqfy ka hisa hota hai jis main prices sideways movement krti hain flag portion main traders ye decide krne ki koshish krte hain k prices mazeed neche jani chahiyen ya reversal jani chahiyen lekin pattern k bad continuation pr he chal parti hain.
Trading With Flag Chart Pattern:
dear members bearish flag chart pattern pr do tarah se trading ki ja sakti hai ik riwayati strategy se aur dusra aggressive ya bagair trend confirmation se short terms traders entry krne se pehle pattern ko complete hone k bad pattern k top pr sell ki entry karain highest point pr stoploss place karain aur take profit ka andaza pattern k mutabiq set karain ya apni marzi se b set kr sakte hain qk dosto ye ik strong trend continuation ki mazbooti hai aur aggressive traders ko pattern k last pr sell ki entry krni chahiye aur stoploss ko flag k top hise pr place krna chahiye aur take profit flag k lower pr set krna chahiye ya tp1 tp2 tp3 kr k flag double equal b place kr sakte hain.

تبصرہ
Расширенный режим Обычный режим