kamyab trader
No announcement yet.
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1456 Collapse

    kamyaab trader woh hainjo dhiaan aur tsaslsul se trading krin ager loss bhi hu jay tu pecha nhi huta uss k liye zarori hain k aap k paas amount zyda huni chahiye jiss se aap zida faida utha saktay hain aur kamyaaab hu saktay hain.
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #1457 Collapse

      forex mein trading aap mt4 softwares mein kartaey haenor ap es mei Demo me practise kerain aur zaidaa baraey size kee trading na lagaein aor jeb b trading kerain to ap poori plan ky saath trading kerain aur knaowledeg gain ker key trading kerain takaey aap ko fayda hao trading mein.
      • #1458 Collapse

        han agr hamy fx ma kamyab hona hai to us k lia hamy fx zeada mehnat krna ho gi tab ham fx ma kamyab ho sakty han ya ak real kam hai jis sy ham ach aearn kar skty han ya ak acha kam hai
        • #1459 Collapse

          asslaem o alekum dears Forex me successfull traders wohi hai go struggle kr kay tradings kro our earnings kamee Forex main hardwork key bagaer ham success nhi haislaa ker sakt.
          • #1460 Collapse

            Mehnti insan kamyab treder hai jo mistaks se sekhe jo mayoos na ho his ka maqsad iss ko apna permanent bussniss bana k apni life ko batter kRna ho woh hi iss main kamyab treder hai jo iss main apna time spend karta ho uss k propr knowledge leta ho
            • #1461 Collapse

              hum is main agr uccess hasil karna chahty hain to humain trade kay bary main learning hasil karna ho gi ta kay trade main acha profti hasil ho sakay dmeo ko use karna sab say best rhta hay humain low risk main loss km ho ga
              • #1462 Collapse

                agar hum kamyab trader banna chahty hay to humay chahiey keh forex trading ko sahi say time dain kyun keh agar hum esko shai say time dain gay to humari trading bohat achi ho sakti hay
                • #1463 Collapse

                  dear forex mai trading sekhny say pehly ager app aik demo account bna kar kam karty hain tu uss per app ko sab kuch samjh ajayga k fore mai kesy kam karna aur baki sab tools samjh ajain gy.
                  • #1464 Collapse

                    Asalamualaikum dosto main forex trading main bilkul new hon main janana chahta hn k main 1 kamyab trader keay bn skta hn please dosto meri help kijiye gga or mje btain k main 1 kamyab trader kis trha bn skta hn
                    FRD 07 TRADING JOURNAL
                    • #1465 Collapse

                      dear agr ap forex mn kmyab hona chahty hain tu hmain forex k bary mn learning krna ho ga or hmain es k bary mn acha knowledge gain krna ho ga q k forex ki jintni learning achi ho gi otna he ap kamyab ho gy
                      • #1466 Collapse

                        may dear friend ager kasi nay kamyab trader bana hi ya trading karni hi to may dear friend as kay lay ham ko achay experince kai bahut zarort hi as lay ham ko pahly demo account par trading kar kay awor wnh say market ki information la kar as ko achi trah read karna cahyea
                        • #1467 Collapse

                          trade hum is taraha say kartay hai kay pehlay hum aik pair ko latay hai kay jis pe humay buy karnma hai ya sell karna hai is kay baad hum jub aik pair pe buy kartay haui tu is ka matlab hota hai kay hum second currency ko sell kar rahay hotay hai
                          • #1468 Collapse

                            bhai forex main kamyab hony k liye apko forex k bary main sub ilm ho or es k bary main apka expernce ho q k agr yah kuj ho ga tu apk sub kuj handle kar skty hain oor es k sath sath apko demo account ka use lazmi karna chahye
                            • #1469 Collapse

                              trade karny k liye hard work karni ho gi ta k loss kam ho skay aur rules ko follow kar k hi hum achi trade karny k kabil hon gay aur greed ko avoid kar k hi trade karni ho gi ta k achi trade karein gay it is best
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #1470 Collapse

                                kamayab trader is market main kon hain jin hony is market ko samjh kr or sath main is cheez ki practice say kaam ko shuro kia hota hai yehi sub say zada ik secret hota hai or hum nay isi tara say is main kaam ko krna hai

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X