Wolf wave:
Wolf Pattern five waves se milkar bnta ha. Is mn seller aur buyer ki fight ki waja se market stability ki taraf move kerti han wolf Pattern sab time frames main behtarin work karta ha wolf Pattern main do cheezon ka trader ko batata ha wolf pattern price ki heading or peak k place ko predict kerta hai aur kab market price in heading or peak per hongi ye bhi btata ha.
Trading with Wolf wave:
Wole candlesticks pattern har qisam kay timeframes main bnta rehta ha lkin uski effectivity higher time frames main bhut ziada samjha jati hay jab keh ye up and down trend donon main mufeed tasawar kia jata hay. Laikin baqi candlesticks pattern ki tarah iski effectivity and confirmation kay liye humein sirf akely candlesticks pattern say he madad nahi milti bokeh iskay sath hamain fundamental analysis bhi karny party hain ta keh ham apni trade say behtar tor per trend ki reversal main order place karte huye achi earning kar sakain.
Wolf pattern aik candlesticks hay jis main up ya down side main 5 waves hoti hain. Jo hmain zigzag movement k baad aik trend k bary batati hai. Yani in main say teen waves aik side pe hoti hain jab keh do aik side pe, is tarah six musalsal reversal waves main hamain ye umeed hoti hay keh ab ye wave again same last waves ki tarah long jaye gi, jis kay starting main he ham ager achi planning and analysis kay sath kisi indicator ka use kar kay timely trading order place kar lain to hamein bahut achi earning ho sakti hai.

تبصرہ
Расширенный режим Обычный режим